Wa alaikum assalam
Pari said well
ap khud ko stand krain koi aisi masrofiyat le lain or kisi ki baton ko importance na dain
ALLAH Ta'ala apko behtreen jaza ata farmaye
Lekin is se phly ap is ehsas ko k htam krain k ap be bas kamzor or la char hain
ap ek intehayi mazbot asab ki malik hain jo aala zarfi se itna kuch seh Gayen or b-ahsan nibany ki koshish ki..
ALLAH T'ala apki magad farmaye ameen
ek aur baat agar ap ne itna sabar Kia to ab mukammal sabar krain or Allah se dua krti rahain ap apny in-laws k bary mai kuch mat kahain nd just ignore if they tease I hope u can do this when u have faced a lot.



Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out


Reply With Quote
Bookmarks