muzafar ali
11-24-2015, 06:20 PM
Hum ko kis ke gham ne maara yeh kahani phir sahi,
Kis ne torra dil hamara yeh kahani phir sahi,
Dil ke luttne ka sabbab poocho na sab ke samne,
Naam aaye ga tumhara yeh kahani phir sahi,
Nafraton keteer khaa kar doston ke sheher main,
Hum ne kis kis ko pukaara yeh kahani phir sahi,
Kya batayen pyar ki baazi wafa ki raah main,
Kon jeeta kon haara yeh kahani phir sahi..