PDA

View Full Version : ہم ترقی یافتہ کب ہونگے

Roomi
06-29-2015, 01:52 AM
http://i62.tinypic.com/30kswuf.png

http://i60.tinypic.com/2v7yosh.png

CaLmInG MeLoDy
06-29-2015, 11:05 AM
yahan toh aawe ka aawaa hi bigra hua hai. pakistan main siasat ko ehem tareen makaam hasil hai..siasat daan ki ehmiat par ziaada zor dia jata hai.bajaaiye uski zimmedaariyoun ke. siasat daan itna qeemti ho gaya hai ke uski jaan ke laale pare rehte hain yahan. na VIP culture hota..na siasat daan ki ehmiyat qoum ke khidmat guzar se ziada hoti..

jab siasat daan qoum ka khidmat guzar kam.balke VIP ziada ho toh aise hi halaat janam lete hain..jahan qoum ka sarmaaya investment se ziaada VIP Culture ko promote karne aur security ke iqdamaat uthaane main kharch hota hai... pakistani apni taqdeer pata nahi kab badle ga..

bohot umda aur fikar angair tehreer.

Roomi
07-06-2015, 02:04 AM
hmmmmmmmmmmmmmm shukriyaaaaa...................yh qoom ( Bad-mash ) ka aadab kerti hai
karcha apne pass sy ker k us ka welcome kerti hai....or jab wo ( Bad-mash ) apni ( Bad-mashi ) dekhata
hai too is qoom ki cheekain nikal jati hain. :)