PDA

View Full Version : kesa hota hai jab paaoun k neeche se koi zameen kheench le



Ainee
08-31-2015, 04:40 AM
Salam friends. Dil bohat udas hai to aj apse kuch sawal pochne ja rahi hon.

Koi kisi k pairoun k neeche se sach much zameen kheench le . Aasmaan utaar de. Bolo aisa karna kesa hota hai. Kia koi aulad . Aulad bhi beta apne parents k sath aisa kar sakta hai.

Aur phir itna zulm bhi kar sakta hai k awaz bhi na ho aur dil bhi na dukhe.

Bare se bara insan. Jiske paas ghairat na ho wo b parents k sath aisa nai karta. Phir zamane main sharafat. Izat. Aur shohrat ka lubaada orhe koi beta aisa kese kar sakta hai. Kia ap agar bete houn . Kia ap aisa kar sakte ho.

Arosa Hya
09-04-2015, 08:54 AM
wa alaikum assalam

Dunia mai hr tra k log paye jaty hain hr tra ki qayamatain b tot ti hain
per apki baat smj nhi ayi k kesa ker skta hai koi? yani aisa kia kiya gya jo ap ne mehsos kia itni shiddat se?

Roomi
09-04-2015, 11:50 AM
​howa kiya hai ??

illusionist
09-04-2015, 12:24 PM
Aisa normally hota hai yahan hamaray maashray mai ..

UmerAmer
09-04-2015, 03:20 PM
Bro kiya hoya hai