PDA

View Full Version : Logon ki Iqsam



ayesha
12-07-2014, 09:10 AM
​http://geoshowbiz.pk/wp-content/uploads/2014/07/general-knowladge-urdu-information.jpg

Admin
12-07-2014, 09:20 AM
Nice sharing

Dr Maqsood Hasni
12-07-2014, 10:55 AM
nice sharing

UmerAmer
12-07-2014, 01:55 PM
Bohat Khoob

Miss You
12-07-2014, 02:52 PM
Es k Mutabik
Me
Moody
Mehanti
Tanhai Pasand
Aur
Mukhlis hun

Forum Guru
12-07-2014, 04:27 PM
Hmmm Ji Nice SHaring Hai ......KAfi Iqsam Hai Logon Ki

singer_zuhaib
12-07-2014, 05:24 PM
Assalam o Alaikum.Mai Mukhlis or tanhai pasand logo ki category mai ata ho.par Tanhai pasand logo ki category mai likhi ek baat se disagree karo ga k un ki dosti or dushmani bekaar hai k na dosti na dushmani mai faida.pehle to mai dosti karta nahe or kar bhi lo to ji jaan se dosti o rishte ko jahan tak ho nibhata ho or dushmani mai palta nahe na he muje dushman bane ka shok hai na he banane ka koi khaas shok hai,vo alag baat hai koi billa waja kha ma kha mera dushman ban jaey to os ka kia kar sakta ho.

intelligent086
12-08-2014, 12:10 AM
اہم معلومات۔۔۔۔۔۔۔
شئیر کرنے کا شکریہ

Arosa Hya
12-08-2014, 12:12 AM
sahi

ayesha
12-08-2014, 04:58 PM
Assalam o Alaikum.Mai Mukhlis or tanhai pasand logo ki category mai ata ho.par Tanhai pasand logo ki category mai likhi ek baat se disagree karo ga k un ki dosti or dushmani bekaar hai k na dosti na dushmani mai faida.pehle to mai dosti karta nahe or kar bhi lo to ji jaan se dosti o rishte ko jahan tak ho nibhata ho or dushmani mai palta nahe na he muje dushman bane ka shok hai na he banane ka koi khaas shok hai,vo alag baat hai koi billa waja kha ma kha mera dushman ban jaey to os ka kia kar sakta ho.
hmmm...jahan tak mein kuch samjh pai hon woh yeah ky yahan "tanhai pasnd logon sy dushmani yan dosti rakhna bekar hai" sy mura'd yeah ky yeah log be-zrar hoty hain....bilashuba faida hasil kiea ja sakta hai magr aisy log kisi ka nuqsan nahi karty.....or na hi kisi ky ma'mlat-e-zindagi wagera main dakhal andazi karty hain......in ki apni hi aik alag dunia hoti hai....
or aisy nataij aksariyat ki buniyad par aakhaz kiye jaty....har shakash ka mukamal pura utrna zarori nahi....:)

singer_zuhaib
12-08-2014, 05:17 PM
hmmm...jahan tak mein kuch samjh pai hon woh yeah ky yahan "tanhai pasnd logon sy dushmani yan dosti rakhna bekar hai" sy mura'd yeah ky yeah log be-zrar hoty hain....bilashuba faida hasil kiea ja sakta hai magr aisy log kisi ka nuqsan nahi karty.....or na hi kisi ky ma'mlat-e-zindagi wagera main dakhal andazi karty hain......in ki apni hi aik alag dunia hoti hai....or aisy nataij aksariyat ki buniyad par aakhaz kiye jaty....har shakash ka mukamal pura utrna zarori nahi....:)Agree,ap ne acha define kia hai.shukran.

ayesha
12-08-2014, 08:59 PM
Agree,ap ne acha define kia hai.shukran.
hmm...shukriya...