google.com, pub-2879905008558087, DIRECT, f08c47fec0942fa0
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Results 1 to 6 of 6

    Thread: Hum to khush the

    Threaded View

    1. #1
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,366 Times in 1,051 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      17

      Hum to khush the




      Hum toh khush the ki chalo dil ka junoon kuchh kam hai,
      ab jo aaraam bahut hai toh sukoon kuchh kam hai.

      Rang-e girya ne dikhayi nahin agli si bahaar,
      ab ke lagta hai ki aamezish-e khoon kuchh kam hai.

      Ab tera hijr musalsal hai toh ye bhed khula,
      ghum-e dil se ghum-e duniya ka fusoon kuchh kam hai.

      Uss ne dukh saare zamaane ka mujhe bakhs diya,
      phir bhi laalach ka taqaaza hai kahun kuchh kam hai.

      Raah-e duniya se nahin dil ki guzargaah se aa,
      faasla garche zyada hai pe yun kuchh kam hai.

      Tune dekha hi nahin mujh ko bhale waqton mein,
      ye kharaabi ki main jis haal mein hun kuchh kam hai.

      Aag hi aag mere qarya-e tann mein hai ‘faraz
      phir bhi lagta hai abhi soz-e daroon kuchh kam hai.






    2. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      Moona (11-24-2017)

    + Reply to Thread
    + Post New Thread

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •