Arosa Hya
02-28-2015, 05:40 PM
Assalam u Alaikum !
Younhi khayal tham nhi rahy the to socha likh dalon...
Aj k dor mai sb ahl e ilam or jahil aik sa radd e amal ku dety hain!!
Log namaz, beard, surma waghera ko hi ku sunnat manty hain bas .. kitni mehdod soch hai na....
Koi galiyan khany aur pathar khany ki sunnat ku nhi apnata?
Ye sunnat ku nhi apnata
k mere Aaqa Taif walon ko unhi ki bhalyi ki traf bulaty hain to jawab mai
galiyan , pathar parrty hain
Mai Qurban.... joty khon se bhar jaty hain
per zuban hai k phir b dua k liye khulti hai....
Gali se guzarty hain to
Mai Qurban... jasd e mubarak pe korra phainka jata hai
zaban phir b sabar rehti hai
aur amal usi buriya ki temar daari krwata hai
jo ye gustakhi krti rahi....
Pta nhi koi ye sunnatain ku nhi apnata??
yahan to baat baat pe khon khraba ho jata hai
aik gar k afrad aik dosry ko bardasht krny pe amada nhi hoty
Gali ho ya zra sa tanz
khon younhi khulny lag jata hai
zra zra si baat pe ana ana ana ka nara!!!
phir kia kehna namazon ko... mulla k fatwon ko...
naseha ki naseehton ka...
dikhawy k aamal ka....
ALLAH tjy kis moun se milain ge hum....
tere deen ka kia se kia bna dia hum ne ...
Aur roz tj se teri raza b mangty hain...hy hy !
Hmain amal ki tofeeq de.. ikhlas ki, muhabbat ki, taqwa ki,
jo koshish kr rahy hain unhain isteqamat de
Ameen