View Full Version : Huge Collection Of Ashars
Pages :
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
[
19]
20
21
22
ma fana ho gaya afsoos wo badla bhi nai FARAZ
meri chahat say bhi sachi rahi nafraat uski........
mere sabr ka koi ajr kia, meri dopehr pe yeh abr kion
mughe orrhne de aaziytien, meri aadtien na kharab ker
Mohabbat dil ka sajda hai, jo hai tauheed per qaim
Nazar k shirk walon say mohabbat rooth jati hai.... .
Yay kisnay aatish-e-ehsaas ko hawa di hai,
Kay mairy rooh me.n ek aag si laga di hai,
Nadaamate.n meray maazi say poochhti hai.n sawaal
Wo maah-o-saal ki daulat kahaa.n luta di hai
ہم پرورشِ لوح و قلم کرتے رہیں گے
جو دل پہ گزرتی ہے رقم کرتے رہیں گے
chartay suraj ke pOOjari to hazaroon hain "FARAZ"
doobtay waqt hum ne suraj ko bhi tanha dekha
Khud ko paRhtaa huuN, chhoR detaa huuN
ek varq roz moR detaa huuN
is qadar zaKhm haiN nigaahon meN
roz ek aaiinaa toR detaa huuN
woh aaye bazm meiN, itna to "meer" ne dekha
phir usske baad, chiragHoN meiN roshani na rahi
Ye Eahl e ishq ki basti hai ahtyaat se chal
musibato'n ki yaha'n inteha guzarti hai...
Wo kabhi ankh bi jhapky to larz jata hun "SAHIL"
Mujhy saans say b ziyada hai zarorat us ki
Badnam huwy hum Shehar min jis ki waja sy 'MOHSIN'
Us shaks ko Hum ne ji bher k dekha bhi nahe tha.
ab to biimaar-e-muhabbat tere
qaabil-e-Gaur hue jaate hai.n
tum mere pas hote ho goya..
jb koi doosra nhi hota
kuch youn mila krta hon mein sub se hans hans k MOHSIN........
Ke kisi ko gumaan'n tak nai hota mere hayaat-e-tanhaye ka.....
Kabhi toota nahi mere dil se teri yaaad ka talassum.,
Guftgu jis sey bhi ho khayaal tera hi rehta hai....
mai nai palkon sai dare yaaaaaar per dastak de hai...
mai woh saiel hon jisse koi sada yaaaaaaaaad nahe...
: Na Khoobyaan meri hein naa mera koi Kamal hei..
~: Daitaa Wohi Kareem Wohi Jal-e-Jalal hei,
~: Kuch apnay dam par loon to chinanay ka dar b ho..
~: Us k diyee ko cheen ley koi, kis ki yeh majal hei...
Is shehr me kitne chehre the kuch yad nhi, sab bhool gye..
Ik shakhs kitabon jesa tha, woh shakhs zubani yaad rhaa..
tum takalluf ko bhi ikhlaas samajhtay ho faraz..
doast hota nahin har haath millanay wala..
hum wo ana parast han jo haar k bhe kehtay han..
wo MANZIL he badnaseeb the jo humko paa na sakee !!
Mera Saaf Sada Mizaj Tha Mujhe Ishq Honay Ki Kia Khabar...
Teray ek Tabusam e Naaz Ne Mera sara Zouq Badal Dia...
من کی من میں بات رہے تو من کو لاگے روگ
من کھولیں تو مشکل کر دیں جیون اپنا لوگ
آج اس کے تصور کا یہ عالم تھا فراز
نیند آئی تو آنکھوں نے برا مان لیا
ب تو اپنے حال کی بھی فکر نہیں ھے مجھ کو
میں نے اوروں سے سنا ھے کہ پریشان ھوں میں
ساری دنیا سے الگ میرا معیا ر ہے محسن
کہ میں زخم کھاتا ہوں* تو کچھ اور نکھر جاتا ہوں
zindagi jabr e musalsal ki trha kaati ha..
zra ghor kro..lohari k sath hi bhaati ha
تپش سے بچ کے گھٹاؤں میں بیٹھ جا تے ھیں
گئے ھوؤں کی صداؤں میں بیٹھ جاتے ھیں
ہم ارد گرد کے موسم سے جب بھی گبھرائیں
تیرے خیال کی چھاؤں میں بیٹھ جاتے ھیں
خاموش اے دل! بھری محفل میں چلانا نہیں اچھا
ادب پہلا قرینہ ہے محبت کے قرینوں میں
جس طرح خواب میرے ہو گئے ریزہ ریزہ
اس طرح سے نہ کبھی ٹوٹ کے بکھرے کوئی
محبت کی راہ میں دو ھی منزلیں ھیں فراز
یا دل میں اتر جانا یا دل سے اتر جانا
آج تک قائم ہے اس کے لوٹ آنے کی امید
آج تک ٹھہری ہے زندگی اپنی جگہ
لاکھ چاہا اسے بھول جائوں فراز
مگر حوصلے اپنن جگہ بے بسی اپنی جگہ
سلوٹیں ہیں میرے چہرے پر تو حیرت کیوں ہے
زندگی نے مجھے کچھ تم سے ذیادہ پہنا۔۔۔۔۔۔
جس کو بھی دیکھا اسے روتے ہوئے پایا ہے محسن!
یہ محبت تو کسی فقیر کی بددعا لگتی ہے
چراغ بن کے جلا جن کے واسطے اک عمر
چلا گیا وہ ہوا کے سپرد کر کے مجھے
میں اپنی ذات میں نیلام ہو رہا ہوں قتیل
غم حیات سے کہہ دو خرید لے مجھے
ہے تمہارے لئے کچھ ایسی عقیدت دل میں
اپنے ہاتھوں میں دعاؤں سا اٹھا لیں تم کو
جان دینے کی اجازت بھی نہیں دیتے ہو
ورنہ مر جائیں ابھی مر کے منا لیں تم کو
اپنے مسیحا سے اب کوئی امید نہ رکھ ساغر
وہ تنگ دل ہے اور تیرے زخم کی گہرائی بہت
سحر ہوئی تو لائی اسی چراغ کی موت
عمر بھر سسکتا رہا جو سحر کے لئے
اک یہی آس ہی کافی ہے مرے جینے میں
دل نہیں آپ دھڑکتے ہیں مرے سینے میں
تجھ سے گھاؤ ملے دل سے لگا لیتے ہیں
کتنی لذت ہے تری ذات کے غم پینے میں
سمندر میں* فنا ہونا تو قسمت کی کہانی ہے فراز
جو مرتے ہیں کنارے پر مجھے افسوس ان پر ہوتا ہے
ye zra zra si bat py tarah tarah ka azab kyn......????
jo kisi sy b khafa na ho mjy us khuda ki talash hai...
ik TUM ktumharay liye Main Bhi meri jan b..
ik MAIN k mujhay tm b muyassar nahi atay...,
اٹھ کے اک بے وفا نے دیدی جان
رہ گئے ۔ سارے ۔ با وفا بیٹھے
MERI HR NZAR MEIN bsa hai tu, meray hr qlqm py likha hai tu...,
TUJHAY soch lon to GHZAL meri, na likh sakon to khyal hai....
wo shakhs jiska mjhe naam b nhi aata
bghair us k ab aaram b nhi aata
kro ga kya jo ho gya mohabbat ma nakaam
mjhe to or koi kaam b nhi aata
ہم سوچتے رہتے ہیں عطا اورطرح کی
دیتا ہے تیرا دست کرم اور طرح سے
جو سود و زیاں کی فکر کرے
وہ عشق نھیں مجبوری ھے
میں تجھ کو کتنا چاھتا ھوں
یہ کھنا غیر ضروری ھے
goongay banay rahey to sab he mantay thy baat
bolay to hum kisi ko be qayal na ker sakay
Kal RAAT Urr rahay thay SITAARAY HAWA kay Saath
Aur MEIN UDDASS Baith’ha tha Apnay KHUDA kay Saath
Ya to QABOOLIYYAT ka Tareeka Sikha MUJHE
Ya MERE DIL ko BAANHD day APNI RAZA kay Saath…!!!
یہ روشنی تیری آنکھ میں کس کمال کی ہے
ہر ایک لب پہ ستائش تیرے جمال کی ہے
میں بات کرنا بھی چاہوں تو کس طرح کروں
اسے جواب کی عادت نہیں ، سوال کی ہے
ہوتی ہے بڑی ظالم یک طرفہ محبت
وہ یاد تو آتے ہیں پر یاد نہیں کرتے
اس زندگی میں اتنی فرصت کسے نصیب
اتنا نا یاد آ ۔ کہ تجھے بھول جائیں ہم
صرف ایک شحص کی خاطر مجھے برباد نہ کر
روز روتے ہوئے کہتی ہے زندگی مجھ سے
You’n tera intazaar kerta hoon
Jaisay mai’n tujhko yaad ho’n ab tak...
Meri nigaahon ke aainay mein hain naqsh abh tak visaal lamhay
Yehi mata e hayat hain aur yehi hain hasil kamaal lamhay
Woh kabhee to purshish-e-haal ko, meray Gham kadey pe bhi aayeiN gey
Isee aarzoo, isee aas meiN, mery saaree umr basar hu-ee
dil ki rag rag nichor leta hey,
ishq mein yeh bari museebat hey....
meri chahat meray jazbay ki bus itni si hi had hai
asman toot paray agar mai jo faryad karun..!
Tery dar py aakhri baar aa k palat gaya
Meri zindagi ka sawal tha magar ab nahiN
ہر بار نہ کہا کر تجھے چھوڑ دیں گے ہم
نہ ہم اتنے عام ہیں نہ یہ تیرے بس کی بات ہے
اشعار کے پردے میں ہوئے تجھ سے مخاطب
نہ ہو جس میں تیرا ذکر وہ چشم سخن کیا ہے
وہ آئے ہمارے در پر دو حرف نفرت بولنے
یوں ہماری محبت کی قیمت وہ ادا کر گئے
ہم سے محبتوں کی نمائش نہ ہو سکے گی
بس اتنا جانتے ہیں کہ تجھے چاہتے ہیں ہم
~Meri Zaat mai Bas itna Hissa hai Tera Aay Dost...
~ k tujh ko khud sy Nikalon to Mery paas kuch nhe rehta...
~Meri Zaat mai Bas itna Hissa hai Tera Aay Dost...
~ k tujh ko khud sy Nikalon to Mery paas kuch nhe rehta...
"Bohat Kho Chukay Aub Khonay Ki Taqat nahi Mujh Men" ""YA RAB"""
yeh Jo Kuch Log Mere Hain Unhen Mera He Rehnay De".,,,,!!!
Do hi lafzon ka tha woh afsana Jo suna kar khamosh ho baithey.
Ibteda ye k tum ko chaha hy . . .Inteha ye k khud ko kho baithey..
Baat sajdon ki Nahin khaloos-e-Niyyat ki hoti hai FaRaZ
Aksar Log Khaali haath Laut atay hain hazaar Namazon k baad..
Karta To Hai Wo Yaad Mujhe Chaahat Se Magar....
Hota Hai Ye Kamaal Bari Muddaton Ke Baad...
Dil main jis ki chahat ho who mil jay zarori tu nahi
Kuch chezen azal se mukadar main nahin hoti
Dil main jis ki chahat ho who mil jay zarori tu nahi
Kuch chezen azal se mukadar main nahin hoti
Torr Diye Hain Mein Ne Ghar K Sabhi Aainey Faraz...
"Pyar Me Haarey Howe Log Mujh Se Dekhe Nahi Jatey..
Kab tak teray Fareb ko ik hadsa kahon,
Tu ne to meri wafa ko tamasha bana dia...
Hil jaein gy ek bar to arshon k dar-o-baam,
ye khaak nasheen log jo bolein gy kisi din
rakhtay hain jo auron k liay pyar ka jazba,
wo log kbi tot k bikhra nahi kartay..
tujh ma jo bat ha wo bat nhi ayi ha..
kya yeh tsveer kisi ghair se khhinchwaayi ha
suna ha log usse ankh bhar k dekhte hain
so us k shehr ma kuch din thehar k dekhte hain
SUNA hai wo dukh mein hota hai to mjy yad krta hai
FARAZ
ab mein os k liye khushi ki dua karon ya ghum ki..
umron ki dosti ka yeh sila mila k wo..
rukhsat hua to bs yunhi rasman hila k haath
umron ki dosti ka yeh sila mila k wo..
rukhsat hua to bs yunhi rasman hila k haath
آگاہ اپنی موت سے کوئی بشر نہیں
سامان سو برس کے ہیں،اگلے پل کی خبر نہیں
her jurm meri hi zaat se mansoob howa hai mohsin
kya mere sewa shehar mai masoom hain sary???
ye or baat hai wafa na us se ho saki mohsin
us nai magar jo kiye thay wadey gazab kai thay
wohi mehfooz rakhay ga meray ghar ko balaoon sy..,,
jo barish mein shajar sy ghonsla girnay nahi daita...,,
Tmhain ye gila hai jana k mizaj kyn hai barham...
kaho kese muskakuraon mera shehr doob raha hai
KITABON sy daleel don ya khud ko samnay rkh don,,
FARAZ
Wo muj sy pooch betha hai muhabbat kis ko kehtay hain,,,,,,
hm chheen lenge tum se yeh adaa e be nyaazi
tum maangte phiro ge apna ghroor hm se
sahil k tamashai har doobnay walay per
afsoas tou kartay hain imdaad nahin kartay
Roz-e-shab aaj bhi perwa hai tumhari mujh ko
tum kisi aur ko socho tu bura lagta hai
kar raha tha ghum e jahan ka hisaab
aaj tum yaad be hisaab aaye
dil ajab sheher ke jis per bhi dar khula isska
woh musaafir isse her simt se barbaad karay
apne qaatil ki zehaanat se pareshan hon mein
roz eik moat naye tarz se aijaad karay
aaja ke abb tou aankh se aansoo nikal paray
saaghar chalak utha, mere sabr-o-qaraar ka
maiN apni zaat meiN neelaam ho raha hooN 'qateel'
gham-e-hayaat se keh do khareed laaye muJhe
wo mera dost hai saare jahaaN ko hai maaloom
dagha kare wo kisi se tho sharm aaye muJhe
dua-e-bad nahi deta faqad itna hi kheta hu
k jis se DILL lage tera wo tujh sa bewafa nikle
Ghalat Nahin zamane main Lajawaab hain Hum!
Samaj sake na koi....wo kitaab hain Hum!!!
Maghroor humain kehti hai to kehti rahay duniya...
Hum murr kar kisi shakhs ko dekha nahin kartay
Apnay mann main doob kar paa jaa suraagh-e zindagi...
Tu mera nahin banta na bun, apna to bun
Is Dyaare Chasm o Lub mein dil kee yeh Tanhyahaan
In Bharey shehron mein bhee Shaam e Ghareeban dekhiye
Is Dyaare Chasm o Lub mein dil kee yeh Tanhyahaan
In Bharey shehron mein bhee Shaam e Ghareeban dekhiye
Na ho un pe mera bass nahi,ke ye aashqi hai hawis nahi
Mein unhi ka tha mein unhi ka hoon,wo mere nahi tu nahi sahi
abhee paya bhi nahee tha k ussay kho bhi dia
apnee aadat hai her ikk kaam mein ujlat kerna
ay shakhs ab khuloos ke rishtay na ker talaash
dunyaa_e_besabaat mein ye naam ko nahin
izzat ki to ik saans bhi jeenay nahee paayey
dar hai k wo toqeer se mernay bhi na dega
ہوتی نہیں قبول دعا ترکِ عشق کی
دل چاہتا نہ ہو تو دعا میں اثر کہاں
غیروں کی نفرتوں کا ذکر ہم کیا کریں فراز!
اپنوں کی مہربانیوں کے ستائے ہوئے ہیں ہم
ایک دن یہ عادت تجھے رلائے گی فرااز
تو جو پرکھتا ہے ہر کسی کو اپنا بنا کر
لوگو میرے افکار پے پہرے نہ بٹھاؤ
جذبے کبھی پا بند سلاسل نہیں ہوتے
محسن مجھے اس سے عقیدت ہے وگرنہ
پتھر کے صنم پیار کے قابل نہیں ہوتے
میری تکمیل میں حصہ ہے تمہارا بھی
میں اگر تم سے نہ ملتا تو ادھورا رہتا
YEhi hai na tumhein hum se bicher janay ki jaldee hai
chalo ik din tumharay maslay ka hull nikalain ge
Aarasta to khair na thi zindagi kabhi
Par tujh se qabl itni pareshan bhi na thi
Ek teri deed chhin gai mujh se
warna dunya mAin kiya nahin baqi
Hum Itney Khoobsurat To Nahin Hain.. Saaqi.. Magar Haan...!
Jisey Aankh-Bhar Ke Dekh Lein Usey Uljhan Mein Daal Detey Hain..
Dard ye ajeeb hai aarzu e dil ka .....,
khokar ye haal hai haasil hota to kya hota.....
Dard ye ajeeb hai aarzu e dil ka .....,
khokar ye haal hai haasil hota to kya hota.....
Yeh Pahle Soch Lo Phir Aur Bhi Tanha Na Ho jana
Usey Chorne Ki Khawahish Mein Ussay Paane Ki Koshish Mein
farq hai har insaan k beech...,
tu kahaan aur mai kahaan.....
ye aarzuu thii ke ham uske saath saath chaleN
magar vo shaKhs to rastaa badaltaa jaataa hai....
Khuli joh Aankhen toh Manzar Ajeeb tha
Dard tha Magar woh Dil ke Kareeb tha
Jinhe hum Dhoondte thae Haatho ki Lakeero me
Pataa chala ke woh Kisi aur ka Naseeb tha
Khuli joh Aankhen toh Manzar Ajeeb tha
Dard tha Magar woh Dil ke Kareeb tha
Jinhe hum Dhoondte thae Haatho ki Lakeero me
Pataa chala ke woh Kisi aur ka Naseeb tha
usne choda saath to har pal badal gaya...,
manzar jo dilfareb tha yaksar badal gaya...,
mujhe gam nahi k wo badla ya uski qismat...,
badalte badalte mera zameer hi badal gaya.....
Wo tha to ummeden thi wabasta usse....,
Wo gaya to pata chala kitne adhure hain hum..
Tuta mera aaina sab kuch huwa dhundla.....,
Ae zindagi tune ye kya kiya..
ek muddat se charagon ki tarah jalti hain
in tarasti hui aankhon ko bujha de koi
KUCH logon ki hum sy muhabat bhi ajeeb hai
FARAZ
Samajhtay to apna hain magar salook krtay hain prao'on sa...
KUCH logon ki hum sy muhabat bhi ajeeb hai
FARAZ
Samajhtay to apna hain magar salook krtay hain prao'on sa...
TUJH ko maloom b hai kitnay talabgar hain teray,,,
pooch un farishton sy jo roz likhtay hain DUA meri...
Rat bhr girtay rahay un pr meray ansoo..
Subah hotay hi wo bolay rat shabnam bohat thi.
Kash k un ko ay khyal meri bezar halat ka
FARAZ
wO LOG JO APNA BNA K BEKHBAR SY REHTAY HAIN...
Wo kya ajab shakhs tha k jiski zat pr
AITBAR barh gya to IKHTYAR ghat gya
Koi Pochay Badnasibi Ki Hay Intiha Bhi Koi
To Meri Misaal Dena To Mughay Namona Kerna
ذرا کھل کر رو لینے دو ہم کو
کہ دل کی آگ تک پانی تو جائے
صبح جس روشنی کی خوشبو ہے
میں اُسی گُل کی چشمِ تر میں ہوں
عیسٰی کی صلیب ملے یا سولی منصور
سقراط بن کے پئیں زہر، تم کو اس سے کیا؟
فقط ایک پل کے فراق میں کئی خواب کرچیاں ہو گئے
جو پلٹ کے آئے تو یوں لگا، یہاں سلسہ کوئی اور ہے
Moat ka aik din Moayan hai
Neend KioN raat bhar nahi aati ..!
Na hi Khuda mila, na hi wisaal-e sanam.......
Na idhar ke rahey, na udhar ke rahey
ٹیسیں بن جاتی ہیں کچھ گذرے ہوئے لمحوں کی یاد
روٹھ جانے کے لیے کیوں مہرباں ہوتے ہیں لوگ
ٹیسیں بن جاتی ہیں کچھ گذرے ہوئے لمحوں کی یاد
روٹھ جانے کے لیے کیوں مہرباں ہوتے ہیں لوگ
ذرا سی بات سہی تیرا یاد آ جانا
ذرا سی بات بُہت دیر تک رُلاتی ہے
zindagi jabr-e-musalsal ki tarah kaati hay
jaany kis jurm ki paai hay saza yaad nahin
Shareek ranj-e safar hoke kia mila tujhko
Bila jawaaz humara safar kharab kiya
عادت ہی بنا ہے تُم نے تو مُنیر اپنی
جس شہر میں بھی رہنا اُکتائے ہوئے رہنا
عادت ہی بنا ہے تُم نے تو مُنیر اپنی
جس شہر میں بھی رہنا اُکتائے ہوئے رہنا
فضا اُداس ہے رُت مضمحل ہے میں چُپ ہوں
جو ہو سکے تو چلا آ کسی کی خاطر تو
فضا اُداس ہے رُت مضمحل ہے میں چُپ ہوں
جو ہو سکے تو چلا آ کسی کی خاطر تو
Qafas udaas hai yaaro saba se kuch tu kaho
Kahein pe beth to aaj ke ziker-e yaar chale
کتنا آسان ہے تائید کی خو کر لینا
کتنا مُشکل ہے اپنی کوئی رائے رکھنا
Tooti Hueey Mundair par chota sa ik diya
mosam se keh raha hai , aandhi chala k dekh
Tooti Hueey Mundair par chota sa ik diya
mosam se keh raha hai , aandhi chala k dekh
Zameer Ko Meray Zakhmi Na Kar, Na Taana Day Meri Khuddari Ko
Hum Ahl-e-Gham Tou Yonhi Aksar, Har Ek Baat Pey Muskuratay Hain!
Zameer Ko Meray Zakhmi Na Kar, Na Taana Day Meri Khuddari Ko
Hum Ahl-e-Gham Tou Yonhi Aksar, Har Ek Baat Pey Muskuratay Hain!
لفظوں میں چُھپائے ہوئے بے ربط دلاسے
چُنتی رہی شب بھر میرے آنسو تیری آواز
ey khuda mujh say na lay meray gunahon ka hisab
Meray paas ashk-e-nidamat k siwa kuch bhi nahin
Band zehnoun mein sisakta hai khayalon ka hujoom
Cheekh ban jati hai khultey howey dard ki soorat
Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say
Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say
Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar
Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad
khushboo k jaziron se sitaro ki haddon tk...
is sheher me sb kch hai bs ik tri kammi hai...
Zindagi bhar khusiyon say ashna banatay rahay
Ak dard kay jhonkay nay sab kuch barbad kar diya
alfaaz o maani ma tffawut nhi lekin
mulla ki azzan or ha mujahid ki azzan or
raat bhar dard ki panah main thi
raat bhar dard pe panah raha
kash usey kabhi maaloom na ho
wo hamain jaan se bhi pyara hai....
na tha kuch to khuda tha,kuch hota to khuda hota
dboya mujh ko HONE ne,na hota main to kya hota
main jiski khatir mohabbton ki hr aik hadd se guzar gya hu
wo ab b mjh se yeh poochta ha,sch btao wafa kro ge?
ankhen bhi wohi hain daricha bhi wohi hai
or sach kay angan main utarta bhi wohi hai
jis ne mere jazbe ki sadaqat ko nahi jana
abb meri rafaqat ko tarasta bhi wohi hai
موت کی آخری ہچکی کو ذرا غور سے سُن غالب
زندگی بھر کا خلاصہ اسی آواز میں ہے
اُس کی محبت نے اتنا مظبوط کیا مجھ کو فراز
فقط اُس کی جُدائی کے سوا کوئی مجھے توڑ نہیں سکتا
Roz Rotay Huay Kehti Hay Zindagi Mujh say
Sirf Aik Shakhs ki Khatir Mujhay Barbaad Na Kar
Main Ney PalkOun Sey Dar e Yaar Pey DaStak Dii hAi
Main Wo Saa'iel hOn JiSey kOii Sada Yaad Nahe
ديوانگی سے كم نہ تھی كچھ اپنی جستجو
ہم بے وفا جہاں ميں وفا ڈھونڈتے رہے
محروميوں كے دور ميں كن حسرتوں كے ساتھ
ہم پتھروں كے دل ميں خدا ڈھونڈتے رہے
ao ik sjda kren alam e madhoshi main
log kehte hain Saghar ko khuda yaad nhi
یہ قناعت ہے اطاعت ہے کہ چاہت ہے فراز
ہم تو راضی ہیں جس حال میں وہ جیسا رکھے
Is Qadar Qeemti Toh Na Tha Mera Chain-o-Sakoon,
Jo Woh Loat Kar Le Gaya Kissi Anmol Khazanay Ki Tarah.....!!!
یہاں اہل محبت عمر بھر برباد رہتے ہیں
یہ دریا ہے اسے کچا گھڑا اچھا نہیں لگتا
Tujhay Panay Ki Hasrat Mein Kab Taq Tarasta Rahun,, "FARAZ"
Koi Aisa De Dhoka K Meri Aas Toot Jaye.....!!!!
Aye dard Bata , kuch tu hi bata , Ham se yeh Muamma hal na hua
Ham mein hai Dil-e-Betaab Nihaa'n Ya Aap Dil-e-Betaab hain Ham
ab to hans hans ke lagata hai woh mehndee lekin
khooN rulae ga use rang-e-Hina mere ba'd!
جو میں سر بسجدہ ہوا کبھی، تو زمیں سے آنے لگی صدا
ترا دل تو ہے صنم آشنا، تجھے کیا ملے گا نماز میں۔
Tum se juda hoye to kisi ko khaber na thi..
murh murh k daikhna taira badnam ker gia...
Hamein to aaik he mousam ha ras, mousam-e-dard
bahar kia ha khazan kia hamein naheen mahloom
Na jane ho gaya hoon is qadar hassas main kab se
Kisi se baah karta hoon tho ankhain begh jati hain
Hum nay kab us say mulaqat ka waada chaha
Door reh kar to usay aur bhi ziyada chaha
Yaad aaya woh hamein aur bhi shiddat k saath
Bhool jaanay ka ussay jab bhi iraada chah
koi pathar koi gohar kyon hai?
faraq logon mein is qadar kyon hai?
ye bhi kesa azaab de dala
hai mohabbat to is qadar kyon hai?
" Uss" sey Aik baar tou roothoon Mein, Ussi ki tarha
Aur Meri tarha sey " Woh " Mujh ko mananey Aey
meray dil me dard ke paerr hain yahan koi khaufe khizan nahi
ye darakht kitnay ajeeb hain, sabhi mosomon me haray rahay.
younhi mausam ki aada dekh k yaad aaya hy...
kis qadar jald badal jaty hyin insaaan jana.
Roz miltey hain ussi sey jo muqaddar main nahi
ham muqaddar ko pareshan bohat kartey hain.
ik aagh Ghum-e-Tanhai Kei jou saray badan mein phail gai,
Jab jism hei sara jalta ho, phir daman-e-Dil Ko bachain kya
Jane wo laug chupke se kiu dil me utar jate hain,
jin se kismat ke sitare nahi milte.
Hamary Door Rehny Ka Sabab Ek Yeh B Hy Mohsin...
Sunna Ha Roz Milne Walon Ko Woh Yaad Nhi Karty
Aaj Tak hAi Dil kO Us Key Loat Aaney Kii Umeed
Aaj Tak Thehrii hOii hAi Zindagii Apni Jagah
Laakh Chaha hUm Ney tUjh kO bhOol Jaien MaGar
hOsley Apni Jagah hAin Be-Basii Apni Jagah..
نہ سوالِ وصل، نہ غرضِ غم، نہ حکایتیں نہ شکایتیں
ترے عہد میں دلِ زار کے سبھی اختیار چلے گئے
tujhay roz daikhon qareeb sy,meray shoq b hain ajeeb sy
mujhay mangna hai tujh hi ko bs,apnay RUB apny os habib sy.
آج تجھے کیوں چپ سی لگی ھے
کچھ تو بتا کیا بات ھوئی ھے
simat kar meray andar ek hi hasti bn jana tum..
bikhrny lgay tumhari zat jab kai zaton mein...
یہاں خوابوں کی ارزانی بہت ہے
اس آبادی میں ویرانی بہت ہے
سروں پر خواب اوڑھے جا رہے ہیں
یہاں سورج کی تابانی بہت ہے
یہ جو پتھروں میں چھپی ہوئی ہے شبیہ، یہ بھی کمال ہے
وہ جو آئینے میں ہمک رہا ہے وہ معجزہ بھی تو دیکھتے
جو ہوا کے رخ پہ کھلے ہوئے ہیں وہ بادباں تو نظر میں ہیں
وہ جو موج خوں سے الجھ رہا ہے وہ حوصلہ بھی تو دیکھتے
یہ خیال کیسا تھا جو روح تک میں اتر جائے
یہ وجود کیسا وجود تھا جسے اب تک میں نہ سمجھ سکا
tumhari muhabat ny kbhi marny hi nahi diya mujhay..
zindagi bikhrny sy pehlay hi sanwar jati hai...
یہ تو دیکھو کہ تمہیں لوٹ لیا ہے اس نے
اک تبسم پہ خریدار کے گن گاتے ہو
اس شخص کے ہاتھوں میں ٹکڑوں کی طرح ہوں
اتنا بھی بہت ھے کہ بکھرنے نہیں دیتا
jo ghor sy daikhon to nazrein jhuk jaein oski,,
jo nzr parhy to khud ko daikhta paon osy....
آج بھی وہ تقدس بھری رات مہکی ہوئی ہے وصی
میں کسی میں، کوئی مجھ میں ڈھلتا رہا، چاند جلتا رہا
نکہتوں کے چراغ لے جاؤ
جام و مینا ایاغ لے جاؤ
چشمِ ساقی ہے مہرباں ساغرؔ
زندگی کا سُراغ لے جاؤ
ایک نظر دیکھا تھا اُس نے آگے یاد نہیں
کُھل جاتی ہے دریا کی اوقات سمندر میں
میں ساحل سے لوٹ آیا تھا کشتی چلنے پر
پگھل چکی تھی لیکن میری ذات سمندر میں
Mery Shikwon Pr Us Ny Hans K Kaha FARAZ....
KsiNy Ki Thi Wafa Jo Hm Karty....!!!!!
Kitab-e-zindagi ka woh meri khoobsurat baab tha
Youn harf harf parha jaisey woh mera nisaab tha
Sar-e-raah mujhay choor kar jo kisi oor ka ho liya
Wohi shaaks jisey chaha main nay behisaab tha
us ki khamoshi se mujh ko der lagta hay
door na ho jaeay aysa keon lagta hay
dunya say usay cheen laynay ka hosla hay mujhy
laykin wo sath na day ga aysa keeon lagta hay mujhy
ye soch lia hai k ab us ko aawaz nahi deni wasi
ab ky main bhi daikho wo mera talabgar hay kitna
Doston ka karam hai FARAZ,
Zindagi ki dua se dartey hain.
chup chaap apni aag main jalte raho FARAZ
duniya to arz-e-haal se be-aabru karay.
jab bhi hoti hai meray dill ki masjid mai teri yadon ki azaan aye Maa
apne hi ansoun se wazu karr k mai teray jeenay ki Dua karti hu
Adhi rat ko hm masjid mein gay osy mangny
FARAZ
pr ye daikh kr loat ay wo to khd sajday mein tha kisi r k liay
وہ تو کھویا ہے کہیں باطن میں
ہم جسے اپنے بروں ڈھونڈتے ہیں
ہم کہ ترسی ہوئی شریانیں ہیں
اور اک قطرہ خوں ڈھونڈتے ہیں
milen hm kbi aisay l hijab bhool jaein..
mein swal bhool jaon tm jwab bhool jao
وہ جس سے رہا آج تک آوازکا رشتہ
بھیجے میری سوچوںکو اب الفاظ کارشتہ
ملنے سے گریزاں ہے نہ ملنے پہ خفا بھی
دم توڑتی چاہت ہے یہ کس اندازکا رشتہ
smandar sy nikalta hn ti ankhein bheeg jati hain
teri ankhon ko parhta hn to ankhein bheeg jati hein
khwab sach ho tabeer b mil jati hai
yad b aksar ik tasveer mn bdal jati hai
kch mango agr mango sachay dil sy
ek dua sy aksar taqdeer bdal jati hai
jo kahin na milay wo khushi chahiay
dard kesa b ho bandagi chahiay
وہی کارواں، وہی راستے، وہی زندگی، وہی مرحلے
مگر اپنے اپنے مقام پر کبھی تم نہیں کبھی ہم نہیں
Tawaaf-e-manzil-e-jaana hamain bhi karna hai,,
FARAZ tum bhi agar thori door sath chalo . .
koi mosam ho wasl-e-hijr ka osy hm yad rkhty hain
teri baton sy is dil ko bht abad rkhty hain
اک ایسا وقت بھی آتا ہے طولِ ہجر کے ہاتھوں
دل اُن کو یاد کیے جائے، اور وہ یاد نہ آئیں
اب اِنتظار کی شِدّت میں نیند آنے لگی ہے
کہیں فراق کی سب اُلجھنیں سُلجھ ہی نہ جائیں
سکوں بھی خواب ہُوا، نیند بھی ہے کم کم پھر
قریب آنے لگا دُوریوں کا موسم پھر
بنارہی ہے تری یاد مُجھ کو سلکِ کُہر
پروگئی مری پلکوں میں آج شبنم پھر
عزیز تر تھی جسے نیند، شام وصل میں بھی
وہ تیرے ہجر میں جاگا ھے عمر بھر کیسا
shiddate dard se sharminda nahi meri wafa FARAZ
dost gahre han to phir zakhm bhi gahre honge.....
Jo mujhe sukun de sake ab aise dar ki mujhe talaash hai.
vo gunah ho ya ho sawab mujhe us amal ki talaash hai.
Mere sare sapne bikhr ke chur chur ho gaye.
jo mujhe simat sake un haatho ki mujhe ab talaash hai.
"rasam_e_ulfat hi ijazat nahi daiti warna...
hum bhi aisa tumhay bhulain kay sada yaad karo..!!"
Ye Jantay Huye Bhi
K
Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga
Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga
Phir Bhi Main Ne
Hawa Ko Pakarna Chaha
Badal Ko Choona Chaha
jo rukay to koh-e-giraan thay hum, jo chalay to jaan se guzer gaye
rah-e-yaar hum nay qadam qadam tujhay yaadgaar bana diya
Ruka Howa Hay Mayre Aankh Main Woh Ek Lamha
Bechartay Waqt Kise Ko Mayra Sada Dayna
Ju Kar Rahay Ho Muhabat Tu Ye Deyhan rahay
Bohot kathin Hay Kise Yaad Ko Bula Dayna...
Khuwab Lafzon Main Nahin Dal Saktay
Kash Aankhain Parha Karay Koye
Loog Taskheer B Ho Saktay Hain
Lafz Dil Say Aada karay koye...
Kon Kahta Hay Kay tuj Se Koi Sorat Na Mile
Han Magar Muj Ko Tayre Zaat Say Muhlat Na Mile..
yaa Rab shabe wisaal ko itna daraaz kar
taa hashr masjidoon main sahar ke azaa na hoo
Aalim_e Zaat main Darwaish Bana Dayta Hay
Ishq Insan Ko Pagal Nahin Honay Dayta..
میں تو بیتے دنوں کی کھوج میں ہوں
تو کہاں تک چلے گا میرے ساتھ
achee soorat b kia buree shai hai
jiss ne daali buree nazar daali
Ek Khuwab Hay Us Khuwab Ko Khona b Nahin Hay
Tahbeer kay Dhagay Main Parona b nahin Hay
Lipta Hay Mayray Dil Say Kise Raaz Ke Sorat
Woh Shakhs K Jis Ko Mayra Hona B Nahin Hay..
hum say to bohat aur bhi mil jain gay tum ko
hay baat bus itni see kay nayaab yeh dil hay
gham ke jaageer wrasat mai mili hai mujh ko
aapne jaageer mai rihta ho nawaboo ke tarah
Sham Tak Kaid Raha Kartay Hain Dil K Andar
Dard Ho Jatay Hain Saray He Reyha Sham K Baad..
Tum Laakh Chupao Seenay Main Ehsaas Hamari Chahat Ka
Dil Jab Bhi Tumhara Dharakta Hai Awaaz Yahan Tak Aati Hai
Too to aalam hey samjhta hey kitaboon ki zubaan
Mera chehra kabhi parh,merey halat bata
Bas ho jaye mujhey meri muhabaat hasil
Too koi easi dua easey manajat bata
bajuz khamoshiyon tanhaiyon k kuch nahi baqi.
nzr phir b hai awara tu shayed loat kr ay
tmam umr os k rahay ye kya km hai
bla sy ISHQ haqeeqi na tha mjazi tha...
یہ فیضِ عام شیوہ کہاں تھا نسیم کا
آخر غلام ہوں میں تمہارا قدیم کا
پیمانِ ترکِ جاہ لیا پیرِ دیر نے
پیمانہ دے کے بادہء عنبر شمیم کا
اب جوش اضطراب کے ساماں نہیں رہے
ساحل کو ھے گلہ کہ وہ طوفان نھیں رھے
تیغوں کے زخم دب گئے اچھا یوں ہی سہی
سجدوں کے داغ بھی تو نمایاں نہیں رہے
دھوپ کی تمازت تھی موم کے مکانوں پر
اور تم بھی لے آئے سائباں شیشے کا
meri ek baat mano..
mera ek kaam ker do..
Ek be-naam si Mohabt meray Naam ker do...
Meri zaat pe faqat itna Ehsaaan ker do...
kisi subeh ko milo aur shaaam ker do....
kuch hai paas lekin kuch bhii na raha
Uss ki hi justuju thii aur woh hii na raha
Kehta thaa ik paal na rahein gey terey bagheir
Hum dono reh gayee woh waada hii na raha
Kuch zakham Sadiy0n Baad B Taaza Rehte haiN
waqat ke Paas bhi har marz ki dawa nhi hoti
ye muhabbat aisa khal hai GHALIB
jo sekh jata hai wahi haar jata hai
Powered by Raja Imran® Version 4.2.2 Copyright © 2025 vBulletin Solutions, Inc. All rights reserved.