bilkul..main bhi ye hi sochti hon..kis qadar standard ke dramas hua karte the..story hua karti thi..ab to wo hi hai..behen behen ku dushman..aik hi family ki khawateen doosre members ko nuqsaan pohonchaane ke liye saazishain karte log. larkiyoun ka larkoun pe concentration.pakistani moashra aisa toh nahi hai..bohot third class standard ho chuka hai pakistani media ka.
scrpt toh nimra pehle bhi hote the..mohabat ka izhar tanhaaiyan jaise drame main bhi tha.. dhoop kinaare. alfa bravo charlie..par aisi zaroorat toh pehle kabhi nahi pari.main chahti hon koi campaign chale aisi.jis main is trend ke khilaaf kaam ho.
ji beshak..dara kaafi tha..aur qudrati husn kafi tha..ab toh...bas kia kahon.



Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out



Reply With Quote
Bookmarks