PDA

View Full Version : Kunwarai Hazarat k liye



Ubaid
12-09-2017, 09:52 AM
Na chand Rahai ga, Na sitarai Rahai gai.
Kia sari zindagi ham kunwarai rahai gai.
Roz hotai hai hazaro nikah dunya mai
Hamari qismat mai sirf choharai rahai gai?

=((=((

Ubaid
12-09-2017, 09:57 AM
BDunc Aliza _Alex_ Moona intelligent086 Jelly Bean CaLmInG MeLoDy

Aliza
12-09-2017, 07:59 PM
Gud one ubaid

Moona
12-10-2017, 12:13 AM
Abhi chuharron par he guzara karen8-}

intelligent086
12-10-2017, 05:03 AM
Umdah aur khoobsurat intekhab
share karne ka shukariya
چھوہاروں پر گزارا

CaLmInG MeLoDy
12-10-2017, 08:50 AM
Oh ho. Tention kaahe ki. At least jab tak chand taare hain. Tab tak aksar kanwaare hain.

Good one ji. devil

Ubaid
12-10-2017, 10:19 AM
Abhi chuharron par he guzara karen8-}


kia karay janab jab tak khurma nahi milta chuharron par hi guzara karna parhay ga:(

Ubaid
12-10-2017, 10:25 AM
Oh ho. Tention kaahe ki. At least jab tak chand taare hain. Tab tak aksar kanwaare hain.

Good one ji. devil

ye dard ap ko nahi malom janab. ham ko ye tention hay kahien chand taray khatam na hojaye ~X(

Moona
12-12-2017, 01:16 AM
kia karay janab jab tak khurma nahi milta chuharron par hi guzara karna parhay ga:(
Khurma b Choharrey ko he balen:P

Ubaid
12-12-2017, 09:10 AM
Khurma b Choharrey ko he balen:P


hamaray han khurma r chuharrey mai faraq hai 8->

Moona
12-13-2017, 12:37 AM
hamaray han khurma r chuharrey mai faraq hai 8->
Farq sirf "Khajoor" ka hai agar khushak ho jaye to "choharra"SO Funny

Ubaid
12-13-2017, 10:40 AM
Farq sirf "Khajoor" ka hai agar khushak ho jaye to "choharra"SO Funny

:-O Hann!!!!!!!! mai to bhol gya tha.
chlo jo bhi ho likn dard hmara hai ap nhi smjho gai.;));))

Aliza
12-14-2017, 03:26 PM
Oh ho. Tention kaahe ki. At least jab tak chand taare hain. Tab tak aksar kanwaare hain.

Good one ji. devil

Lol kya khoob kaha apne yahooo

Ubaid
12-17-2017, 05:32 PM
Lol kya khoob kaha apne yahooo

Hanstay rahon ham pai mushkil nahi hay=((. ek din hamara bhi tarteb hojayega

Aliza
12-18-2017, 06:23 PM
Hanstay rahon ham pai mushkil nahi hay=((. ek din hamara bhi tarteb hojayega

Inshallahhogahoga Abhi to tumhari umr hi Kya hai chote se to ho

Ubaid
12-19-2017, 02:14 PM
Inshallahhogahoga Abhi to tumhari umr hi Kya hai chote se to ho


X(

Aliza
12-20-2017, 06:02 AM
X(

Gussa mat ho Abhi chote hi ho tm:))

Ubaid
12-20-2017, 10:45 AM
Gussa mat ho Abhi chote hi ho tm:))

=((X(P: