google.com, pub-2879905008558087, DIRECT, f08c47fec0942fa0
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 1 of 2 12 LastLast
    Results 1 to 10 of 14

    Thread: kuch sawal.........................

    1. #1
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 mr_innocent's Avatar
      Join Date
      Apr 2015
      Location
      USA
      Posts
      194
      Threads
      47
      Thanks
      0
      Thanked 0 Times in 0 Posts
      Mentioned
      7 Post(s)
      Tagged
      1111 Thread(s)
      Rep Power
      22

      kuch sawal.........................

      A.O.A
      is thread ko share karny ka maqsad bas apny points ko clear karna hai..mari app dosoton say request hai k is ko positive layna aur agar app ko in k jawab pata hain tu kindly mary sath zaror share karna ......Allah app per karm kary.amen



      Similar Threads:
      Last edited by mr_innocent; 04-25-2015 at 09:56 AM.

    2. #2
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 mr_innocent's Avatar
      Join Date
      Apr 2015
      Location
      USA
      Posts
      194
      Threads
      47
      Thanks
      0
      Thanked 0 Times in 0 Posts
      Mentioned
      7 Post(s)
      Tagged
      1111 Thread(s)
      Rep Power
      22

      Re: kuch sawal.........................

      aur app say request hai k app ko ager is ka pata nahe tu try karain..search karain about these questions.

      Last edited by mr_innocent; 04-25-2015 at 09:58 AM.

    3. #3
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 mr_innocent's Avatar
      Join Date
      Apr 2015
      Location
      USA
      Posts
      194
      Threads
      47
      Thanks
      0
      Thanked 0 Times in 0 Posts
      Mentioned
      7 Post(s)
      Tagged
      1111 Thread(s)
      Rep Power
      22

      Re: kuch sawal.........................

      khush rahain.amen

      Last edited by mr_innocent; 04-25-2015 at 09:58 AM.

    4. #4
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Miss You's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Rahim Yar Khan
      Posts
      2,914
      Threads
      379
      Thanks
      242
      Thanked 420 Times in 329 Posts
      Mentioned
      259 Post(s)
      Tagged
      6841 Thread(s)
      Rep Power
      188

      Re: kuch sawal.........................

      thoughtful thread


    5. #5
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 mr_innocent's Avatar
      Join Date
      Apr 2015
      Location
      USA
      Posts
      194
      Threads
      47
      Thanks
      0
      Thanked 0 Times in 0 Posts
      Mentioned
      7 Post(s)
      Tagged
      1111 Thread(s)
      Rep Power
      22

      Re: kuch sawal.........................

      hmmmmmmm
      Quote Originally Posted by Nimra Rashid View Post
      thoughtful thread



    6. #6
      Artist www.urdutehzeb.com/public_htmlClick image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 Zimal's Avatar
      Join Date
      Jun 2014
      Location
      Karachi, Pakistan
      Posts
      161
      Threads
      156
      Thanks
      0
      Thanked 8 Times in 4 Posts
      Mentioned
      10 Post(s)
      Tagged
      1213 Thread(s)
      Rep Power
      20

      Re: kuch sawal.........................

      Hmm. is thread ne toh sochne pe majboor kar dua.

      Warq Warq Pe Teri Ibrat, Tera Fasana, Teri Hikayat..
      Kitab-E Hasti Jahan Se Kholi, Teri Mohabat Ka Bab Nikla..

    7. #7
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 PRINCE SHAAN's Avatar
      Join Date
      Apr 2015
      Posts
      765
      Threads
      100
      Thanks
      0
      Thanked 5 Times in 5 Posts
      Mentioned
      51 Post(s)
      Tagged
      1569 Thread(s)
      Rep Power
      40

      Re: kuch sawal.........................

      Baat maqool sawal bhi maqool iska jawab koi aalim e deen hi behter de saktay hain.



    8. #8
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,203
      Threads
      2235
      Thanks
      931
      Thanked 1,366 Times in 867 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7965 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: kuch sawal.........................

      PRINCE SHAAN
      Zimal
      mr_innocent
      Nimra Rashid
      @Arosa Hya
      Quran pak ka tarjuma ham yahan se parh sakte hain.hamare hi forum ka hisa
      http://www.urdutehzeb.com/showthread...-Of-QuRaN-Pak-!!!

      Ham log ehl-e-ilm nahi hain. naa hi is qaabil hain ke mukammal jawab bayan farmayain.aap ne jo waqiya bayan kia. wo mere ilm ke mutaabiq Eesa A.S. ke zamaane ka hai..tab tak Quran pak ka nuzul nahi hua tha. aur bohot si haaram cheezain us waqt haram nahi theen..ho sakta hai sangsaari ke baare main bhi tab koi khula bayan mojood nahi ho.par ham quran pak ke tarajim se apne deen mukamal hone ke baad bayan kar sakte hain is moaamle ko..magar ham ehle ilm nai. haan ham Quran pak ki aayat ko yahan copy paste zaroor kar sakte hain.jo is hawale se nazar se guzri..baqiya bhi mojood hongi..magar filwaqt ye ap ke sath share karoongi.

      4- SOORAH-E-AL NISA-Aayaat-176


      Aayaat
      15
      Musalmano! Tumhari Aurtoun Main Joh Badkaari Ka Irtikaab(Means She Will Be Bad Character) Kar Baihte Un Par Apne Lougon Main Se Chaar Shakhsoun (Persons) Ki Shahadat Lo. Agar Wo Un Ki Badkaari Ki Gawahi Dain Toh Un Aurton Ko Gharoun Main Band Rakho Yahan Tak Ke Mout Un Ka Kaam Tamaam Kar De Ya Khuda Un Ke Liye Koi Aur Sabeel Paida Kare.

      16
      Aur Joh Do Mard Tum Main Se Badkaari Karen Toh Un Ko Eeza(Takleef) Do .Phir Agar Wo Touba Kar Lain Aur Naiko Kaar Ho Jaye Toh Un Ka Peecha Chor Do.Beshak Khuda Touba Qabool Karne Wala Aur Meherbaan Hai.

      17
      Khuda Un Hi Lougon Ki Touba Qabool Farmata Hai Joh Nadaani(Galti Se)Se Buri Harkat Kar Baihte Hain.Phir Jald Touba Qabool Kar Lete Hain.Pas Aise Lougon Par Khuda Meherbani Karta Hai.Aur Wo Sab Kuch Janta Aur Hikmat Wala Hai.

      19
      Momino! Tum Ko Jaaiz Nahi Ke Zabardasti Aurton Ke Waris Ban Jao.Aur Daikhna Is Naiyat Se Ke Joh Kuch Tum Ne Un Ko Dia Hai Us Main Se Kuch Le Lo, Unhain Gharaon(Home) Main Mat Rouk Rakhna, Haan Agar Wo Khule Tour Par Badkari Ki Murtakib Houn Toh Rokna Na Munasib Nahi, Aur Un Ke Sath Achi Tarha Se Raho Saho, Agar Wo Tum Ko Na Pasand Houn Toh Ajab Nahi Ke Tum Kisi Cheez Ko Na Pasand Karo , Aur Khuda Us Main Bohot Si Bhaalie Paida Kar De.

      22
      Aur Jin Aurton Se Tumhare Baap Ne Nikaah Kia Ho Un Se Nikaah Na Karna Magar, Jahalat Main Joh Ho Chuka So Ho Chuka, Yeh Nihayat Be Hayaee Aur Khuda Ki Na Khushi Ki Baat Thi.Aur Bohot Bura Dastoor Tha.


      25
      Aur Joh Shakhs Tum Main Se Momin Azaad Aurton Yaani Bibiyon Se Nikaah Karne Ka Maqdoor Na Rakhe, Toh Momin Loundiyon Hi Se, Joh Tumhare Qabze Main Aa Gai Houn Nikah Kar Le, Aur Khuda Tumhare Eemaan Ko Achi Tarha Jaanta Hai, Tum Apas Main Aik Doosre Ke Ham Jins Ho, Toh Un Loundiyaon Ke Sath Un Ke Malikoun Se Ijazat Hasil Kar Ke Nikaah Kar Lo Aur Dastoor Ke Mutabik Un Ka Meher Bhi Ada Kar Do , Bashart-Ye Ke Afeefa( ) Houn, Na Aisi Ke Khullam Khulla Badkari Karain, Aur Na, Darparda Dosti Karna Chahain Phir Agar Nikah Main Aa Kar Badkaari Ka Irtikaab Kar Baithen Toh, Joh Saza Azaad Aurton Yaani Bibiyon Ke Liye Hai Us Ki Aadhi Un Ko Di Jaye, Yeh Loundi Ke Sath Nikaah Karne Ki Ijazat Us Shakhs Ko Hai Jisse Gunnah Kar Baihtne Ka Andaisha Ho Aur Agar Sabar Karo Toh Yeh Tumhare Liye Bohot Acha Hai Aur Khuda Bakhashne Wala Meherbaan Hai.

      26
      Khuda Chahta Hai Ke Apni Aayatain Tum Se Khol Khol Kar Bayan Farmaye Aur Tum Ko Agle Lougon Ke Tareeqe Bataye Aur Tum Par Meherbani Kare Aur Khuda Jaan-Ne Wala Aur Hikmat Wala Hai.

      34
      Mard Aurton Par Mussalat-O-Hakim Hain Is Liye Ke Khuda Ne Baaz Ko Baaz Se Afzal Banaya Hai Aur Is Liye Bhi Ke Mard Apna Maal Kharch Karte Hain, Toh Joh Naik Bibiyaan Hain Woh Mardon Ke Hukum Par Chalti Hain Aur Un Ke Peeth Peeche Khud Ki Hifazat Main Maal-O-Aabroo Ki Khabardari Karti Hain Aur Jin Aaurton Ki Nisbat Tumhain Maloom Ho Ke Sar Kashi Aur Badkhoi( ) Karne Lagi Hain Toh Pehle Un Ko Zabaani Samjhaao, Agar Na Samjhain Toh Phir Un Ke Sath Sona Tak Kar Do Agar Is Par Bhi Baaz Na Aayen Toh Zad-O-Kob Karo Aur Agar Farmanbardar Ho Jayen Toh Phir Un Ko Eeza(Takleef) Dene Ka Koi Bahana Mat Dhoondho Be Shak Khuda Sab Se Aala Aur Jaleel-Ul-Qadar Hai.

      56
      Jin Lougon Ne Hamari Aayaton Se Kufur Kia Un Ko Ham Anqareeb Aag Main Daakhil Karen Ge Jab Un Ki Khaalain(Skin) Gal Aur Jal Jayen Gi Toh Ham Aur Khaalain (Skin) Badal Dainge Taa-Ake Hamesha Azaab Ka Mazah Chakhte Rahain! Be Shak Khuda Gaalib Hikmat Wala Hai.

      140
      Aur Khuda Ne Tum Mominon Par Apni Kitaab Main Yeh Huykum Nazil Farmaya He Ke Jab Tum Kaheen Suno Ke Khuda Ki Aayaton Se Inkar Ho Raha Hai, Aur Un Ki Hansi Urayee Jati Hai, Toh Jab Tak Wo Loug Aur Batain Na Karne Lagain, Un Ke Paas Mat Baitho. Warna Tum Bhi Unhi Jaise Ho Jao Ge. Kuch Shak Nahi Ke Khuda Munafiqon Aur Kaafiron Sab Ko Dozakh Main Ikhatta (Combine) Karne Wala Hai.

      171
      Ae Ehl-E-Kitaab Apne Deen Ki Baat Main Had Se Na Barho Aur Khuda Ke Baare Main Haq Ke Siwa Kuch Na Kaho. Maseeh Yaani Maryam Ke Bete (Son) Eesa, Na Khuda The, Na Khuda Ke Bete, Balke Khuda Ke Rasool Aur Us Ka Kalma-E-Bisharat The, Joh Us Ne Maryam Ki Taraf Bhaija Tha, Aur Us Ki Taraf Se Aik Rooh The, Toh Khuda Aur Us Ke Rasooloun Par Eeman Lao. Aur Yeh Na Kaho, Ke Khuda Teen Hain. Is Aitqaad (Yaqeen) Se Baaz Aao Ke Yeh Tumhare Haq Main Behtar Hai .Khuda Hi Maabood-E-Wahid Hai Aur Is Se Paak Hai Ke Is Ke Aulad Ho. Joh Kuch Aasmaanon Main Aur Joh Kuch Zamen Main Hai Sab Usi Ka Hai.Aur Khdua Hi Kaarsaaz Kafi Hai.





      23-soorah-e-al-mominun-aayat-118


      Aayaat No
      5
      Aur Joh Apni Sharamgaahoun Ki Hifazat Karte Hain.

      6
      Magar Apni Biwiyon Se Ya Kaneezoun Se, Joh In Ki Milkiyat Hoti Hain, Ke Un Se Mubbashrat Karne Se Inhain Malamat Nahi.

      7
      Aur Joh In Ke Siwa Auron Ke Taalib Houn Wo Khuda Ki Muqarrar Ki Hui Had Se Nikal Jaane Wale Hain.

      ----------------------









    9. #9
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 mr_innocent's Avatar
      Join Date
      Apr 2015
      Location
      USA
      Posts
      194
      Threads
      47
      Thanks
      0
      Thanked 0 Times in 0 Posts
      Mentioned
      7 Post(s)
      Tagged
      1111 Thread(s)
      Rep Power
      22

      Re: kuch sawal.........................

      Dear CM......
      palay tu thanks for such a nice reply.....main nay app ka reply abi pora nahe para q k main is ko details say parna chahta hun...per main yahan aik bat clear karon ga k incident tu hazrat Mosa R.A k time ka he hai per yahan yah incident batny ka maqsad kuch aur tha...yah nahe tha k yah halal hai k nahe.....
      yahan is ko batny ka maqsad yah tha k us time logon may itna sayoor nahe tha phir b Hazrat Mosa R.A nay kasi ko sunsar nahe keya.....aur App SAW ka time tu hai he bht acha phir is time may koie q kar sukta hai?????????????
      anyway mari koie bat galt mat layna plz...mara maqsad bas answers layna hai...Allah app ko jaza day.amen
      Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
      PRINCE SHAAN
      Zimal
      mr_innocyaent
      Nimra Rashid
      @Arosa Hya
      Quran pak ka tarjuma ham yahan se parh sakte hain.hamare hi forum ka hisa
      http://www.urdutehzeb.com/showthread...-Of-QuRaN-Pak-!!!

      Ham log ehl-e-ilm nahi hain. naa hi is qaabil hain ke mukammal jawab bayan farmayain.aap ne jo waqiya bayan kia. wo mere ilm ke mutaabiq Eesa A.S. ke zamaane ka hai..tab tak Quran pak ka nuzul nahi hua tha. aur bohot si haaram cheezain us waqt haram nahi theen..ho sakta hai sangsaari ke baare main bhi tab koi khula bayan mojood nahi ho.par ham quran pak ke tarajim se apne deen mukamal hone ke baad bayan kar sakte hain is moaamle ko..magar ham ehle ilm nai. haan ham Quran pak ki aayat ko yahan copy paste zaroor kar sakte hain.jo is hawale se nazar se guzri..baqiya bhi mojood hongi..magar filwaqt ye ap ke sath share karoongi.

      4- SOORAH-E-AL NISA-Aayaat-176


      Aayaat
      15
      Musalmano! Tumhari Aurtoun Main Joh Badkaari Ka Irtikaab(Means She Will Be Bad Character) Kar Baihte Un Par Apne Lougon Main Se Chaar Shakhsoun (Persons) Ki Shahadat Lo. Agar Wo Un Ki Badkaari Ki Gawahi Dain Toh Un Aurton Ko Gharoun Main Band Rakho Yahan Tak Ke Mout Un Ka Kaam Tamaam Kar De Ya Khuda Un Ke Liye Koi Aur Sabeel Paida Kare.

      16
      Aur Joh Do Mard Tum Main Se Badkaari Karen Toh Un Ko Eeza(Takleef) Do .Phir Agar Wo Touba Kar Lain Aur Naiko Kaar Ho Jaye Toh Un Ka Peecha Chor Do.Beshak Khuda Touba Qabool Karne Wala Aur Meherbaan Hai.

      17
      Khuda Un Hi Lougon Ki Touba Qabool Farmata Hai Joh Nadaani(Galti Se)Se Buri Harkat Kar Baihte Hain.Phir Jald Touba Qabool Kar Lete Hain.Pas Aise Lougon Par Khuda Meherbani Karta Hai.Aur Wo Sab Kuch Janta Aur Hikmat Wala Hai.

      19
      Momino! Tum Ko Jaaiz Nahi Ke Zabardasti Aurton Ke Waris Ban Jao.Aur Daikhna Is Naiyat Se Ke Joh Kuch Tum Ne Un Ko Dia Hai Us Main Se Kuch Le Lo, Unhain Gharaon(Home) Main Mat Rouk Rakhna, Haan Agar Wo Khule Tour Par Badkari Ki Murtakib Houn Toh Rokna Na Munasib Nahi, Aur Un Ke Sath Achi Tarha Se Raho Saho, Agar Wo Tum Ko Na Pasand Houn Toh Ajab Nahi Ke Tum Kisi Cheez Ko Na Pasand Karo , Aur Khuda Us Main Bohot Si Bhaalie Paida Kar De.

      22
      Aur Jin Aurton Se Tumhare Baap Ne Nikaah Kia Ho Un Se Nikaah Na Karna Magar, Jahalat Main Joh Ho Chuka So Ho Chuka, Yeh Nihayat Be Hayaee Aur Khuda Ki Na Khushi Ki Baat Thi.Aur Bohot Bura Dastoor Tha.


      25
      Aur Joh Shakhs Tum Main Se Momin Azaad Aurton Yaani Bibiyon Se Nikaah Karne Ka Maqdoor Na Rakhe, Toh Momin Loundiyon Hi Se, Joh Tumhare Qabze Main Aa Gai Houn Nikah Kar Le, Aur Khuda Tumhare Eemaan Ko Achi Tarha Jaanta Hai, Tum Apas Main Aik Doosre Ke Ham Jins Ho, Toh Un Loundiyaon Ke Sath Un Ke Malikoun Se Ijazat Hasil Kar Ke Nikaah Kar Lo Aur Dastoor Ke Mutabik Un Ka Meher Bhi Ada Kar Do , Bashart-Ye Ke Afeefa( ) Houn, Na Aisi Ke Khullam Khulla Badkari Karain, Aur Na, Darparda Dosti Karna Chahain Phir Agar Nikah Main Aa Kar Badkaari Ka Irtikaab Kar Baithen Toh, Joh Saza Azaad Aurton Yaani Bibiyon Ke Liye Hai Us Ki Aadhi Un Ko Di Jaye, Yeh Loundi Ke Sath Nikaah Karne Ki Ijazat Us Shakhs Ko Hai Jisse Gunnah Kar Baihtne Ka Andaisha Ho Aur Agar Sabar Karo Toh Yeh Tumhare Liye Bohot Acha Hai Aur Khuda Bakhashne Wala Meherbaan Hai.

      26
      Khuda Chahta Hai Ke Apni Aayatain Tum Se Khol Khol Kar Bayan Farmaye Aur Tum Ko Agle Lougon Ke Tareeqe Bataye Aur Tum Par Meherbani Kare Aur Khuda Jaan-Ne Wala Aur Hikmat Wala Hai.

      34
      Mard Aurton Par Mussalat-O-Hakim Hain Is Liye Ke Khuda Ne Baaz Ko Baaz Se Afzal Banaya Hai Aur Is Liye Bhi Ke Mard Apna Maal Kharch Karte Hain, Toh Joh Naik Bibiyaan Hain Woh Mardon Ke Hukum Par Chalti Hain Aur Un Ke Peeth Peeche Khud Ki Hifazat Main Maal-O-Aabroo Ki Khabardari Karti Hain Aur Jin Aaurton Ki Nisbat Tumhain Maloom Ho Ke Sar Kashi Aur Badkhoi( ) Karne Lagi Hain Toh Pehle Un Ko Zabaani Samjhaao, Agar Na Samjhain Toh Phir Un Ke Sath Sona Tak Kar Do Agar Is Par Bhi Baaz Na Aayen Toh Zad-O-Kob Karo Aur Agar Farmanbardar Ho Jayen Toh Phir Un Ko Eeza(Takleef) Dene Ka Koi Bahana Mat Dhoondho Be Shak Khuda Sab Se Aala Aur Jaleel-Ul-Qadar Hai.

      56
      Jin Lougon Ne Hamari Aayaton Se Kufur Kia Un Ko Ham Anqareeb Aag Main Daakhil Karen Ge Jab Un Ki Khaalain(Skin) Gal Aur Jal Jayen Gi Toh Ham Aur Khaalain (Skin) Badal Dainge Taa-Ake Hamesha Azaab Ka Mazah Chakhte Rahain! Be Shak Khuda Gaalib Hikmat Wala Hai.

      140
      Aur Khuda Ne Tum Mominon Par Apni Kitaab Main Yeh Huykum Nazil Farmaya He Ke Jab Tum Kaheen Suno Ke Khuda Ki Aayaton Se Inkar Ho Raha Hai, Aur Un Ki Hansi Urayee Jati Hai, Toh Jab Tak Wo Loug Aur Batain Na Karne Lagain, Un Ke Paas Mat Baitho. Warna Tum Bhi Unhi Jaise Ho Jao Ge. Kuch Shak Nahi Ke Khuda Munafiqon Aur Kaafiron Sab Ko Dozakh Main Ikhatta (Combine) Karne Wala Hai.

      171
      Ae Ehl-E-Kitaab Apne Deen Ki Baat Main Had Se Na Barho Aur Khuda Ke Baare Main Haq Ke Siwa Kuch Na Kaho. Maseeh Yaani Maryam Ke Bete (Son) Eesa, Na Khuda The, Na Khuda Ke Bete, Balke Khuda Ke Rasool Aur Us Ka Kalma-E-Bisharat The, Joh Us Ne Maryam Ki Taraf Bhaija Tha, Aur Us Ki Taraf Se Aik Rooh The, Toh Khuda Aur Us Ke Rasooloun Par Eeman Lao. Aur Yeh Na Kaho, Ke Khuda Teen Hain. Is Aitqaad (Yaqeen) Se Baaz Aao Ke Yeh Tumhare Haq Main Behtar Hai .Khuda Hi Maabood-E-Wahid Hai Aur Is Se Paak Hai Ke Is Ke Aulad Ho. Joh Kuch Aasmaanon Main Aur Joh Kuch Zamen Main Hai Sab Usi Ka Hai.Aur Khdua Hi Kaarsaaz Kafi Hai.





      23-soorah-e-al-mominun-aayat-118


      Aayaat No
      5
      Aur Joh Apni Sharamgaahoun Ki Hifazat Karte Hain.

      6
      Magar Apni Biwiyon Se Ya Kaneezoun Se, Joh In Ki Milkiyat Hoti Hain, Ke Un Se Mubbashrat Karne Se Inhain Malamat Nahi.

      7
      Aur Joh In Ke Siwa Auron Ke Taalib Houn Wo Khuda Ki Muqarrar Ki Hui Had Se Nikal Jaane Wale Hain.

      ----------------------





    10. #10
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 mr_innocent's Avatar
      Join Date
      Apr 2015
      Location
      USA
      Posts
      194
      Threads
      47
      Thanks
      0
      Thanked 0 Times in 0 Posts
      Mentioned
      7 Post(s)
      Tagged
      1111 Thread(s)
      Rep Power
      22

      Re: kuch sawal.........................

      ab app nay jo pali ayat di hai..us ko he read kar lo...yahan sunsar ka order hai?


      is therad may mara question yah hai k sunsar ka order kahan aya hai?quran may ya Hadesh may??????that's all


    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 1 of 2 12 LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •