Originally Posted by Aliza Youn to shikayat khud say roz kia kertay hain, Shaam hotay hi khud ko rok lia kertay hain Jaisay mujrim hay bina jurm karay koi, Aisa woh hum say sulook rawan rakhtay hain, Ho na jayai kahin un ka dedar hamain, Is liyay chehray ko chupa rakhtay hain, Na koi dost na sathi jub apnay paas ho, Aisay main aankh say aansu rawan rakhtay hain, Yeh dil tou hay nadaan laikin, Hum bhi mohabbat per pukhta yaqeen rakhtay hain... Na koi dost na sathi jub apnay paas ho, Aisay main aankh say aansu rawan rakhtay hain,
Originally Posted by Ubaid Na koi dost na sathi jub apnay paas ho, Aisay main aankh say aansu rawan rakhtay hain, Main Kaisay Shikwa Karon WOH Nadan Hai Bohat...!! Udaas Kar K Mujhy Khud Bhi Pareshan Rahta hy
Ubaid (12-17-2017)
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Forum Rules
Bookmarks