google.com, pub-2879905008558087, DIRECT, f08c47fec0942fa0
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 3 of 6 FirstFirst 123456 LastLast
    Results 21 to 30 of 58

    Thread: Coffee With Zehra Dawood...!!!

    Hybrid View

    1. #1
      New Member Zehra Dawood's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Posts
      62
      Threads
      0
      Thanks
      62
      Thanked 91 Times in 45 Posts
      Mentioned
      14 Post(s)
      Tagged
      3 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With Zehra Dawood...!!!

      @CaLmInG MeLoDy
      aapk sawalat k jawabat

      سب سے پہلےالسلام علیکم کےبعد ہمیں بتایئے کہ اردو تہزیب پر آنا کیسے ہوا۔

      Walaikumassalam.
      Iska jawabakhir k liye rakh chorte hein.

      · اردو تہزیب کو کیسا پایا۔ جانتی آپ ابھی کسی کو بھی نہیں ۔ پھربھی سب کیسے لگے
      Masail jaanpehchan k baad janam laitay hain.ajnabiyat mein afiyat hua karti hey so abhitalak to afiyat ka hi samna hai

      · عمر اور فیملی کے بارے میں کچھ بتایئے
      Direct hamla
      Umer hi puchdali
      Green cardban chuka hey mera tassalli rakhiye
      Jis kahanika mein kirdar hoon,usk mutabiq mein aik joint family system mein rehtihoon.aik hansta basta,khush hal mushtariqa khandani nizam.
      Jhagray,hasad,jalan,raqabatjaisi buraiyun se mubarra.
      Jis maindadu thy
      Bi ja(grandmother) hein
      Baba(tayya)aur Maa (tai) hein
      With therethree children.two sons.one daughter.
      Abbi aurAmman Hein(my parents.)
      And we aretwo sublings.mujh se baray bhai hein jinhe main aghiyan kehti hoon.
      Then chachuaur biya hein(chacha and his wife)
      Jink 4bachay hein.chachu ki sahab zadi umer main mujh se 6 mah choti hein lekin meridadi maa hein.
      Duniya kionch nech,zamane k sard o garam say agah karna,logon se mail milap duniya aurusk logon ko baratna sab ka dars mujhe inhi muhtarma say milta hey.
      Waqt ezaroorat apni salamti ki khatir hifz e ma taqqadum k tehat apni kisi karguzarik muzir asrat se bachne ki khatir ghar k baron k agay mujhe kar detin hein kzehra ko to koi kuch kahe ga hi nahi.

      · کیا کرتی ہیں آپ۔ تعلیم، پیشہ ۔ گھر داری ۔ یا کچھ اور
      Im a civilengineer
      Got degreein civil engeerning and then got a degree Of MBA Also.
      Right nowrunning my own bussnies.
      Ghar dari tolazim hey bhi.
      Weekend parhi sahi....maa aur biya ki dant sunnay k bawajood

      · رنگوں کے انتخاب کا آپ کو کہا جائے تو اپنے لیئے کونسا رنگمنتخب کرینگی
      Dhanak ksare hi rang khoobsourat hote hein phir main kiyun apne liye kisi aik komakhsoos karon.

      · کاسمیٹکس کے سامان میں کونسی چیز اپنے پاس موجود ہونا ضروریخیال کرتی ہیں
      Kajal

      ·لمبے گھنے کالے بالوں کی مالک ہیں ۔یا پھر ٹرنینڈی شخصیت ہو کےبال ترشواتی رہتی ہیں۔
      Trendy thinow long hairs.
      Very long
      Jaan atkihey kisi ki na pucho

      · ویسے خواتین کے حوالے سے انتیہائی نسوانی شخصیت پسند کرتی ہیں ۔یا ٹرینڈی
      Trendy bhihoon tab bhi unka niswani waqar majroh na ho.
      Duniya kiandha dhundh taqleed mein apna asal bhool janay walon ko mein pasand nahikarti.
      Allah ne mard o aurat ko mukhtalif takhleeq kiye hey so they have to be defferent.
      a girl should be girl not a tom boy.

      · بول چال میں کیسی ہیں۔ کسی کی سوچ کے حوالے سےنہیں بلکہ اپنیسوچ اپنے بارے میں بتایئے۔
      Jaisa deswesa bhes
      Mein aikkhamosh taba insaan hoon.par lajwab karna bakhobi ata hey.

      · لوگوں میں کس سوچ کے لوگ پسند ہیں آپ کو۔
      Mamlay aur baat kosamjhne walay
      Ghalati par naarrnay walay
      Narm khu,narm guftarlog.

      · نیٹ پر موجود لوگوں پر جلدی اعتبار کر لیتی ہیں ۔ یہ کبھیاعتبار کرتی ہی نہیں ہیں۔
      Main internet kowaqt e zaroorat hi use karti hoon,bilawaja nahi.so logon par eitbar karne nakarne ki nobat nahi ati.wesay zati tor par net world ho ya real world eitbarkarne mein jald bazi nahi karti.

      · کھلکھلا کے ہنستی ہیں یا صرف مسکراہٹ پر کام چلاتی ہیں۔
      Baat par munhasirhey.
      Khilkhila k hansnaywali ho tou wesay mukuranay wali ho to wesay hansti hoon.
      Parkhilkhila k sirf family k darmiyan hi hansti hoon.

      · کھانا کیسا پکاتی ہیں
      Maa aur amma kjaisa.

      ·گھر داری میں کیسی ہیں
      Saliqa mand.

      · خواتین کو کوئی مشورہ دینا چاہیں تو وہ کیا ہوگا
      Khawateen komashwara de kar mujhe dushmani mol nahi leni.
      fi zamana kisi ko bhi mashwara hargiz nahidena chahiye.sab apne aap mein aflaton hein.

      ·نمکیں غذا کی شوقین ہیں یا میٹھی۔ دونوں کی ہیں تو من پسند ڈشکا نام بتایئے
      Dono.but meetha kamhi khati hoon.
      Namkeen main biryaniaur daleem.
      Meethaymain kheer aur gulab jaman.

      · کوئی آپ کے سامنے گر پڑے ۔ تو ہنسی نکل جاتی ہے یا اسکی مددکرتی ہیں۔
      Pehli baat koi meresamne giray hi kiyun…
      Aap girne ka iradarakhti hein kiya,bata dain,eidhi walon ko bhijwa deti hoon
      Girton ko iss jahanmain kaun thamta hey
      Madad koi khaatonhoon tou kar sakti hoon kisi mard ki madad kar k sawab e dareen nahi hasilkarna mujhe.
      dawood k raqibe rosiya pehlay hi bohat hein :D

      · ڈرئیونگ آتی ہے۔ اگر ہاں تو عام طور پر اس سے آپ نے کیا استفادہحاصل کیا
      Ati hey bilkul atihey
      Istefada roz uthatihoon,office ana jana.
      Office se meetingsmein jana.
      Waqt parne par bijaa maa,amma aur biya ki driver banna.
      Istefada hi istefahuthati hoon janaba.

      · رسٹ واچ کا استعمال کرتی ہیں یا موبائیل فون سے کام چلاتی ہیںوقت دیکھنے کیلییئے
      Rist watch.

      · اخبارات، رسائیل ، ٹیلیوذن، انٹرنیٹ ان میں سے کونسے ذرایع آپکیلیئے معلوماتی ہیں
      Itna waqt to hotanahi par I like to watch news channles and read newspapers.

      · بلکل تنہا بیٹھی ہوں تو محبوب مشغلہ کیا ہوتا ہے
      Bilkul tanha meinkabhi nahi baith sakti.
      Aur kabhi do min kliye hoon bhi tou marriyam sahiba k dastan e ishq sunna ya natasha,umer,muasibuzair k colleg aur doston k qissay sunna.

      · رشتہ داروں کا ہجوم پسند کرتی ہیں یا دوستوں کا۔ وجہ بھی بتایئےپسندیدگی کی
      Dono mein se kisi kanahi.office ki demaghi khicha tani k baad mujhe sukoon aur tanhai darkar hotihey.

      ·ذندگی میں کبھی کسی تلخ حقیقت کا سامنہ کرنا پڑا؟
      Haan bilkul.

      · کبھی کسی نے آپ کی ذندگی کہ تلخ بنایا
      Banaya.par Allah nebachaya.

      · ذندگی نے آپ کو کیا دیا
      Zindagi kiya desakti hey,denay wali zaat Allah ki.so unhon ne sab kuch diya.oqat aur hassiyatsay barh kar.

      ·اللہ کی نعمتوں میں سے من پسند نعمت کیا ہے
      Unk habib ki umatihoon.

      · سجی سجائی ریم پر تھرکتی پاکستانی ماڈلز کے بارے میں آپ کی رائے
      Lahol wala quwahillah billah.

      · پردے کی اہمیت پر ایک نوٹ

      mein koi alima nahi hoon jo koi bayan doon,sirf itna janti hoon k parday ka hukum Allah ne diya hey aur Allah k har hukum main afiyat hi afiyat hey.thats it.

      · اپنوں میں سب سے پیارا کون ہے آپ کو
      Hmmmmm
      Bi Ja aur Aghiyan.

      · رشتوں اور تعلقات پر اعتبار کرتی ہیں یا صرف محتاط روی اختیارکرتی ہیں
      Rishton par.mehramristhon par,khooni rishton par.

      · دوست، محبت، خلوص میں سے اگر کوئی ایک آپ کو منتخب کرنا ہو توکسکو منتخب کرینگی
      In mein se kisi aikko muntakhib hi kiyun karon.
      Khulus k saath dostikar k muhabaat se kiyun na bandhon kisi rishtay ko.

      · جوشیلی ہیں یا سرد مزاج
      Depand kartahey.samne wala banda kaun hey.

    2. The Following 8 Users Say Thank You to Zehra Dawood For This Useful Post:

      Admin (02-24-2016),Arosa Hya (02-29-2016),CaLmInG MeLoDy (02-24-2016), dayoshahid (02-26-2016),Dilkash (02-25-2016),intelligent086 (02-24-2016),Mamin Mirza (02-24-2016),Miss You (02-24-2016)

    3. #2
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Miss You's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Rahim Yar Khan
      Posts
      2,914
      Threads
      379
      Thanks
      242
      Thanked 420 Times in 329 Posts
      Mentioned
      259 Post(s)
      Tagged
      6841 Thread(s)
      Rep Power
      188

      Re: Coffee With Zehra Dawood...!!!

      @Zehra Dawood
      Bht he interesting answers hain aapk
      Ab to mjhy intezar rhy ga k aap baki members k questions kb ese he mazaydar answers kub post krti hain
      CM k sawalat k jawabat se aapko jaan ker behad acha lga
      May Allah bless you a lot
      Ameen

    4. The Following 2 Users Say Thank You to Miss You For This Useful Post:

      intelligent086 (02-24-2016), Zehra Dawood (02-24-2016)

    5. #3
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,203
      Threads
      2235
      Thanks
      931
      Thanked 1,366 Times in 867 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7965 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With Zehra Dawood...!!!

      lo ji.saans nahi lene dena hai ap ko..ab bakri pahaar ke neeche aa hi gai hai toh..kion na behti ravi main hath dho loon .. .. aadat daal lijiye..ye mahaawre mujh se sahi istimaal nahi hote..na hi ye yad rehta hai ke mahawre hain.qoul hain.ya sunehri batain.bas jo bhi hain..kaam ki hoti hain..mera ye masla @Mamin Mirza ji ache se samajhti hain..

      1-ap ne kaha apne business karti hain..kia business karti hain.aur business ke ouqaat?

      2-family MashaAllah bari achi hai ap ki. Allah pak khushhaal banaye rakhe aap ko.

      3-cycle-taanga-ya motor bike..in main se kisi aik ko chalane ka moqa mila toh kis ko chalana pasand karaingi ?

      4-gham paalti hian ya jooain..go ke dono cheezain insan ka khoon choos leti hain..

      5-pehnaawa kis qisam ka pasand hai?

      6-walda ya walid sahab..kin se ziada unsiyat hai?

      7-insan ka zameer murda ho jaye toh usko kia kehna chahiye..aur insan aqal ka andha ho jaye toh usko kia kehna chahiye.

      8-door andaish hain ya khair andaish?

      9-aasman ki taraf daikh kar mosam ka andaza laga leti hain ?

      10-agar word Z ki baat ki jaye toh in main se kis se darti ziada hain

      A. ZUBAN
      B. ZALZALA
      C. ZAKHAM
      D. ZAMEER KI AWAZ
      E. ZULM

      ABHI YE HI ..BAAQI KA SATH SATH JAWAB DIJIEY ..BILTARTEEB.

    6. The Following 2 Users Say Thank You to CaLmInG MeLoDy For This Useful Post:

      intelligent086 (02-24-2016),Miss You (02-24-2016)

    7. #4
      New Member Zehra Dawood's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Posts
      62
      Threads
      0
      Thanks
      62
      Thanked 91 Times in 45 Posts
      Mentioned
      14 Post(s)
      Tagged
      3 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With Zehra Dawood...!!!

      Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
      lo ji.saans nahi lene dena hai ap ko..ab bakri pahaar ke neeche aa hi gai hai toh..kion na behti ravi main hath dho loon .. .. aadat daal lijiye..ye mahaawre mujh se sahi istimaal nahi hote..na hi ye yad rehta hai ke mahawre hain.qoul hain.ya sunehri batain.bas jo bhi hain..kaam ki hoti hain..mera ye masla @Mamin Mirza ji ache se samajhti hain..

      1-ap ne kaha apne business karti hain..kia business karti hain.aur business ke ouqaat?

      2-family MashaAllah bari achi hai ap ki. Allah pak khushhaal banaye rakhe aap ko.

      3-cycle-taanga-ya motor bike..in main se kisi aik ko chalane ka moqa mila toh kis ko chalana pasand karaingi ?

      4-gham paalti hian ya jooain..go ke dono cheezain insan ka khoon choos leti hain..

      5-pehnaawa kis qisam ka pasand hai?

      6-walda ya walid sahab..kin se ziada unsiyat hai?

      7-insan ka zameer murda ho jaye toh usko kia kehna chahiye..aur insan aqal ka andha ho jaye toh usko kia kehna chahiye.

      8-door andaish hain ya khair andaish?

      9-aasman ki taraf daikh kar mosam ka andaza laga leti hain ?

      10-agar word Z ki baat ki jaye toh in main se kis se darti ziada hain

      A. ZUBAN
      B. ZALZALA
      C. ZAKHAM
      D. ZAMEER KI AWAZ
      E. ZULM

      ABHI YE HI ..BAAQI KA SATH SATH JAWAB DIJIEY ..BILTARTEEB.
      soch lain kahin ye na ho k abhi to bakri aai hey kal ko koi bhains ajaye pull k nechay
      aap k ye sawalat udhar ink jawabat kal de sakon gi right now meetings and then ghar.

    8. The Following User Says Thank You to Zehra Dawood For This Useful Post:

      Miss You (02-24-2016)

    9. #5
      New Member Zehra Dawood's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Posts
      62
      Threads
      0
      Thanks
      62
      Thanked 91 Times in 45 Posts
      Mentioned
      14 Post(s)
      Tagged
      3 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With Zehra Dawood...!!!

      Quote Originally Posted by نمرہ راشد View Post
      @Zehra Dawood
      Bht he interesting answers hain aapk
      Ab to mjhy intezar rhy ga k aap baki members k questions kb ese he mazaydar answers kub post krti hain
      CM k sawalat k jawabat se aapko jaan ker behad acha lga
      May Allah bless you a lot
      Ameen
      ahaan,
      jawabat to de diye hein meine ab mazedar diye ya nahi ye nahi maloom
      shukriya pasand karne ka.
      may Allah bless you also.

    10. The Following User Says Thank You to Zehra Dawood For This Useful Post:

      Miss You (02-24-2016)

    11. #6
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Miss You's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Rahim Yar Khan
      Posts
      2,914
      Threads
      379
      Thanks
      242
      Thanked 420 Times in 329 Posts
      Mentioned
      259 Post(s)
      Tagged
      6841 Thread(s)
      Rep Power
      188

      Re: Coffee With Zehra Dawood...!!!

      Quote Originally Posted by Zehra Dawood View Post
      ahaan,
      jawabat to de diye hein meine ab mazedar diye ya nahi ye nahi maloom
      shukriya pasand karne ka.
      may Allah bless you also.
      Mjhy to bht achy n interesting lgy

    12. #7
      New Member Zehra Dawood's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Posts
      62
      Threads
      0
      Thanks
      62
      Thanked 91 Times in 45 Posts
      Mentioned
      14 Post(s)
      Tagged
      3 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With Zehra Dawood...!!!

      ♫ Ap Ka Real Name?
      Zehra Dawood
      Mrs. Zehra DawoodHamdani
      ♫ How Many Siblings Do U Have?
      Bata chuki hoon.

      ♫ Your Qualification?
      ♫ Ap Ki Education/Job?
      Ye dono aik hi baatnahi
      Wesay iska bhi jawabde chuki hoon.
      Ap Leisure time Kasay Guzarna Pasand KertiHain?
      ♫ What Kind Of Food Do You Like?
      iska jawab bhi de chuki hoon.

      ♫ Ap Ka Fav Color?
      Sare rang ache lagtehein.
      ♫ Ap Ki Fav Place, Person , THing ?
      Aisa laga noun kitareef bayan karne ko kaha hey aapne.
      ♫ Asi Jaga Jahan Hamasha Jana Acha Lagta Hai?
      Duaon mein.
      Wesay ghar……….goshae aafiyat.
      ♫ Married Or Unmarried?
      Aapka shaadi daftarhey kiya....???
      Uper likha Mrs.Zehra Dawood Hamdani thats mean im married.nikah ho chuka hey aaj se 10 saalpehlay when i was in college.
      Dawood mere abbi kanahi husband ka naam hey.
      ♫ Aap Kesay Student Thy/Hain if u still study ?
      Jaan bojh kar nalaiq
      Then becamebirriliant.
      Got distingtions.
      ♫ Say something about Net life ?
      Net life is a netfull of cockroaches.
      Yahan wahanurtay phirte hein.kabhi ik dal kabhi doji sakh.
      You knowwhat i means.

      ♫ Aap ka favourite sportsman kon sa hai ?
      Miandad
      Javaid miandad

      ♫ Kabhi kisi ko idealize kia ? if yes to who's theone?
      Butt parasti shirkhey aur mein musalman waqay hoi hoon 100%.

      ♫ Something u love to do is....?
      Ahhhhhh
      Logon ko aankhaindikhana
      Barasti barish kokhirkhi se hatheli par laina
      Chand ko takna
      Khamoshi ki marmarna
      Aankhon say zuban kakaam laina
      In main se kuch bhinahi.
      Haan albatta,
      Peeron(trees) parcharhna
      Aam ki ghutliyun serah chalton ka nishana laina
      Patang urana
      Cycle dorana
      These all and sortof these things i love to do but now have no time and interest as well.
      Bachpan kahin khogaya,hum baray hogaye.
      ♫ What do u think about Love, how will u define it ?
      Well,
      Izzat dena,kisi kifiker karna,kisi ka bhala chahna,kisi k liye dua karna,kisi ki khushi meinkhush hona....sab muhabbat hey.
      Baqol Ahmed NadeemQasmi jab aapko kisi ki parr jaye to usay muhabbat kehtay hain and i agree withhim.
      Muhabbat ko definenahi kiya jasakta.mehsoos ki aur karwaye jane wala jazba hey ye.

      ♫ Do u believe in love at first sight if yes thenwhy? if nO then why?
      No
      Not at all.
      I mean come on whocan be fall in love just in first sight.
      Chehray kikhoobsourati se jo ho usay muhabbat nahi,mutasir husun ka mutasir zadah honakehain ge.
      ♫ hOw do u celebrate ur b'day?
      Ahhhh,
      Na puchen
      Raat 12 bajay merekamray par dhawa bola jata hey
      With cake andgifts.with lots of candles on cake.
      Cake marriyam bakekarti hey hamesha.
      Aur sab se mehngagift baba detay hein.
      Then subh se raat 12bajay tak kuch na kuch hangama chalta rehta hey.
      Hey bhi 25thdecember so chutti ka din sab ko mil jata hai tang karne k liye.
      ♫ kOi aysi baat jis ki wajah se bohat jaldi gusa ahjata ho aap ko?
      Mujhe ghussa nahiata
      Ata bhi hey to iignore that point jisne mujhe ghussa dilaya hota hey.
      ♫ which countries would u lyk to visit?
      Hajj aur umera kliye to ofcourse KSA
      But if you areasking me about sair o tafreeh to usk liye mera apna mulk bohat khoobsourathey.
      Usk baad may besochon kabhi mulk na sahi sheher hi sahi....khushboon ka sheher,Paris.
      ♫ Are you a mOody persOn?
      No,im not.
      ♫ whO is ur favourite Singer?
      Khan sahab Nusratfateh ali khan
      Sajjad ali
      ♫ What kind Of Movies do u like?
      I don't like movies.
      ♫ What comes first in your mind when u turn on urPc?
      Obviously,bussniessrelated work and files.
      ♫ Ap Ka Star Kia Hai?
      Capricorn.
      ♫ Your Aim Of Life?
      Be a good muslim.
      ♫ You Are Most Happiest When.....?
      When im athome.spend time with my family.

      ♫ Barish Ka Bheega Bheega Mousam Kasa Lagta Hai?
      Acha lagta hey agarkisi ghareeb ka nuqsan na ho.
      ♫ WhOM U R Scared Of ?
      Allah
      ♫ YouR 5 Close Friends ?
      Bi Jaa
      Baba
      Aghiyan
      Abbi
      Marriyam
      ♫ Kisi Say Pahli Mulakat Mein Kon Se Bat Ka JaizaLayti Hain?
      Jootay

      ♫ What Is That Which Makes You To Come On InternetAgain And Again?
      My bussniess work
      But im not net kibimar.
      ♫ Kia Ap Kismat Pe Yaqeen Rakhti Hain Ya SamjhtiHain k Insaan Apni Kismat Khud Badal Sakhta Hai?
      Qismat se muradnaseeb to haan.
      haan badal sakta hey.musalal amal aur daon se.
      ♫ Agar Ap Ko Bola Jaye k Ap Ki Mulakat UT k 6Members Say Kerwai Jaye Gi Tu Kis Kis Say Milna Pasand Keray Gayi?
      Mein yahan kisi koitna janti nahi so agar janti hoti to woh 6 naam zaroor batati.
      ♫ Ghar Walay Kis Name Say Bulatay Hain?
      Zehra hi kehtay heinsiwaye teen logon k.
      Aghiyan,Dawood aur marriyamk
      They used to call mewith the nick of mine "ZEE".
      ♫ Ap Ki Birth Place?/Date Of Birth Kia Hai?
      Karachi.25thDecember
      ♫ Lesson U Learnt From Life Or By Anyone?
      Talkhiyun se ghabrakar har maan jana himaqat hey.
      Apni jang khudlarrni parrti hey.
      ♫ Kia Kabhi Life Mein Apnay he faisley per mayooosihoie ?
      Nahi.
      ♫ Kia Kisi Aik Insan Jis Se Ap Ko Sab Say Zaida PyarHo Us K Bagair Kia Ap Ki Zindagi Ka Maqsad Khatam Ho Sakhta Hai ?
      Nahi.
      ♫ Ap Ki Kon Se Adat Say Ghar Walay Ya Dost Bay'ZarRahatay Hain? (sach sach btana)
      Apni zaat selaparwai.
      ♫ Es Forum K Baray Mein Kis Nay Bataya Or Kitna ArsaHo Gia Yahan Per?
      Ye to filhal raazhey.
      ♫ URDU TEHZEB Pe Ap Ka Fav Section Kon Sa Hai?
      Shairi hi heyfilhal.
      ♫ Khoobsurati Ko Define Keraye gi?
      jo dil ko bha jayewahi khoobsourat hey.
      ♫ Koi Ap Say Ruth Jaye Tu Kasay Manati Hain?
      Aaj tak kisi ko nahimanaya.
      ♫ Apni Pasand Ka Joke and Shair,sunaen ?
      Joke nahi ata.
      Shair.......emmmmmmmmmmm
      Barbaad kiye detihein har qalb o jigar ko
      Kis darja heinduniya main fasadi teri aankhain.
      ♫ If You Had One Day To Live How Would U Live It?
      Chat se ulti latakkar.
      ♫ What Is Ur Best Achievement In Ur Life?
      My family andofcourse Dawood ka saath.
      ♫ Who Is Your Biggest Inspiration And Your"Role Model"?
      Woh to sabmusalmanon k liye Nabi Salal La Hu Alehay Wa Alehi Wassallam ki zaat e aqdashey so mere liye bhi hein aur meri maain..tamam umhatul momineen.
      ♫ What's Ur Philosophy About FRIENDSHIP & LOVE??
      Jiyo aur jeenay do.
      ♫ Agar Ap Say Koi Asa Person Jisay Ap Sirf 3 Din SayJanti Hon "I LOve U" Kahaye Tu Ap Ka Kia Jawab Ho Ga?
      Samne hua to uskbaad tooti hadiyun k saath jinnah ya civil kisi aik k bed ki zinat banay ga.
      Black belt hone kakoi faida to ho.
      ♫ Ap Nay Apni Life Mein Kia Khoya Kia Paya?
      Khoya to khair kiya
      Paya had se siwa hey
      ♫ Zindagi Ka Koi Asa Lamha K Dil Chahye Loat Aye?
      Not one...there istwo days
      One when i got mydegrees
      And second nikah kadin.
      ♫ Kasay Log Ap Ko Achay Lagatay Hain?
      Saday aur purkhulus.
      ♫ Mirror Dakhtay Huay Kia Khyal Ata Hai?
      Kuch nahi.Allah ka shuker ada karti hoon jinhon ne mujhe mukamal paida kiya.
      ♫ Apni Life Ki 3 Wishes Batein?
      Aap aladeen kcharagh ka jin hein kiya.
      ♫ Travelling Kerna Pasand Hai?
      Yes.
      ♫ Define ,Life AND Death (In Ur Point Of View)
      Zindagi aur maut.
      ♫ Jazbaat Ka Izhar Kasay Kerti Hain?
      Jaisay moqa ho wesayhi.
      ♫ Ap Apni Family Mein Kis Say Zaida Close Hain?
      Bata diya hey.
      ♫ Future Plans Kia Hain?
      Kiyun,aapko merepalns churane hein
      ♫ Ap Humeri Ajj Ki Special Guest Hain.Kasa Feel HoRaha Hai?
      Ab talak to acha hihoraha hey.
      ♫ UT Kasa Lagta Hai?Kia Sochti Hain Esay Behter SayBehter Bananay K Liye?
      Can't advised anything.
      ♫ KOi Aisa member jis ke interview ka ApkO intezarhO ?
      Pehlay jaan to jaonyahan k logon ko.
      ♫ How Would You Rate "~KAYRA~ " As AnInterviewer & Presenters ?
      Haaaaaaaaaaaa
      Isiliye kehtay heinnaqal k liye aqal ki zaroorat hoti hey
      Kahan se copy pastekiye sawalat
      Aur kiye thy to kamaz kam dhiyan hi day laitay.
      My interview isconducted by calming melody not any Kayra.
      ♫ Forum Members K Liye Koi Peghaam Jo Ap DaynaChahte Hain
      Khushrahain.

    13. The Following 4 Users Say Thank You to Zehra Dawood For This Useful Post:

      Admin (02-24-2016),Arosa Hya (02-29-2016),intelligent086 (02-25-2016),Miss You (02-24-2016)

    14. #8
      ....You don't need to follow trends to be stylish..... Admin Admin's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Dubai , Al Mamzar
      Posts
      8,008
      Threads
      254
      Thanks
      372
      Thanked 294 Times in 242 Posts
      Mentioned
      681 Post(s)
      Tagged
      6427 Thread(s)

      MashaAllah V Nice Answer

      Bata Chuki hn
      Acha laga apk barey mai jan kr God Bless U

    15. The Following 2 Users Say Thank You to Admin For This Useful Post:

      Miss You (02-24-2016), Zehra Dawood (02-24-2016)

    16. #9
      New Member Zehra Dawood's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Posts
      62
      Threads
      0
      Thanks
      62
      Thanked 91 Times in 45 Posts
      Mentioned
      14 Post(s)
      Tagged
      3 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With Zehra Dawood...!!!

      1: Fav book?
      Muhabbatkhush guman hai
      2: Favcountry and city?
      Pakistan andkarachi
      3: Lalteenki roshnee main taray ginay kabhi?
      Lalteen kiroshni mein to nahi but kisi ki yaad mein zaroor ginne.
      4: Fav poet?
      Notanyone....there is a list.amjad islam amjad.Ahmed faraz.mohsin naqvi.sahirludhyanvi..faiz Ahmed faiz.and lot more.
      5:Gobi......alu k saath achi lagti hai k gosht main?
      Dono k saathagar pakai tariqe se gai ho.70 masale dal kar zaiqa na barbad kiya gaya ho.
      6: Sau sunarki aik lohar ki.....agree or dis agree?
      100% agree
      7: Logon kowazahatain deti hain ya jisay jo sochna hai sochay,samjhay....who cares walaymaqolay par yaqeen rakhti hain?
      Whocare.mera masla nahi hey koi mere baray mein kiya sochta ya mujhe kiya samjhtahey...so jo sochna hey sochain..jaisa samjhna hey samjhain.
      8: Kiyaziyada asaan hai rotay ko hasana ya hanstay jo rulana?
      Dono hi.rotek gudgudi kar dain hans pare ga.hanste ko thapar raseed kar dain.roye ga nahito bhi aag bagola zaroor hojaye ga.agay aapki qismat
      9: Jhootpakar laiti hain logon ka ya nahi?
      Pakar laitihoon par kehti ya jatati nahi.logon ko sharminda karne ki addat nahi.
      10: Importedperfume ya mitti ki khushboo?
      Ofcourse,mittiki khushboo.

    17. The Following 5 Users Say Thank You to Zehra Dawood For This Useful Post:

      Arosa Hya (02-29-2016), dayoshahid (02-26-2016),Dilkash (02-25-2016),intelligent086 (02-25-2016),Miss You (02-24-2016)

    18. #10
      New Member Zehra Dawood's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Posts
      62
      Threads
      0
      Thanks
      62
      Thanked 91 Times in 45 Posts
      Mentioned
      14 Post(s)
      Tagged
      3 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With Zehra Dawood...!!!

      Cordial welcome
      Best wishes for this interview
      thank you

      Mera tra k swal hazirhain

      kis channel ki news sunti hainzyada?

      Jis ki baba aur abbi sun rahehoon.ziyada tar
      bussniess news.

      kia apko lgta hai k subject shakhsiyat pe asar andaz hoty hain?
      haan bilkul hote hein.

      konsy subject/programme k log pasand hain?

      Every feild of life.

      zindagi ka har pehlu hi dil chasp hey.

      Bachpan ki fav cartoon story?

      Donald duck

      Tom and jerry

      Bugs bunny.

      sardiyoun mai fog mai bethnapasand ya lahaf mai?

      Karachi main sardi kahan.

      But i like sit in fog.

      Kbi Hostel life ka experiencehoa?

      Kabhi nahi.

      Koi plan kr k apko her chez maiirritate mehz dimaghi khalal k bayis to apka radd e amal?

      Ignorance.forthat sort of people silence is the best answer ever.

      Baqi ainda ........

      Chalain phir baqi aainda mera bhi

    19. The Following 3 Users Say Thank You to Zehra Dawood For This Useful Post:

      Arosa Hya (02-29-2016), dayoshahid (02-26-2016),Miss You (02-24-2016)

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 3 of 6 FirstFirst 123456 LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Kisi ki shakhsiyat ka andaza laga

    sunti mazid Nat

    kaleem aajiz jis jagha bethna

    ramadan 2016 ka june konsa tarek mein hai india time

    woled ki top ten film kamhi krne wali

    aalo ka fariyal kese banaye

    www.tujhay del say kesay.com.ind

    Savi Naved hai ki kya samajti

    SEO Blog

    User Tag List

    $low Poision, *AWAN*, - Lily -, Aanchal, abbasiali, Abu Affan, Adiva, Admin, afaq ali, Ahmak E Azam, ahmed3476, Ainee, Ajnabee, Akhzar, Akhzar Ali, Ali, Ali.hasan, aliahmed, Aliyasir, Ali_, Amazing Creator, amit pal, Ammy_769, Amsa, Anamika, Anmol, Anu, Aqibimtiaz786, Areeba.A, armaghan, Arosa Hya, Arsal, Arsalan, Aseer e Wafa, Atif Mehmood, Atif Saad, ayesha, Ayesha khan, azharsabri, backlinks service, Baniaz Khan, BDunc, Be Humble, Beautiful, Black Pearl, Black_Pearl, blairsteve44, Blooming Daisy, CaLmInG MeLoDy, Ch Asjid, Crazy Prince, Crystalline, crystal_thinking, curi0us, cute doll, daflibale, Daniel-7, dayoshahid, DEATH_GAMER, Decent Prince, Deepless_Eyes, deewan, Dilkash, DILPAK14, Dr Danish, Dr Maqsood Hasni, Dr Rana Rizwan, Dua, Eastern Girl, Elena, emilio, engr1111, Eye Candy, fairy, Faisals619, Fak, fareena, faryal Mushtaq, fatimies, FOOl, Forum Guru, fourem, Ghulam Farid (GF), Hadi, Haider Ali, hir, huma1985, iamridaali15, ibne adam, Iffat atiqa, illusionist, Imran, imran emi, Imran520, Imran797, intelligent086, IQBAL HASSAN, ishfaq, jamil mirza, Jasmeen Pari, Khaak~e~Tayeba, Khak e Makkah, Khirman, KhUsHi, Lion, loneliness4ever, Lost Passenger, lovely, Loving Bird, MAHA514, maherhameed, Mamin Mirza, marva, Masoom Bacha, maya, Meri.khamoshi, MHA, Miss You, Moona, Mr Dayo, Mr. Bean, Mrs.Qaisar, mr_innocent, MSK, Mubina Sohrab, Muhammad Abubakar, muzafar ali, Nasir Ashfaq, Naughty Girl, Nimrakhan2090, Ovais, PakLover, PaRdEsI RaJa, Pari, Pari Sheikh, pashoo, patriot19472001, Pinky, pious angel, posnurx, Precious, Qainat, qaisarabdulaziz, R.M.Dixit, rafique, Ram Mohan, Rana Haris, Rana Taimoor Ali, Rana.rehman71, Rapunzel, Ria, ROHAAN, Rohail, Roomi, Rujnab Khan, ruqayaphd, saba, Saboo, Sadaf Khan, Sadiaa, saeed sindhi, saim, Salman, saman, Sameer, SAVI ABBAS, sehar, shahzadakhter, shaikharshad, Shama, shan, shanuh_786@yahoo.com, Shazia, ShaZil, Shazli, sheeba123, Shiqi Jokalian, SILENT.WALKER, Silent_Love, simsam, singer_zuhaib, Siraj jan, Skip, Special.Girl, stone, Stranger, Stylish Boy, Syed Anwer Mahmood, S_Chiragh, T.S, Taimoor Awan, TalatMehmood, Tanveer Saghar, Tariq Aziz, Th3 H3ro, tifani, tricky temi, Umair Shiekh, umeed, UmerAmer, Us244, Usama, Uzair Ali, Veedoo, villageboy3, vrfranks, wajdaan e ishq, Well__ Wisher, White Pearl, Xhahzada, Xtylish sami, Yasir Naveed, Youthful, YuMs, zafar, zahidiqbal, Zameer Hassan, Zia, Zimal, ~KAYRA~

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •