PDA

View Full Version : Ashaar 7



BDunc
11-13-2017, 03:12 PM
Apno ka hona jitna khush gawar hai,

Utna hi dushwar hai,

Jinko bura nahi socha gaya,

Akhir mein wohi dunste hein!