Walaikumsalaam
Nice Sharing .....
Thanks
Izzat afzai ka Shukariya
Mujhe ye batain k 2no surkh posh hazraat yani Admins ne kaun sa badala liya hai?
Main ne chaplusi ki hadd kar dee is ka sila kya mila
Meri 1000 posts ko wazeefa bana diya,
Har Dua k baad Aameen kehte hain isi tarah meri har thanks aor likes ke baad "Pasand karne ka behad Shukariya" ka jawab milta raha
ab is wazeefa ke jawab e wazeefa ka jawab kaun de ga ek admin abhi baqi hai us ne kuch nahi likha justice ke liye un ko zaror inter-fare karna ho ga
werna GIT banani pare gee.
hamen insaf ka intezar rahe ga.
Dr Sahib Thread Khoobsoorat hai magar is main jo likha hai wo hamare mizaj ko acha nahi laga
Bookmarks