PDA

View Full Version : Ghazal: Jis pe teri nazer nahin hoti " Jiger Moradabadi"



Ram Mohan
11-13-2014, 04:04 PM
Jis pe teri nazer nahin hoti
Uski jaanib khuda nahin hota.

Wo hamaare kareeb hote hain
Jab hamaara pata nahin hota.

Dil ko kyaa kyaa sakoon hota hai
Jab koii aasra nahin hota.

Hoke ek baar saamna unse
Fir kabhi saamna nahin hota.