Habib bhai ap "Pakistan" ki kashkol ki jaga "Pakistani Hokomrano" ki kaskol liktai to acha hota.
Aesai post padh kar mujai kitna ghussa ata hai ye mai janta hon aur Allah Ta,aala janta hai. likn ham kia kar saktai hai in logon ko to ham nai khod apnai oper musallat kiye hai.
Bas ham Allah sai dua kartai rahai gai k Allah in logon ko hidayat ata farmaye aur agar in ki qismat mai hidayat nahi hai to Allah in ko jald az jald dozakh ka khashak bana dai. ham mai to aur kuch karnai ki himmat nahi hai bas Allah sai dua kartai rahai gai aur insha Allah ek din aye ga k Allah Ta,aala hamari dua zaror qabool kardai ga, Q k Allah k han der hai magar andher nahi.
Bookmarks