PDA

View Full Version : اپنے رب سے رابطہ کریں



CaLmInG MeLoDy
03-04-2016, 04:20 PM
https://1.bp.blogspot.com/-RZOwUz0kcw8/VtltBOdVxvI/AAAAAAAABoo/awF4T_gbTGI/s1600/rab%2Bsy%2Brabta%2Bkro-1.png

Mamin Mirza
03-04-2016, 04:57 PM
Wah
Kiya likha hai
Par mujhe kiyun lag raha hai roman likhtay likhtay urdu imla gaya tumhara kaam say
Anay walay waqt ka DHARKA laga karta hai,DHACHKA nahi
Aslobi main س ata hai ص nahi
Wabasta aur wabastagi main ت aye ga ط nahi
Insaan kal bhi naqabil e bharosa thy aur aaj bhi hain.
Phir aaj k insaan k pass apnay itnay masail hain k woh kisi dosray ko sunnay par razamand mushkil say hi hota hai aur hota bhi hai tou apni sharton par.
Aur sun kar bhi koi aapki pareshani ya dukh ko samjhay ga ye lazmi nahi.log behas karna shoro kar detay hain.nasihatain ati hain jawab main ya tanay.
Pehla,awal aur akhri sahara sirf Rab hi ki zaat hua karti
So,main apnay dukh aur malal ki shikayat sirf Allah say karti hoon :)

Mamin Mirza
03-04-2016, 04:58 PM
Arsay baad parh kar acha laga
Likhti raho
Khush raho,shifayab raho ameen.

intelligent086
03-04-2016, 05:32 PM
ماشاءاللہ
قابل تعریف تحریر۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
اب پتہ چلا کہ یہ مصنفہ اتنا کم کم کیوں آتی ہیں ۔ :-? ۔

muzafar ali
03-04-2016, 07:26 PM
wah ji wah subhanaaallah

muzafar ali
03-04-2016, 07:28 PM
wah ji wah subhanaAllah lajawab kam behtreen intahai kam khush raho

Siraj jan
03-04-2016, 07:41 PM
lajawab sharing

CaLmInG MeLoDy
03-04-2016, 11:21 PM
lajawab sharingbohot nawaazish..magar ye sharing nahi.apni zaati takhleeq hai :)


wah ji wah subhanaAllah lajawab kam behtreen intahai kam khush raho
chalain ji agar ye kaam hai toh bohot shukria... :)


ماشاءاللہ
قابل تعریف تحریر۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
اب پتہ چلا کہ یہ مصنفہ اتنا کم کم کیوں آتی ہیں ۔ :-? ۔


hmm arre na cheez ko mussanifa toh na kahain.. ye toh jo nazrain parhti hain aj ke zamaane main.usko apne alfaaz main dhaal dia bas.. pasandeedgi ka shukria..

Arsay baad parh kar acha laga
Likhti raho
Khush raho,shifayab raho ameen.aameen. JAZAKALLAH.. Allah pak ki raza aap ko hamesha hasil rahe aameen.


Wah
Kiya likha hai
Par mujhe kiyun lag raha hai roman likhtay likhtay urdu imla gaya tumhara kaam say
Anay walay waqt ka DHARKA laga karta hai,DHACHKA nahi
Aslobi main س ata hai ص nahi
Wabasta aur wabastagi main ت aye ga ط nahi
Insaan kal bhi naqabil e bharosa thy aur aaj bhi hain.
Phir aaj k insaan k pass apnay itnay masail hain k woh kisi dosray ko sunnay par razamand mushkil say hi hota hai aur hota bhi hai tou apni sharton par.
Aur sun kar bhi koi aapki pareshani ya dukh ko samjhay ga ye lazmi nahi.log behas karna shoro kar detay hain.nasihatain ati hain jawab main ya tanay.
Pehla,awal aur akhri sahara sirf Rab hi ki zaat hua karti
So,main apnay dukh aur malal ki shikayat sirf Allah say karti hoon :)X_X sachi boloon.toh waqaiee imlaa mistake hogai hain.wo bhi ghalti se ..ya la parwahi se nahi.balke issi waja se ke roman urdu ki waja se urdu likhna bhoolti ja rahi hai :P
bas islaah karti raha karain..shayad ye naqis aqal main sama jaye ..:D
aap ne bilkul sahi farmaya. ke..koi kisi ka sath dena bhi chahe toh apni shartoun par..aur hamain wo shartain manzoor nahi...............

Mamin Mirza
03-04-2016, 11:57 PM
bohot nawaazish..magar ye sharing nahi.apni zaati takhleeq hai :)


chalain ji agar ye kaam hai toh bohot shukria... :)

hmm arre na cheez ko mussanifa toh na kahain.. ye toh jo nazrain parhti hain aj ke zamaane main.usko apne alfaaz main dhaal dia bas.. pasandeedgi ka shukria..
aameen. JAZAKALLAH.. Allah pak ki raza aap ko hamesha hasil rahe aameen.

X_X sachi boloon.toh waqaiee imlaa mistake hogai hain.wo bhi ghalti se ..ya la parwahi se nahi.balke issi waja se ke roman urdu ki waja se urdu likhna bhoolti ja rahi hai :P
bas islaah karti raha karain..shayad ye naqis aqal main sama jaye ..:D
aap ne bilkul sahi farmaya. ke..koi kisi ka sath dena bhi chahe toh apni shartoun par..aur hamain wo shartain manzoor nahi...............


=))
Mujhe tou khud imla puchnay ki zaroorat paish anay lagi hai =))
Ye tou roman urdu k asrat....balkay muzir assrat dugnay hogaye khair say :P

Arosa Hya
03-05-2016, 02:00 PM
Bilkul
khobsorat pegham

khush rehye

afaq ali
03-07-2016, 11:10 AM
bhat ala tehrer ji