google.com, pub-2879905008558087, DIRECT, f08c47fec0942fa0
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Results 1 to 2 of 2

    Thread: Face Makeup

    1. #1
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Anmol's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,040
      Threads
      1965
      Thanks
      0
      Thanked 86 Times in 82 Posts
      Mentioned
      298 Post(s)
      Tagged
      4782 Thread(s)
      Rep Power
      77

      Face Makeup

      Face Makeup


      The aim of makeup is not only paint on your face but also it makes your face skin better. Glow your face. But always women cannot makeup properly. Because of this that she does not know method of makeup. Here are some tips of makeup read in bellow in detail.


      Face Makeup Tips in Urdu:


      Make up ka maqsad chehre ko paint karna hi nahi balkeh jild ki qudrati sakht ko behtar banata hai. Shakal-o-surat mein dilkashi paida karna hai. Lekin aksar khawateen ke chehre par make up dilkash lagne ke bajaye bhadda lagta hai. Is ki wajah sirf yeh hai keh inhain make up karne ka tareeqah nahi aata.




      Make up ko nefasat se istamaal karna chahiye aur cosmetics jild ke mutabiq kharedne chahiye. Har jild ke liye alag make up hai. Aur make up ki ro se jild ki mukhtalif qismein hain jo yeh hain.


      Khusk Jild:


      Yeh jild be ronaq hoti hai. Is par make up lagana kafi mushkil hota hai aur baad mein powder aur roj waghairah lagayi jaye to in se chehre par tabani aajati hai.


      Khas tor par who chehre jo zardi mayel aur buhat gore hote hain in ke liye rung dar foundation ka istemaal buhat mufeed hai magar intekhab aur istemaal mein ehtiyat lazmi hai. Yeh mukhtalif surton mein milti hai. Aap ki jild khushk hai to aap liquid foundation ko buhat kam moqdar mein istemaal karein. Lekin agar jild jazib hoto cream foundation ya liquid foundation ko buhat kam moqdar mein istemaal karna chahiye.


      Yaad rahe keh foundation lagane se pehle aap ki jild saaf aur khush honi chahiye. Aur is ke masamat band hon. Aisa sirf is waqt ho sakta hai jab jild ki cleansing karne ke baad tone lotion, skin tonic ya skin freshener lagaya jaye. Jab keh cleasing ke liye be shumar masnuaat dasteyab hain.


      Foundation lagane ka behtareen tareeaqa yeh hai keh chere par foundation laga lein phir fingers se foundation ko tamam chehre par phaila dein jab aap ke hath tori tak puhanche to inhain garden ki taraf le jayain ta’keh kuch foundation neck par bhi lag jaye aur is ki rungat chere se mukhtalif nazar na aaye. Aab agar aap ke pas cream rojah hai to ise foundation ke baad istemaal karein basurat degar powder rojah ya blush on ya blush up powder istemaal karein.


      Cleansing Milk:


      Cotton ke puff ko pani mein bhigoyain. Phir ise thapthapa kar pani nikal dein. Is par munasib moqdar mein cleasing milk ya liquid cleanser dalein. Is puff ko niche se oper aur andar se bahir ki taraf chehre par pharein.


      Agar aap liquid cleanser ke bajaye cream lagana chahain to ise apne hathon se cherah aur neck par laga sakti hain. Cream se apna chehrah aur garden achi tarah dhaanp dein. Ab cotton ke paid se ya tissue paper se cream saaf karein. Aik tissue ya paid maila ho jaye to dusra istemaal karein aur apna chehra is waqt tak saaf karti rahein jab tak paid ya tissue chehre par malne ke bawajud saaf rahe is par koi nishan na pare koi dhabba na aaye.


      Ab apne chehre ko neem garam pani se dhoyein ta’keh cleanser achi tarah saaf ho jaye is tamam amal ke baad aap ki jild narm aur saaf nazar aani chahiye.


      Similar Threads:


    2. #2
      Respectable www.urdutehzeb.com/public_html KhUsHi's Avatar
      Join Date
      Sep 2014
      Posts
      6,467
      Threads
      1838
      Thanks
      273
      Thanked 586 Times in 427 Posts
      Mentioned
      233 Post(s)
      Tagged
      4861 Thread(s)
      Rep Power
      200

      Re: Face Makeup

      Very Nice sharing

      Thanks for great sharing






      اعتماد " ایک چھوٹا سا لفظ ھے ، جسے
      پڑھنے میں سیکنڈ
      سوچنے میں منٹ
      سمجھنے میں دِن
      مگر

      ثابت کرنے میں زندگی لگتی ھے





    + Reply to Thread
    + Post New Thread

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •