@Ubaid
1-zindagi main kabhi akela pan mehsoos kia.agar han toh uska kia hal nikala
2-zindagi se kia sabaq hasil kia
3-insan main kia best hona chahiye..
4-ap ki apni nature main ap ko kia pasand hia
5-UT ke members ..jin se ap ka aj tak interaction hua..one by one un sab ke bare main ap ki kia soch hain bata dain.
6-agar pakistan ke wazir-e-azam hote ap toh kese hote
7-shaitaan kisko nahi uksaata. agar ap ko uksa raha ho.toh kia karte hain ap
8-namaz ki pabandi karte hian ya jan churate hian.
9-Quran pak ki translation kabhi parhi?
10-UT ka man pasand section ap ka konsa hia.
11- @smartguycool ki postings ke bare main ap ki raaye
12-CM ne is form ko bananae main aj tak jitni bhi mehnat ki.uska andaza toh ap ko ho chuka hoga. is bare mai ap ki raye
13-forum se koi shikayat. shikwa
14-forum ke liye koi suggesson
15-kisi bhi insan ko koi talqeen karni ho.toh ap ki talqeen ya nasihat karanige
Bookmarks