SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    Closed Thread
    + Post New Thread
    Page 4 of 9 FirstFirst 12345678 ... LastLast
    Results 31 to 40 of 90

    Thread: Coffee With ???????????

    1. #1
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Funny Coffee With ???????????

      Assalam o Alaikum.

      aaj main jin ko coffee pe invite kar rahi hon.
      aap bhi unse yahan sawaal poochian.
      bazaahir toh wo.aap ko bak bak karte hi nazar aate hain forum par.
      mere ilaawa shayad koi aur hota ..toh unka naam hi parh kar huuuuun ang:keh kar aik paase ho jata

      magar main choonke inko kaafi waqt se jaanti hon. ye ache insan hain. zehen main ..la taadaad khuahishaat, sawalaat, rakhe. aur munn maaniyaan rakhe jee rahe hain.

      in ka apna andaz hai jeene ka.aur baat karne ka.

      main tamheed nahi baaandhoongi aur..

      seedhe seedhe apne guest ka naam loongi

      none other then





      aaiye..baithiye tashreef rakhiye..

      par samose. chaaye aur coffee ke liye aap ko intizar karna pare ga..

      kion ke mujhe pata hai.. ap ne coffee khatam karni hai.aur yahan se phutt jaana hai..abhi
      aap sirf is hot seat pe tashreef rakhiye.



      meri aap tamaam dostoun se bhi guzaarish hai ke in ko welcome karain

      khoob pataakhe bajaaiye in ke welcome ko..
      ye lain pataakhe






      Algharz ye ke .jis ko jo pataakha pasand hai.wo in ko welcome kehne ke liye yahan phore..

      aap pehle basic sawalat ke jawab dijiye..phir baqi batain karte hain

      1-aap ka asal name
      2-aap kis city and country main rehte hain
      3-by profession aap kia hai (ilaawa daaka daalne ke )
      4-how much family members
      5-kitne din interview main aamad ko yaqeeni bana sakte hain so that us hisaab se daily basis par sawal naama taiyaar ho.


      in sawalat ke jawabbaat dain





      Similar Threads:





    2. #31
      Star Member www.urdutehzeb.com/public_html FlashPro's Avatar
      Join Date
      Sep 2014
      Location
      Idhar doobay udhar niklay
      Posts
      333
      Threads
      17
      Thanks
      9
      Thanked 20 Times in 19 Posts
      Mentioned
      26 Post(s)
      Tagged
      3025 Thread(s)
      Rep Power
      23

      Re: Coffee With ???????????

      Quote Originally Posted by Raja Pakistani View Post
      hahahah mai b jald e question post krn ga
      Is sawal ka, jawab ka ... chahat ka hai apna maza
      poocho zara poochoo mujhe kiya howa hai
      paoon zakhmi hai aur gouda morha hai...
      Raja G tum ko web master bananay ki saza hai

      kattein hoon ya kaliyaan hoon
      bus tehzeeb ki galyaan hoon
      cheeyr kay dekho bill mera,
      iss mein likha hai naam tera...

      Raja G tum ko web master bananay ki saza hai





    3. #32
      Star Member www.urdutehzeb.com/public_html FlashPro's Avatar
      Join Date
      Sep 2014
      Location
      Idhar doobay udhar niklay
      Posts
      333
      Threads
      17
      Thanks
      9
      Thanked 20 Times in 19 Posts
      Mentioned
      26 Post(s)
      Tagged
      3025 Thread(s)
      Rep Power
      23

      Re: Coffee With ???????????

      Quote Originally Posted by Baniaz Khan View Post
      ہمری بک بک سے پہلے عجب تھا تیری تہذیب کا منظر
      کہیں موڈ تھا عمرو ، ... کہیں مینیجر رانی و مامن
      خوگرِ چیٹِ فلیش پرو تھی تہذیبوں کی نظر
      پوسٹ مارتا پھر کوئی پھوس پھوسے فورم پر کیوں کر ؟


      dil chu gyee ap ki lines
      Hum app kay aur app kay zinda dil kay mashkoor hain...
      Nawazish!



    4. #33
      Star Member www.urdutehzeb.com/public_html FlashPro's Avatar
      Join Date
      Sep 2014
      Location
      Idhar doobay udhar niklay
      Posts
      333
      Threads
      17
      Thanks
      9
      Thanked 20 Times in 19 Posts
      Mentioned
      26 Post(s)
      Tagged
      3025 Thread(s)
      Rep Power
      23

      Re: Coffee With ???????????

      Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post
      Walaikum Assalam
      Atay hi hamla,aur woh bhi shairi Ki tang tortay hoye
      Itnay tehray banday ka interview hai,tou phir sawalat bhi usi hisab say emarti numa seedhay honay chahaiye..!
      @FlashPro aur amo k baqol flash light
      Q1: Apnay ghar main apna koi mutalba manwanay k liye dharna detay hain ya dharnay walon ko ghar lay atay hain?
      Q2: Pani geela paitay hain ya sailab k utarnay ka intezar kartay hain?
      Q3: Shakar ka iss qadar zayed istemal kiyun kartay hain,suger mill malikaan say bhatta laitay hain?
      Q4: Kareelay ko neem charha kar apko paish kiya jaye tou sab say pehla kaam kiya karain ge?
      Q5: Rubby ko dubby do kiyun kaha jaye?

      Baqi k sawalat baad main
      Aaaassssssaaaaaallllllllllaaaaaammmmmmoooooo Aaaaalllllleeeeeyyyyykkkuuuummmmm
      ;;;
      Zahe naseeb, Zahe Naseeb

      Mein shakkar wandaan , Mirza Manawaan
      Mera rosya Mirza Interview room warhya ni
      (ooh eenu warhaan kiss ditta...
      ;hansi::)

      .... Mamin gi tumhaar, Mirza gi tumhaar!!!
      acha
      ok ok respect respect
      Mirza gi kaisey hain?
      App kay qeemti sawal nama mila, pharh kar khushi hoi. Umeed hai app ko jawaabaat pharh kar bhi khushi ho gi
      :
      (stay tuned)







    5. #34
      MĪИD ßĿ♡ѠĪИƓ www.urdutehzeb.com/public_html Mrs.Qaisar's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Lahore Pakistan
      Posts
      1,246
      Threads
      135
      Thanks
      0
      Thanked 21 Times in 18 Posts
      Mentioned
      256 Post(s)
      Tagged
      7152 Thread(s)
      Rep Power
      97

      Re: Coffee With ???????????

      Quote Originally Posted by FlashPro View Post
      Shotliya Shotliya Lani G, balay alshay baad tissi nay tochi tochi too tiya ... app tah liya talein pyaal shay 'Plolu' theet hai phil mei bhi app tu 'Nidu' pyaal say hee taha taloon daa

      shoooooo shweeeeet......
      ...




    6. #35
      Charagh e Aab...........! www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Mamin Mirza's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Uroos Ul Bilad,Sheher e Qaid.....Karachi..!
      Posts
      2,368
      Threads
      338
      Thanks
      1,026
      Thanked 1,107 Times in 704 Posts
      Mentioned
      346 Post(s)
      Tagged
      3232 Thread(s)
      Rep Power
      59

      Re: Coffee With ???????????

      Quote Originally Posted by FlashPro View Post
      Aaaassssssaaaaaallllllllllaaaaaammmmmmoooooo Aaaaalllllleeeeeyyyyykkkuuuummmmm
      ;;;
      Zahe naseeb, Zahe Naseeb

      Mein shakkar wandaan , Mirza Manawaan
      Mera rosya Mirza Interview room warhya ni
      (ooh eenu warhaan kiss ditta...
      ;hansi::)

      .... Mamin gi tumhaar, Mirza gi tumhaar!!!
      acha
      ok ok respect respect
      Mirza gi kaisey hain?
      App kay qeemti sawal nama mila, pharh kar khushi hoi. Umeed hai app ko jawaabaat pharh kar bhi khushi ho gi
      :
      (stay tuned)




      Hashmi paain sahab,
      Mera kaam Mamin Hai,mirza ji nahi.
      Had e Adab malhoz e khatir rakhain ge tou munasib hoga,
      Warna u know me hashmi surmay Dani,bohat purani exp:exp:
      Ye sawal namay Ki pehli qist hai,baqi jald hi aaingi,
      Agar Baji bijli manhoos ne dramay bazi na Ki tou,
      U also stay tuned....!

      !میری زمیں میرا آخری حوالہ ہے۔۔۔۔

    7. #36
      Star Member www.urdutehzeb.com/public_html FlashPro's Avatar
      Join Date
      Sep 2014
      Location
      Idhar doobay udhar niklay
      Posts
      333
      Threads
      17
      Thanks
      9
      Thanked 20 Times in 19 Posts
      Mentioned
      26 Post(s)
      Tagged
      3025 Thread(s)
      Rep Power
      23

      Re: Coffee With ???????????

      Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post
      Hashmi paain sahab,
      Mera kaam Mamin Hai,mirza ji nahi.
      Had e Adab malhoz e khatir rakhain ge tou munasib hoga,
      Warna u know me hashmi surmay Dani,bohat purani exp:exp:
      Ye sawal namay Ki pehli qist hai,baqi jald hi aaingi,
      Agar Baji bijli manhoos ne dramay bazi na Ki tou,
      U also stay tuned....!
      Aray wo ka na Mirza gi hum zara bahar mulk pharhnay ki try karnay gaey tu wahan say family name bolnay ki aadat parh gai, ab app PTI walay Hashmi sahab kay peechay parh gaey, meri taraf say pharay rahein ... wo qoum tarkeeb mein hai hee khass... aur gi tareef tu bohat suni hai hashmi surmay ki bhai asli ho ka nakli thand zaroor phoohchata hai.


    8. #37
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 UmerAmer's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      4,677
      Threads
      407
      Thanks
      124
      Thanked 346 Times in 299 Posts
      Mentioned
      253 Post(s)
      Tagged
      5399 Thread(s)
      Rep Power
      158

      Re: Coffee With ???????????

      Quote Originally Posted by FlashPro View Post
      ae masoom faristay baran e rehmat enjoy karna required sattar kay sath tu allowed hai... per ustad Guitar per tika kar fatway vajtay hain jel:
      kiya matlab?
      baat samj nahi aayi


    9. #38
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With ???????????

      Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post
      Walaikum Assalam
      Atay hi hamla,aur woh bhi shairi Ki tang tortay hoye
      Itnay tehray banday ka interview hai,tou phir sawalat bhi usi hisab say emarti numa seedhay honay chahaiye..!
      @FlashPro aur amo k baqol flash light
      Q1: Apnay ghar main apna koi mutalba manwanay k liye dharna detay hain ya dharnay walon ko ghar lay atay hain?
      Q2: Pani geela paitay hain ya sailab k utarnay ka intezar kartay hain?
      Q3: Shakar ka iss qadar zayed istemal kiyun kartay hain,suger mill malikaan say bhatta laitay hain?
      Q4: Kareelay ko neem charha kar apko paish kiya jaye tou sab say pehla kaam kiya karain ge?
      Q5: Rubby ko dubby do kiyun kaha jaye?

      Baqi k sawalat baad main
      paien ji..tussi meri tanng zaroor khichaan si...oye chaddo na meri taang. kidre main girr jawaaan te faier flash pro ki tang kon khichee gaa.. excersise






    10. #39
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With ???????????

      Quote Originally Posted by FlashPro View Post
      Is sawal ka, jawab ka ... chahat ka hai apna maza
      poocho zara poochoo mujhe kiya howa hai
      paoon zakhmi hai aur gouda morha hai...
      Raja G tum ko web master bananay ki saza hai

      kattein hoon ya kaliyaan hoon
      bus tehzeeb ki galyaan hoon
      cheeyr kay dekho bill mera,
      iss mein likha hai naam tera...

      Raja G tum ko web master bananay ki saza hai


      Allah meri touba...oye ruby ye tu ne kis bala ko dawat de daali..c::






    11. #40
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With ???????????

      Quote Originally Posted by FlashPro View Post
      1-aap ka asal name
      VIN DIESEL kuch arsay pehalay tak tha aaj kal Schwartz Schneider

      2-aap kis city and country main rehte hain
      The City which decides policies ... Shaheedon ka shahar Rawalpindi ; ju Mumlikate Khuda daad, Athara Carore ki almost ghaeyoor (zada tar in chakkar of hoor) jafa kash o janbaaz, har muskil mein sissa pilaee hoi deewar ban janay wali qoum ka muskan hai... G Haan Islami Jamhoriya e PAKISTAN pflag (plz raise for national anthem)

      3-by profession aap kia hai (ilaawa daaka daalne ke )
      Aik acha Mousikaar (Musician) ... per phir molvi sahib nay bataya kay 'Putar teenu wah wah chapeeyrah chittar paeny, farstay kan andaar lapyt kay na football bana kar, kilaan alay boot garam kar kay pehlaan tashreef teh lawaan gein teh Kick baad ich karen gay'.
      Tu mai nay kah touba meri touba meri touba, touba touba ... phir mujhe parhos mein Touba mil gai os nay kaha app ki touba zaroor kabool ho gi... per ab app urdu bazar mein motay gathay ki Ludo bana kar beeycha karein.

      4-how much family members
      G hum total sath behan Bhai hain... mein sub sayyyyyyyyyyyyyyy choota hoon.

      5-kitne din interview main aamad ko yaqeeni bana sakte hain so that us hisaab se daily basis par sawal naama taiyaar ho.
      Oper Eid tak ka bataya hai, per shuru mein banday bulanay kay liey Admins/ Mods bula leytay hain... mein fb etc... per share karata hoon, views 1000 say oper taptay hain tu Admin Mods ko pareeshani lag jati hai, oo ye kahein apna koi chakkar na shuru kar day... banday tu nahi torh raha... phir meri different ID's per checking shuru ho jati hai ... ha ha ha khair lambi kahani hai ... Anyway Calming aisi nahi (kam az kam pehlay thi tu nai )
      Bohot hi sutthraa..

      aur dassso ji..

      1-kis tarha ki chamak hai aap main? kaaali bhains jaise chamkddaar..yaa gori hain kalaaiyaan warrge?

      2-ciggrate aap ko peeti hai ..yaa aap cigg ko peete hain

      3-professor ban ke aap pachtaa rahe hain.ya aap ke students?

      4-baatain banaate hain.yaa baatain bataate hain?

      5-tamatar laal naa hota toh kis rang ka hota

      6-sote main sapne daikhte hain..ya sapne daikh ke so jate hain?

      7-pasandeeda libaas konsa hai. dhoti, lunngi yaa parrna?

      8-aap shroo se hi bechain hain..ya kisi ki waja se bechaniyaan paai jaati hain aap main..

      9-dua main man pasand dua konsi hai

      10- izat raas aati hai..ya dolat?







    Closed Thread
    + Post New Thread
    Page 4 of 9 FirstFirst 12345678 ... LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Dhai ke sweet aur namken recipey urdo mean image photo

    chaparh gulla

    pareshan hutu kya karin urdu

    Asman sa gira kajor ma ataka give the story in urdu

    konse snacks mota krty hain

    parwez ammi or baji kast h

    aap ke zhen mei ki

    timing ka lia dan ko kon sa fruit khana chahiye

    urdu story asman se gira khajor main atka for grade 6

    aasman neela q nazar aata hai

    rosya konsa city hai

    rosya koun sa city hai

    aaj ka dusra sawal recent sawal in roman english islamic quiz

    tu kadam dora dry

    agar shohar par shak ho tu kya karen quran ke nuskhe nazar answer

    Hadees roman english and roman Urdu quiz ajj ka sawaal

    kia hum khali pate coffee pe skte he in urdu

    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •