Quote Originally Posted by calming melody View Post
pakistan jese mulk main toh limited browsers. Limited apps aur no proxy sevices allow honi chahiye. Jin par anti terrorist agencies ka mukammal control aur checjk hona chahiye. India ne bhi toh 250 rs ka android phone introduce karwaya hai. Iske peeche posheeda maqaasid kia hain. Ye koi bhi ache se sanajh sakta hai. Punjab hukumat k peeche pare hain media wale. Jabke dar haqeeqat uljhi guthyaaan suljhaate suljhaate ye hukumat apna mayaar giraati ja rahi hai. Magar yahan. Paisa haaye paisa. Orange train. Yellow cab. Etc ka rona khatam nahi hota. Ab aik hukumat ye jiddat introduce karwa rahi hai toh ye kisi ko hazam nahi. Jabke haal pakistan ka hi sanwarta hai. Aj koun motor way ki afaadiyat se inkar kar sakta hai? Magar choonke hamare haan mojooda hukumat k khilaf allah waaste ka baier shroo ho jata hai. Toh yakeenan wo waqt door nahi jab is hukumat k bhi hath pair kaat diye jayainge. Aik phone is . Ya limited apps and browsers ka toh tasswur bhi apply nahi kar sakte hum.
سانحہ پٹھانکوٹ کے بعد اسپر بڑی تیزی سے عمل جاری ہے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
رہی بات گورنمنٹ کی تو وہ اپنے کام ہماری سوچ سے بہتر سر انجام دے رہی ہے ابھی تک مفاہمت کی سیاست جاری ہے ۔ :d ۔