SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Results 1 to 7 of 7

    Thread: بہنوں کی شادی کا مسئلہ

    1. #1
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 Shazli's Avatar
      Join Date
      Sep 2014
      Posts
      106
      Threads
      20
      Thanks
      0
      Thanked 0 Times in 0 Posts
      Mentioned
      2 Post(s)
      Tagged
      2460 Thread(s)
      Rep Power
      19

      بہنوں کی شادی کا مسئلہ


      اسلام و علیکم

      دوستوں سے عرض ہے کہ وہ بہنیں جو شادی کی عمر ہونے کے باوجود گھر اچھے رشتوں کیلئے کے انتظار کیلئے بیٹھی ہیں، وہ مذکورہ آیت کی تلاوت کا اہتمام فرمائیں۔

      سُبْحَانَ الَّذِي خَلَقَ الْأَزْوَاجَ كُلَّهَا مِمَّا تُنبِتُ الْأَرْضُ وَمِنْ أَنفُسِهِمْ وَمِمَّا لَا يَعْلَمُونَ )سورۃ یسن، آیت 36 (

      سب بہنوں سے گذارش ہے کے وہ وظیفہ کرنے سے پہلے ایک بار رابطہ ضرور کرلیں، اور اجازت لے لیں۔ اجازت لینے میں عمل کی تاثیر بڑھ جانا تجربہ سے ثابت ہے۔
      وظیفہ کی ترکیب رابطہ کرنے پر فراہم کردی جائے گی۔
      دوسرا اگر بندش کا معاملہ ہو تو پہلے اسکی کاٹ ہو جائے تاکہ عمل موثر ہو جائے۔

      اللہ پاک ہم سب کی مشکلات اپنے فضل سے آسان فرمادیں۔ آمین


      Similar Threads:
      داغ داغ مت کرو سب داغ دار ہے
      بے داغ تو وہی ہے جو پروردگار ہے


    2. #2
      ...."I don't need your attitude. I've my own"..... www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Arosa Hya's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Peace
      Posts
      5,286
      Threads
      972
      Thanks
      973
      Thanked 827 Times in 507 Posts
      Mentioned
      518 Post(s)
      Tagged
      6978 Thread(s)
      Rep Power
      242

      Re: بہنوں کی شادی کا مسئلہ

      wa alaikum assalam
      ye bandish kia hoti hai......... insan ko apni azad life skon se guzarna chahiye i think ye faisla jb nazail hona hai tn hona e hai !!


    3. #3
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 Shazli's Avatar
      Join Date
      Sep 2014
      Posts
      106
      Threads
      20
      Thanks
      0
      Thanked 0 Times in 0 Posts
      Mentioned
      2 Post(s)
      Tagged
      2460 Thread(s)
      Rep Power
      19

      Re: بہنوں کی شادی کا مسئلہ

      Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
      wa alaikum assalam
      ye bandish kia hoti hai......... insan ko apni azad life skon se guzarna chahiye i think ye faisla jb nazail hona hai tn hona e hai !!


      Bandish. . .acha sawal he. bohat shukria ke aap ne ye sawal poocha. Allah apko jaz dain.

      Allah ka her kam me hikmat he. woh apny bandon se mohabbat kerne ke bawajood aazmata he, mushkilaat se, azmaaish se ta ke sabit qadami ka andaza ho saky.
      aur ye sab Quran pak se sabit he.

      esi tarak Rizq ka wada Allah pak ne kia he. ataat per naimatain nichawar hoti hain aur nafermani per saza w ataab bhi hota he. ye bhi quran pak se sabit he.

      phir asbaab akhteyaar kerny ka hukum bhi he hamian. ye bhi Qurab se sabit howa. wo aur baat he ke asbaab ke ikhteyaari ke bawajood baaz oqaat matloba nataij samney nahi aaty.

      phir ek hama Khula Dushman bhi hamary sath laga howa he. jis ka Naam iblees he. ye bhi quran se sabit he.

      ab ye kesa khula dushman he? jo khoon me ragoon ki tarah dourta he. aap ke khayalaat ko parh leta he. budgumaani paida keene me mahir he. Jadugaroon ka paishwa aur badshah he.

      ek ki nahoosat ka andaza aap es waqe se laga sakty hian ke: " ek baar Hazrat Junaid Baghdadi RA. ko ba-halat e muraqba khuwhish hoi ke shaiytaan se mulaqaat ki. faraghat ke baad masjid ki rah per nikley tu dekhty hian ke kuch fasly per ek buddha khara howa he. jis ko dekh ker unke dil me baychaini taari hone lagi. jitna uski taraf barhtey utni hi roohaniyat me kami mahsoos hany lagti. jab bilkul qareeb pohanche tu Goya khayal howa ke kahian Imaan ki naimat hi dil se juda na ho jay aur koi kalma kufria mun se nikla jay tu esi halat me os buddhey se sawal kia.
      Kon he tu?
      buddhey ne kaha: me wohi hon jis se milne ki tum kuch dair pehly khuawhish ker rahy thay. yani me Iblees hoi.

      baqi waqia es waqt mujhy yaad nahi, per itna ke hazrat ne osi waqt kalma parha tu astaghfaar ki aur masjid ki rah ho liye.

      Insaan jab masaib ka shikaat hota he tu os waqt ye iblees laeen, apa ke right, left, front and back se aap per humla kerta he. ke kisi tarah aap ke iradah me shak daal dy. aap ke muamlaat ko Jadu aur shaitaani harboon se kharaab kary.
      yani ke ager aap ki kisi se dosti he tu dost ya apa ke dil me wasaawis daal ker bud zan ker dey. Rozi ke asbaab yani karoobari zaraaiy me kharaabi ker de. Jadu ke zor se beemari mussalat ker de.

      Quran pak me bhi Allah pak ke irshaad ka mafhoom he ke " Ager tum nafermani karo ge tu tum per shayateen musallat ker doonga". tu ye sab kaam bhi Allah ke iaradh se hi hotey hain. aur oski hikmat kaar ferma hoti hhey.

      esi tarah Shadi ki muamlaat me hamara tajurba raha he ke es me Lerki per shayteen musallat ho jaty hain jinka jatija ye niklata he:
      1- lekri ko koi pasand nahi ata.
      2- Rishtey aany band ho jaty hain
      3- jo Rishtey aaty hian, un per mushkilaat aajati he. jo lerki per musallat shayateen aur jinnat ki paida kerdah hoti hain.
      4- lekri per beemari aajati he.
      5- lerke waloon ko lerki nahi bhaati.

      gharz ek poorti list he un awaamil ki jo shayateen ki shrr se paida hotey hain. aur ye sab taqdeer ke munafi nahi.

      Baqi kisi Hukum ke nuzool ke bary me hamari kia oqaat, hamain tu hukum he asbaab ikhteyaar kerny ka.

      jadu, bandish ko ek beemari samjhian. Jis tarah beemari me insaan tawakkal ke sath Ilaaj per zor deta he. aur Sahat ka hukum nazil hone ka intezaar nahi kerty.

      osi tarah Jadu ke tor aur os se hifazat ke iqdaam bhi kerny chahiye.


      Allah pak hum sab ko apni amaan me rakhain. Ameen

      mazeed sawal o jawab ke liye bandha hazir he. bila pas o paish aap jo dil me he sawal kijye. bandey ko khushi ho gi aap ke jawabaat dene me.

      داغ داغ مت کرو سب داغ دار ہے
      بے داغ تو وہی ہے جو پروردگار ہے


    4. #4
      Family Member www.urdutehzeb.com/public_htmlClick image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 Forum Guru's Avatar
      Join Date
      Sep 2014
      Location
      Pakistan
      Posts
      1,069
      Threads
      232
      Thanks
      0
      Thanked 34 Times in 30 Posts
      Mentioned
      43 Post(s)
      Tagged
      2895 Thread(s)
      Rep Power
      81

      Re: بہنوں کی شادی کا مسئلہ

      Walikum As Salam
      Achi Ayat Share Ki Hai App Ilam Mein Azafa Kia Jo Behnay Ghar Bethi Hain Jin Ki Shadi Nai Hui ...
      Allah In Ko Ajar Day Un Ka Ala Makam Aur Achar Gharnay Mein Mein Rhista Ho Ameen ...

      Oper Behna Say Pocha Hai Bandish Kia Hota Hai ...??
      Shazil Behna Say Achay Say Define Kia Hai ....

      Is Mein Khuch Shor Aflaz Mein Hum Bhi Bathein Gy Bandish Ek .....Rukhwat Hai ....Mtlb Kay Kisi Nay Un Pay Bandish Ki Ho Jis Ki Waja Say Rhista Na Ho Raha Ho........Mtlb Kay App Pay Koi Dum Wazifa Khuch Aisa Kia Ho Kay App KO Bandish Ho Gai Aur App Kay Han Jo Rhista Aye Uss Mein Koi Na Koi Rukhwat Khari Ho Jahay ...Beach Mein Aur Rhista Atay Hi Ghar Say Chala Jahay ...Isi Ko Bandish Kaha Jata Tu Shazil Behna Nay Achi Ayat Di Uss Ka Ward Karein ...Baki Allah App Jub Jori Banta Hai Usi Mein Koi Na Koi Raz Hota Hai ..Jazak ALLAH Khair





    5. #5
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 Shazli's Avatar
      Join Date
      Sep 2014
      Posts
      106
      Threads
      20
      Thanks
      0
      Thanked 0 Times in 0 Posts
      Mentioned
      2 Post(s)
      Tagged
      2460 Thread(s)
      Rep Power
      19

      Re: بہنوں کی شادی کا مسئلہ

      Quote Originally Posted by Forum Guru View Post
      Walikum As Salam
      Achi Ayat Share Ki Hai App Ilam Mein Azafa Kia Jo Behnay Ghar Bethi Hain Jin Ki Shadi Nai Hui ...
      Allah In Ko Ajar Day Un Ka Ala Makam Aur Achar Gharnay Mein Mein Rhista Ho Ameen ...

      Oper Behna Say Pocha Hai Bandish Kia Hota Hai ...??
      Shazil Behna Say Achay Say Define Kia Hai ....

      Is Mein Khuch Shor Aflaz Mein Hum Bhi Bathein Gy Bandish Ek .....Rukhwat Hai ....Mtlb Kay Kisi Nay Un Pay Bandish Ki Ho Jis Ki Waja Say Rhista Na Ho Raha Ho........Mtlb Kay App Pay Koi Dum Wazifa Khuch Aisa Kia Ho Kay App KO Bandish Ho Gai Aur App Kay Han Jo Rhista Aye Uss Mein Koi Na Koi Rukhwat Khari Ho Jahay ...Beach Mein Aur Rhista Atay Hi Ghar Say Chala Jahay ...Isi Ko Bandish Kaha Jata Tu Shazil Behna Nay Achi Ayat Di Uss Ka Ward Karein ...Baki Allah App Jub Jori Banta Hai Usi Mein Koi Na Koi Raz Hota Hai ..Jazak ALLAH Khair

      Shazli Bhai he mery Bhai. And Arosa Bahana hain.

      apki Roman kafi mushkil he. phir bhi read & comments kerne ke bey hud shukria.

      داغ داغ مت کرو سب داغ دار ہے
      بے داغ تو وہی ہے جو پروردگار ہے


    6. #6
      Respectable www.urdutehzeb.com/public_html KhUsHi's Avatar
      Join Date
      Sep 2014
      Posts
      6,467
      Threads
      1838
      Thanks
      273
      Thanked 587 Times in 428 Posts
      Mentioned
      233 Post(s)
      Tagged
      4861 Thread(s)
      Rep Power
      198

      Re: بہنوں کی شادی کا مسئلہ

      Walaikumsalam
      Thanks for great sharing






      اعتماد " ایک چھوٹا سا لفظ ھے ، جسے
      پڑھنے میں سیکنڈ
      سوچنے میں منٹ
      سمجھنے میں دِن
      مگر

      ثابت کرنے میں زندگی لگتی ھے





    7. #7
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 Shazli's Avatar
      Join Date
      Sep 2014
      Posts
      106
      Threads
      20
      Thanks
      0
      Thanked 0 Times in 0 Posts
      Mentioned
      2 Post(s)
      Tagged
      2460 Thread(s)
      Rep Power
      19

      Re: بہنوں کی شادی کا مسئلہ

      Quote Originally Posted by Rania View Post
      Walaikumsalam
      Thanks for great sharing
      bohat shukria thread pasand kerne ka.

      داغ داغ مت کرو سب داغ دار ہے
      بے داغ تو وہی ہے جو پروردگار ہے


    + Reply to Thread
    + Post New Thread

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    rukhwat wazifa

    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •