aksar yeh hota hai agar chaye (TEA) bana kar zyada dair tak rakh di jai tu us ka ziqa bhi kharab ho jata hai aur woh sehet kay liye nuqsan deh bhi ho sakti hai....
agar chai zyada dair tak rakhna maqsood ho tu us main milk nahin dalain....sirf qehwa rakh lain aur jab Tea chaiye peeni ho tu us main dodh dal kar dam dai lain....zayada dair tak rakhna zaiqay per asar andaaz nahin hoga
Bookmarks