PDA

View Full Version : Islamic Nazm : Her Lahza hai Momin kis Shaan " Allama Iqbal" -- Kaabile Gaur

Ram Mohan
02-07-2015, 09:55 AM
Har Lehza HaiMominKi Nayi Shan, NayiAan
Guftar Mein, KirdarMein, AllahKi Burhan!
Qahhari-o-Ghaffari-o-Quddusi-o-Jabroot
Ye Char AnasirHon To Banta Hai Musalman
Humsaya-e-Jibreel-e-Ameen Banda-e-Khaki
Hai Iss Ka NashemanNa Bukhara Na Badakhshan
YeRaazKisi Ko Nahin Maloom Ke Momin
Qari Nazar Ata Hai, HaqiqatMein Hai Quran!
QudratKe MaqasidKa Ayar Uss Ke Irade
Dunya Mein Bhi Meezan, QayamatMein Bhi Meezan
Jis SeJigar-e-LalaMein Thandak Ho, Woh Shabnam
Daryaon Ke DilJis Se DehelJaen, Woh Toofan
Firat KaSurood-e-AzaliIss Ke Shab-O-Roz
Ahang Mein YaktaSift-e-Soorah-e-Rehman
Bante Hain Meri Kargah-e-Fikr MeinAnjum
Le Apne MuqaddarKe Sitare Ko Tu Pehchan!

Allama Iqbal (Sialkot Ki Shaan)

KhUsHi
02-07-2015, 01:59 PM
Nice sharing

UmerAmer
02-07-2015, 02:17 PM
Bohat Khoob

intelligent086
02-11-2015, 12:00 AM

Nice sir