walaikum salam ji..kia programme bataayain aap ko in chutioyoun ka ..garmi apne urooj par hai..ramdan sharif going on.. toh sochiye kia plan ho sakte hain. sehri karna. so jaana. uthna kaam waam karna. ibadat karna so jana..phir uthna namaz ke baad iftaar taiyaar karna.phir namaz then phir so jana
ye hi plan hain aaj kal..just enjyed little rain.
Bookmarks