SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 1 of 2 12 LastLast
    Results 1 to 10 of 13

    Thread: Pakistan ka matlb kia?

    1. #1
      UT Writer www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Ria's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      khawabon aur khyalon me
      Posts
      2,272
      Threads
      130
      Thanks
      0
      Thanked 19 Times in 12 Posts
      Mentioned
      257 Post(s)
      Tagged
      4148 Thread(s)
      Rep Power
      48

      Pakistan ka matlb kia?

      Aslam o alikum
      kafi arsy sy es topic py likhny ka soch rahi houn taqreeban 2 saal sy ye mozzu damgh me odham machay hoy hy, per mjhy lgta hy shyd me es mozzu py likh k insaf na kr paoun...
      es liye socha pehly aap sb ki Motbar raa'y ly li jay...
      hum bachpan sy Sunty aay haien Pakistan ka mtlb kia? LA ILLAH ILLA LLAH ....
      do nazriya pakistan k bary me bhi achi trha parhty aa rahy haien
      to wo nazriya kahe nazr to aata nahi hy...
      to aap apni raa'y share kijey k Pakistan ka mtlb kia? es k pechy kia waja the kia story the? kia soch the?
      Aur agr pakistan hasil kr lia tha to kia jo ab hamra pakistan hy ye wohi pakistan hy?
      hum hamesha hakoomat ko zam e daar the'hra dety haien lakin es me hamra kitna qasoor shamil hy?
      Aap ki raa'y ka intzar rahy ga


      Similar Threads:
      ایک یہی تو فن سیکھا ہے ہم نے
      جس سے ملیے اسے خفا کیجے
      ہے تفاخر میری طبیعت کا
      ہر ایک کو چراغ پا کیجے
      میری عادت ہے روٹھ جانے کی
      آپ مجہھے منا لیا کیجے

    2. #2
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 singer_zuhaib's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      577
      Threads
      217
      Thanks
      26
      Thanked 66 Times in 52 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      783 Thread(s)
      Rep Power
      21

      Re: Pakistan ka matlb kia?

      walaikum Assalam.

      mai inshort ye kehna chaho ga k hum ne hamesha Pakistan ka matlab kia k jawab mai faqat LA ILLAHA ILLALLAH kaha hai os or osi ko ap ne bhi apni post mai sabit kar dia actually hum ne pakistan k matlab ko adhura kalma he show kia hai or os ki waja ye hai k Aj RABB REHMAN k mane wale to hain es mulk mai par RASOOL LALLAH (SALLLLAH HO ALAI HE WA AALE HE WASALLUM) KI sunnat or ap ki seerat pe amal karne wale makhsoos se loog hain.

      jab k complete slogan ye hai" pakistan ka matlab kia LA ILLAHA ILLALLAH MUHAMMAD DAR RASOOLALLAH HAI.
      Par ham hamesha he adhura matlab or adhura kalma parhte hain,or esi liye aaj tak pakistan mai islamic nizaam raaij nahe ho saka or na he islamic qawaneen ban sake na he aaj tak kisi islamic leader ne government banai.




      Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
      Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya

      Talaash E khudi

    3. #3
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 singer_zuhaib's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      577
      Threads
      217
      Thanks
      26
      Thanked 66 Times in 52 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      783 Thread(s)
      Rep Power
      21

      Re: Pakistan ka matlb kia?

      phir jab mai zong mai stall activity ki job karta tha tab bhi ek bazurg customer se achi dua salam ho gai to unhon ne bato bato mai pak k halaat pe baat ki to baat se baat pak k history pe chali gai or unho ne muje kaha k beta ap jante hain k pak kis liye banaya gaya tha mene vohe sara suna or bata dia k do qomi nazria or etc etc to unho ne kaha k nahe ye sab ek dikhawa tha or es ko shosha bana kar muslim tajiro ne pakistan banaya.

      Asal kahani kia hai ab mai tumhe batata hon,suno

      india mai boht bare bare tajir the jin ki tijarat kafi wasih or achi chal rahe thi par mutaasib hinduoun ko muslim tajiro ka tijarat karna ek ankh nahe bhata tha or vo unhe aey din satate the or hindu gov.t bhi unhe satati or tax lagati thi or pabandiyan alag.

      to india k muslim tajiro ne ek meeting rakhi or ye decision lia k hume ek esa mulk chahiye jahan Hum apni tijarat or karobaar ko mukamal azaadi k sath taraqi de sake jahan humari apni gov.t ho or jahaan hume hindoun ki koi rok took ya pabandiyan na hon,or os k liye ek alag mulk ka hona be had or boht zarori hai.

      to jab fesla ho gaya k alag mulk banana hai to ye Te howa k es mission ko le kar kon chale ga or kon es mulk ko banaey ga to tab sab ne Qaid e Azam ka intakhaab kia jo os waqt england mai taleem hasil kar rahe the to koch muslim england gaey or ja kar sari kahani Qaid e Azam k kaan guzaar ki to Qaid ne haami bhar li k mai ap k sath hon or tajiro ne Qaid ko kaha k ap ne muslim awaam mai ye kehna hai k hum muslim hain or hume apni mazhabi azaadi k liye ek alag mulk chahiye or jahaan hume azaadi ho k hum apni islamic rasumat ko ada kar sake or jis Ap ne do Qomi nazriya ki buniyad k tehat muslims mai pesh karna hai.

      finaly Qaid e Azam ne unthak mehnat or koshisho k zariye ek alag mulk hasil kar lia pakistan ki shakal mai.


      or beta tum aj bhi dekh lo vohe Bare bare tajir es mulk pe Qabiz hain vo kal bhi Ameer the Aaj bhi Ameer hain Aaam Admi kal bhi gharib tha aj bhi gharib hai,kal bhi aam admi pis raha tha aj bhi pis raha hai.

      ye mulk jab tajiro ki tijarat k liye banaya gaya hai to phir tajiro ne he hakumate karni hai or jab ye mulk ek aam or gharib muslim k liye bana he nahe to phir os ne kia khush haali dekhni hai kia os ne achi pur sakoon zindgi guzarni hai.


      Mai un bazurg ki ye sari bate sun kar kisi had tak un se Agree ho gaya par phir boht si bate thi jo zehn mai aa gai k Allama Iqbaal ka khuab mai Pakistan ka banna dekhna phir ye kia tha phir osi waqt ye bhi khiyaal aya k jab tajiro ne Qaid ko do qomi nazria ka shosha de kar unhe amada kar lia tha kia pata Allama sahb ko bhi Apni bato se kaha ho k ap ne mulk banane mai eham kirdaar ada karna hai.


      par Haqq Sach kia hai ya sahee sahee na mai janta hon or na he aap,har ILM ka khaliq mallik RABB REHMAN hai,RABB REHMAN he janta hai k pakistan kio or kese or kis k liye banaya gaya hai.

      Baqiyahaan boht si bate esi kahi hain mene jis se boht se mems ko ikhtalaaf ho sakta hai.

      par

      Dekhe mera un Bazurg se Agree karna or phir aap ka muj se Agree karna ya mera Ap ki baat se Agree karna must nahe hai na he lazim o malzoom hai so pls don be hyper n calm down.



      Last edited by singer_zuhaib; 05-21-2014 at 02:43 PM.


      Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
      Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya

      Talaash E khudi

    4. #4
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html patriot19472001's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Jeddah, KSA
      Posts
      247
      Threads
      33
      Thanks
      1
      Thanked 1 Time in 1 Post
      Mentioned
      5 Post(s)
      Tagged
      3546 Thread(s)
      Rep Power
      11

      Re: Pakistan ka matlb kia?

      Quote Originally Posted by Ria View Post
      Aslam o alikum
      kafi arsy sy es topic py likhny ka soch rahi houn taqreeban 2 saal sy ye mozzu damgh me odham machay hoy hy, per mjhy lgta hy shyd me es mozzu py likh k insaf na kr paoun...
      es liye socha pehly aap sb ki Motbar raa'y ly li jay...
      hum bachpan sy Sunty aay haien Pakistan ka mtlb kia? LA ILLAH ILLA LLAH ....
      do nazriya pakistan k bary me bhi achi trha parhty aa rahy haien
      to wo nazriya kahe nazr to aata nahi hy...
      to aap apni raa'y share kijey k Pakistan ka mtlb kia? es k pechy kia waja the kia story the? kia soch the?
      Aur agr pakistan hasil kr lia tha to kia jo ab hamra pakistan hy ye wohi pakistan hy?
      hum hamesha hakoomat ko zam e daar the'hra dety haien lakin es me hamra kitna qasoor shamil hy?
      Aap ki raa'y ka intzar rahy ga

      انسان کا ذاتی طور پر بیدار ہونا بیشک اہمیت رکھتا ہے لیکن لیڈر کی ضرورت بہرحال رہتی ہے - تبدیلی کی بڑی لہر ہمیشہ لیڈر کی موجودگی میں ہی آتی ہے یہی وجہ ہے کہ آج تک کوئی بھی قوم لیڈر کے بغیر اپنے حقوق حاصل نہیں کر پائی - دو قومی نظریہ بہت بڑی تجرباتی اور تخلیقی سوچ کا نتیجہ تھا یہی وجہ ہے کہ اس کو آزادی لڑائی کی بنیادی وجہ کہا جاتا ہے -

      آزاد وطن کی نعمت کو سمجھنا آسان نہیں ہے - مجھے ذاتی طور پر اس کرب کا اس وقت اندازہ ہوا جب میں نے انڈیا کے مسلمانوں کو اور فلسطین کے مسلمانوں کو قریب سے دیکھا اور سمجھا - جو اپنے وطن میں آزاد نہ ہو یا اس کے پاس وطن ہی نہ ہو اس کی شخصیت میں ایک عجیب سی افسردگی ، احساس کمتری اور جھول ہوتا ہے - انسان کی شخصیت کا مسخ ہو جانا ہی سب سے بڑا سانحہ ہے - باقی سب تو زندگی کے واقعات ہیں -






    5. #5
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Pakistan ka matlb kia?

      Quote Originally Posted by Ria View Post
      Aslam o alikum
      kafi arsy sy es topic py likhny ka soch rahi houn taqreeban 2 saal sy ye mozzu damgh me odham machay hoy hy, per mjhy lgta hy shyd me es mozzu py likh k insaf na kr paoun...
      es liye socha pehly aap sb ki Motbar raa'y ly li jay...
      hum bachpan sy Sunty aay haien Pakistan ka mtlb kia? LA ILLAH ILLA LLAH ....
      do nazriya pakistan k bary me bhi achi trha parhty aa rahy haien
      to wo nazriya kahe nazr to aata nahi hy...
      to aap apni raa'y share kijey k Pakistan ka mtlb kia? es k pechy kia waja the kia story the? kia soch the?
      Aur agr pakistan hasil kr lia tha to kia jo ab hamra pakistan hy ye wohi pakistan hy?
      hum hamesha hakoomat ko zam e daar the'hra dety haien lakin es me hamra kitna qasoor shamil hy?
      Aap ki raa'y ka intzar rahy ga
      is unwaan ke hawaale se meri kia soch hai wo is thread main parhiye aap

      http://www.urdutehzeb.com/showthread...=6309#post6309







    6. #6
      UT Writer www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Ria's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      khawabon aur khyalon me
      Posts
      2,272
      Threads
      130
      Thanks
      0
      Thanked 19 Times in 12 Posts
      Mentioned
      257 Post(s)
      Tagged
      4148 Thread(s)
      Rep Power
      48

      Re: Pakistan ka matlb kia?

      @singer_zuhaib aap ki sbhi batien apni jaga theak haien..
      aap ka apna point of view hy aur aap us buzarg ki baat sy agree haien ye aap ki soch py munahsir hy, lakin may be ye waja b ho skti hy kise had tk but totally Tajron ko es sb ka morad smjhna I'm not agree... thanks for sharing ur views..


      @Patriot1947001 thanks for sharing ur views....
      @CaLmInG MeLoDy shukria me abhi parhti houn aap ki sharing...

      ایک یہی تو فن سیکھا ہے ہم نے
      جس سے ملیے اسے خفا کیجے
      ہے تفاخر میری طبیعت کا
      ہر ایک کو چراغ پا کیجے
      میری عادت ہے روٹھ جانے کی
      آپ مجہھے منا لیا کیجے

    7. #7
      Genius Poet www.urdutehzeb.com/public_html illusionist's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      831
      Threads
      202
      Thanks
      34
      Thanked 39 Times in 22 Posts
      Mentioned
      87 Post(s)
      Tagged
      3530 Thread(s)
      Rep Power
      39

      Re: Pakistan ka matlb kia?

      mae inqilaabi sauch ka haamil hoon ... Amli tor per is mai shamil hoon ......... Jo ground realities hain wo bohot bhianak hain ...... Allah pakistan ki hifazat farmayay ... Ameen


    8. #8
      UT Writer www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Ria's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      khawabon aur khyalon me
      Posts
      2,272
      Threads
      130
      Thanks
      0
      Thanked 19 Times in 12 Posts
      Mentioned
      257 Post(s)
      Tagged
      4148 Thread(s)
      Rep Power
      48

      Re: Pakistan ka matlb kia?

      Quote Originally Posted by illusionist View Post
      mae inqilaabi sauch ka haamil hoon ... Amli tor per is mai shamil hoon ......... Jo ground realities hain wo bohot bhianak hain ...... Allah pakistan ki hifazat farmayay ... Ameen
      Aameen....
      to ground realities ko nazr andaz to kia nahi ja skta...
      so pehla kam to yahi krna ho ga Amal es k elwa aur kuch shyd hum awam kr nahi skty properly

      ایک یہی تو فن سیکھا ہے ہم نے
      جس سے ملیے اسے خفا کیجے
      ہے تفاخر میری طبیعت کا
      ہر ایک کو چراغ پا کیجے
      میری عادت ہے روٹھ جانے کی
      آپ مجہھے منا لیا کیجے

    9. #9
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 singer_zuhaib's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      577
      Threads
      217
      Thanks
      26
      Thanked 66 Times in 52 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      783 Thread(s)
      Rep Power
      21

      Re: Pakistan ka matlb kia?

      ria bazurg wali baat apni jaga pe hai par mai sirf ye kehna chahta hon ap sab se mai ab ek nara lagata hon ap ne os ka jawab dena hai.

      Pakistan ka matlab kia?




      Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
      Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya

      Talaash E khudi

    10. #10
      UT Writer www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Ria's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      khawabon aur khyalon me
      Posts
      2,272
      Threads
      130
      Thanks
      0
      Thanked 19 Times in 12 Posts
      Mentioned
      257 Post(s)
      Tagged
      4148 Thread(s)
      Rep Power
      48

      Re: Pakistan ka matlb kia?

      Quote Originally Posted by singer_zuhaib View Post
      ria bazurg wali baat apni jaga pe hai par mai sirf ye kehna chahta hon ap sab se mai ab ek nara lagata hon ap ne os ka jawab dena hai.

      Pakistan ka matlab kia?

      Haan jee yaha per aap ny waqie me tas ki hy
      Pakistan ka mtlb kia LA ILLAH ILLA ALLAH MUHAMMAD RASOOL ALLAH (S.W.W)

      ایک یہی تو فن سیکھا ہے ہم نے
      جس سے ملیے اسے خفا کیجے
      ہے تفاخر میری طبیعت کا
      ہر ایک کو چراغ پا کیجے
      میری عادت ہے روٹھ جانے کی
      آپ مجہھے منا لیا کیجے

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 1 of 2 12 LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Tags for this Thread

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •