boht hi maloomati thread hai shazli sahib........wese ek baat hai.mene kafi waazayef kiye hain.muje aj tak koi aisi cheez nazar nahi i.lekin meri doosri jethaniyan jo karti hain.unko aksar ghar me raat k waqt koi cheez dikhai deti hai....koi saya ya koi bacha wagera....ab me apne husband k karobaar k liye ek wazifa start karne lagi hu..Suart TAlaq ki 2 ayaat hain...41din ka wazifa hai fajar k baad karna hai.........lekin apka thread parh k me zara pareshan ho gai hu qk ye muje kisi aunty ne bataya hai.....wo aamil to nahi hain lekin wo ye wazifa kar chuki hain.....ab me kya karun......qk ye wazifa chaand ki 3dates guzaar k kisi b jumeraat,jummay ya itwaar k din se start karna hai.or kal jumerat hai.mene start karna tha.ab...?ap kya kehtay hain iss baray me?
Bookmarks