1st at all marking ki baat ki jaya tu miss gp jeeti hain or sach khaon rana taimoor say acha kam kiya hai un nay sorry rana bro but its a fact or rahi voting ki baat main isi liya voting kay haq main nahi tha isi waja say main rank b chora kay its a cheap thing voting a always wo jeeta hai jo us site pay ziyda jan pechan wala ho yah jo time data hon baki kam jis ka b acha ho wo pichay rah jata hai main special mubarak bad data hon miss gp ko kay meri nazar main wo jeeti hain baki voting ki waja say rana bhai jetay hain meri post say kisi ki dil azari howi ho tu mazrat chahta hon but sach kahtay rahna chahiya