SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Results 1 to 6 of 6

    Thread: Dunya ka aakhri anjam

    1. #1
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Dunya ka aakhri anjam

      Jis tarah pehle ye dunya na thi aur baad mei paida hogaee isi tarah aik dinaisa bhi aega jab ye dunya na rahe gi aur qayamat aa jaeygi.Qayamat is tarah aae gi ke khuda ke hukm se hazrat Israfeel aik soor laikar zameen par aaenge. Soor ke oupar ke sire mei do goshe honge. Aik gosheka rukh aasmaan ki taraf hoga aur doosre ka rukh zameen ki taraf hoga.Pehle zameen ki taraf wale goshe mei soor phunkenge. Jis se sab zameenwale mar jaenge. Phir aasmaan ki taraf wale goshe mei soor phunkenge jisse sab aasmaan wale mar jaenge aur siwaey hazrat Israfeel ke koi zinda narahe ga.Phir hazrat Israfeel bhi hukm e khuda se mar jaenge aur khuda-e-aziz ke ilawa aur koi baaqi na rahe ga. Is ke baad jab khuda ki marzi hogi to pehle aasmaan walon ko aur phir zameen walon ko zinda kiya jaega aur phir sab ka hisaab kitab hoga aur apne apne aamal ke mutabiq log jannat ya jahannum mei jaenge.
      Qayamat ki Nishanian:
      Qayamat aane se pehle kuch baatein zahir hongi jin se pata chal jae ga ke qayamat aane wali hai.
      1. Yajooj Majooj: Ye bari tabahi machate the aur khun-rezi karte the.Sikandar Zulqarnain ne aik deewar bana di thi jis ki waja se yajooj majooj ki musibaton se dunya nijaat pa gaee thi. Jab qayamat qareebhogi to ye deewar gir jaegi aur Yajooj Majooj nikal aaenge aur bar itabahi phelaenge
      2. Qayamat aate waqt suraj maghrib se nikle ga.
      3. Qayamat aane se pehle saari dunya mei dhuwan phel jaega.


      Similar Threads:
      Last edited by Arosa Hya; 10-23-2015 at 02:24 PM.





    2. #2
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 UmerAmer's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      4,677
      Threads
      407
      Thanks
      124
      Thanked 346 Times in 299 Posts
      Mentioned
      253 Post(s)
      Tagged
      5399 Thread(s)
      Rep Power
      158

      Re: Dunya ka aakhri anjam

      Nice Sharing


    3. #3
      UT Poet www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Dr Maqsood Hasni's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Posts
      2,263
      Threads
      786
      Thanks
      95
      Thanked 283 Times in 228 Posts
      Mentioned
      73 Post(s)
      Tagged
      6322 Thread(s)
      Rep Power
      82

      Re: Dunya ka aakhri anjam

      bohat achi sharing hai


    4. #4
      Administrator Admin intelligent086's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      لاہور،پاکستان
      Posts
      38,412
      Threads
      12102
      Thanks
      8,639
      Thanked 6,948 Times in 6,474 Posts
      Mentioned
      4324 Post(s)
      Tagged
      3289 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Dunya ka aakhri anjam







      کہتے ہیں فرشتے کہ دل آویز ہے مومن
      حوروں کو شکایت ہے کم آمیز ہے مومن

    5. #5
      Star Member www.urdutehzeb.com/public_html hir's Avatar
      Join Date
      Jul 2015
      Posts
      969
      Threads
      26
      Thanks
      0
      Thanked 11 Times in 9 Posts
      Mentioned
      7 Post(s)
      Tagged
      1117 Thread(s)
      Rep Power
      24

      Re: Dunya ka aakhri anjam

      Very nice sharing


    6. #6
      ...."I don't need your attitude. I've my own"..... www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Arosa Hya's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Peace
      Posts
      5,286
      Threads
      972
      Thanks
      973
      Thanked 827 Times in 507 Posts
      Mentioned
      518 Post(s)
      Tagged
      6978 Thread(s)
      Rep Power
      242

      Re: Dunya ka aakhri anjam

      sahi


    + Reply to Thread
    + Post New Thread

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    qayamat ki nishaniyan dhuwan

    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •