View Full Version : apne ap ko qabil banain
Roomi
08-26-2015, 03:07 PM
http://s11.postimg.org/s8nvho7ur/image.jpg
http://s13.postimg.org/cf3kz8u07/image.jpg
Thanks For Such an Informative post................................!!!!:)
Kiya aapko Experience hy Job Searching ka???????
Roomi
08-27-2015, 01:54 PM
Thanks For Such an Informative post................................!!!!:)
Kiya aapko Experience hy Job Searching ka???????
Thank u so much
nop muje koi experience nahi hai...........na me aj tk job search ki hai hehe hehe
CaLmInG MeLoDy
08-27-2015, 02:07 PM
bohot hi umda likha hai ap ne..aur jaisa ke aap ne kaha.ke hamare moaashre main adat ban gai hai logon ki.sune sunaaye alfaaz ko baar baar doharaane..aur phir unko sach mana lene ki..is mian koi shak nahi. ye tamaam baatain aap ki sola aane durust hain.
magar aik haqeeqat hia ke jis se inkaar nahi kai ja sakta..wo hai pakistan main waqaee main favourism bohot hai. sifaarish bhi chalti hai.aur jaan pehchaan ke ball boote pe aage bhi barha jaata hai.
zaroorat is bat ki hai ke..jo aala seats pe log baithe hain..wo eemaan daar houn..aur nokriyaan dete waqt apni soojh samajh ko istimaal karain.naa ke PR ko..aur zaroorat mand ko job dain..hamare haan bohot se dafaatir main aisa bhi hai ..ke aik bete ne agar ro dho ke nokri hasil kar li hai sifaarish se..toh phir ussi sifaarish se apne baqya ehl e khana ko bhi nokri dilwa di..aur maama chaacha..behen bhai sab bharti hue pare hain. jab ke agar aik fard ki nokri se kummba chal para hai aage..toh kisi doosre kumbe ke kisi aik fard ka is nokri pe izada haq hai.
algharz ye ke..yahan haq talfi bohot hoti hai.
bohot hi umda tehreer..aur aik ache point ki taraf soch le jaati tehreer.
UmerAmer
08-27-2015, 03:13 PM
Nice Sharing
Thanks For Sharing
Arosa Hya
08-27-2015, 05:44 PM
outclass writing with message
ap ne bilkul drust kaha apna tajziya krain to boht km mayar pe utarty hain hm aur chahty hain bina mehnat k sb hasil ho jaye aur isi wja se rishwat aur sifarish itni aam ho gayi hai ...ahal logon k sath b iski wja se na insafi hoti hai lekin km jb ap khud ko ehal sabit kr dain to yaqeenan aisa nhi hoga ....... aur hmary han zyada log yehi chahty hain k agar unhon ne kisi b tra graduation clear kr lia h to unhain foran sb plate mai rakha mil jaye eur is se sb se barha nuqsan ye h k teaching feild join kr k bachon ki bunyadain khrab krty hain.....
thanks for sharing@};-
Arosa Hya
08-27-2015, 05:47 PM

agreed
jb na ehal log seats pe jayen aur promote hon ge to phir aala iqtadar ki seats per wohi promote ho jaty hain
ye b reality hai jo khud ko prove kr k jaty hain wo kbi na sifarish krty hain na manty hain ...
Thank u so much
nop muje koi experience nahi hai...........na me aj tk job search ki hai hehe hehe
G .................lag raha hy k aap ny is Dasht ki Sayyahi abhi nhi ki.................lol
Verna aap b mehnti,imaandaar,qabil hony k bawajood degree haath me liye ghoom rahy hoty.....;));))......wese agar aap ny kabhi socha k job karoon mass comunication ki field sy relate...to mil jaey gi aik achi job aapko asaani sey????
Roomi
08-27-2015, 06:36 PM
سب سے پہلے آپ کا بہت شکریہ کہ آپ نے وقت نکال کر تحریر کو پڑھا ہے
اور پھر تفصیل کے ساتھ جواب بھی دیا ہے۔
-------------
سفارش کلچر سے انکار ہرگز نہیں ہے،من پسندی بھی اپنی آب و تاب کے ساتھ
موجود ہے،اس میں بھی کوئی شک و شبہ والی بات نہیں ہے۔
کیا آپ نے ایک بات پر غور کیا ہے ؟ کہ ہم لوگ اپنے مفادات کیلئے دھرنے دیتے ہیں
احتجاج کرتے ہیں،بھوک ہڑتال کرتے ہیں،دھمکیاں اور تڑیاں لگاتے ہیں۔
لیکن آج تک اس ملک میں ملکی مفاد کیلئے ایک بھی احتجاج نہیں ہوا ہے۔
کرپشن کے خلاف ایک بھی بھوک ہڑتال اور دھرنہ نہیں ہوا ہے۔
اور یہی وہ بنیادی وجہ ہے کہ من پسندی اور سفارش عروج پر ہے۔
bohot hi umda likha hai ap ne..aur jaisa ke aap ne kaha.ke hamare moaashre main adat ban gai hai logon ki.sune sunaaye alfaaz ko baar baar doharaane..aur phir unko sach mana lene ki..is mian koi shak nahi. ye tamaam baatain aap ki sola aane durust hain.
magar aik haqeeqat hia ke jis se inkaar nahi kai ja sakta..wo hai pakistan main waqaee main favourism bohot hai. sifaarish bhi chalti hai.aur jaan pehchaan ke ball boote pe aage bhi barha jaata hai.
zaroorat is bat ki hai ke..jo aala seats pe log baithe hain..wo eemaan daar houn..aur nokriyaan dete waqt apni soojh samajh ko istimaal karain.naa ke PR ko..aur zaroorat mand ko job dain..hamare haan bohot se dafaatir main aisa bhi hai ..ke aik bete ne agar ro dho ke nokri hasil kar li hai sifaarish se..toh phir ussi sifaarish se apne baqya ehl e khana ko bhi nokri dilwa di..aur maama chaacha..behen bhai sab bharti hue pare hain. jab ke agar aik fard ki nokri se kummba chal para hai aage..toh kisi doosre kumbe ke kisi aik fard ka is nokri pe izada haq hai.
algharz ye ke..yahan haq talfi bohot hoti hai.
bohot hi umda tehreer..aur aik ache point ki taraf soch le jaati tehreer.
Roomi
08-27-2015, 06:37 PM
Nice Sharing
Thanks For Sharing
shukriyaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Roomi
08-27-2015, 06:45 PM
بہت بہت شکریہ عروسہ
-------------
اصل بات یہ ہے کہ نوجوانوں کا بھی قصور نہیں ہے کیونکہ نوجوانوں
کو اصل حقائق بتائے ہی نہیں جاتے ہیں،بس انہیں حسین خواب
دیکھائے جاتے ہیں اور جب وہ عملی میدان میں قدم رکھتے ہیں
تو ان کے سروں پر حقیقت کے بم پھٹ جاتے ہیں۔
ہمیں جھوٹ کا سہارا نہیں لینا چاہئے۔
outclass writing with message
ap ne bilkul drust kaha apna tajziya krain to boht km mayar pe utarty hain hm aur chahty hain bina mehnat k sb hasil ho jaye aur isi wja se rishwat aur sifarish itni aam ho gayi hai ...ahal logon k sath b iski wja se na insafi hoti hai lekin km jb ap khud ko ehal sabit kr dain to yaqeenan aisa nhi hoga ....... aur hmary han zyada log yehi chahty hain k agar unhon ne kisi b tra graduation clear kr lia h to unhain foran sb plate mai rakha mil jaye eur is se sb se barha nuqsan ye h k teaching feild join kr k bachon ki bunyadain khrab krty hain.....
thanks for sharing@};-
Roomi
08-27-2015, 07:06 PM
جی میں ابھی تک اس دشت میں نہیں گیا ہوں۔
ملازمت مشکل سے ملے گی اور ملے گی بھی بہت ہی کم اجرت والی
ملنے کے بعد پھر میرا کام ہو گا کہ محنت کر کے کیسے اپنا نام بناتا ہوں
ایک بار فیلڈ میں نام بن جائے تو پھر کام بہت آسان ہو جاتا ہے۔
G .................lag raha hy k aap ny is Dasht ki Sayyahi abhi nhi ki.................lol
Verna aap b mehnti,imaandaar,qabil hony k bawajood degree haath me liye ghoom rahy hoty.....;));))......wese agar aap ny kabhi socha k job karoon mass comunication ki field sy relate...to mil jaey gi aik achi job aapko asaani sey????
Powered by Raja Imran® Version 4.2.2 Copyright © 2025 vBulletin Solutions, Inc. All rights reserved.