Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post
salami fiza main di jati hai,direct banday ko nahi
haan bharti samnay hoon tou phir mamla kuch aur hota hai aur woh tou aisa hai k hum hain aik pakkay pakkay pakistani so age tum khud samjh jao
ahaan,,,,,,,,,,,,,, woh jo tum batati nahi ho,woh darna hai tumhara..........????
samajh gai hoon janab..lakin aik bat kehte nahi dar rahi ..wo ye ke.I am proud pakistani.. Alhamdulillah..is pak sar zameen ki shehri hoon.aur bohot Allah pak ka shukar ada karti hoon is baat par..

ab lagta hai mujhe darna nahi c hahiye..toupoun ka rukh aap ne meri taraf se hata liya hai ga...