Admin
12-04-2014, 07:37 AM
Hum aksar okat dakhtay hain kay log fun pr dosray logo sa apni kismat ka hall poch rahay hotay hain isi baray mainmuftiazam saudi arabia walay na is barya main aik fatwa diya hai kay log fun per kismat ka hall bataynay pr bilkul bahroosa na karain kun kay ya sub jhoot hota hai is main kuch sach nahi hota sub log aik dosray ko thagnay kay liya bathian hain. Hum logo ka kamil eman hona chaiya kay hum ager ALLAH PAK sa ro ro ker girgira ka dua karain gay to wo hamari sari rukawtain door ho jain gi asa mufti sahab nay bhi isi baray mian bataya hai kay koi bhi apni kismat in farad logo sa na janay. Mufti sahab nay ya bhi kaha hai kay musalman apnay Khawaboon ki tabeer NABI PAK MUHAMMAD (S.A.W) ki sunnat pr amal karain. Mufti sahab nay ya bhi kaha hai kay apnay daroonay khawaboon kay baray main kisi sa koi zikar na karain balkay khamosh rahain.Ya sub manna hum pr lazim hai or hamain is pr zaroor gor kerna chaiya. Hum aksar okat dakhtay hain kay log fun pr dosray logo sa apni kismat ka hall poch rahay hotay hain isi baray mainmuftiazam saudi arabia walay na is barya main aik fatwa diya hai kay log fun per kismat ka hall bataynay pr bilkul bahroosa na karain kun kay ya sub jhoot hota hai is main kuch sach nahi hota sub log aik dosray ko thagnay kay liya bathian hain. Hum logo ka kamil eman hona chaiya kay hum ager ALLAH PAK sa ro ro ker girgira ka dua karain gay to wo hamari sari rukawtain door ho jain gi asamuftisahab nay bhi isi baray mian bataya hai kay koi bhi apni kismat in farad logo sa na janay.Muftisahab nay ya bhi kaha hai kay musalman apnay Khawaboon ki tabeer NABI PAK MUHAMMAD (S.A.W) ki sunnat pr amal karain.Muftisahab nay ya bhi kaha hai kay apnay daroonay khawaboon kay baray main kisi sa koi zikar na karain balkay khamosh rahain.