filhaal to 2 sunnat-e-mubarka pesh kar rahi



1. Har naik aur jaiz kam Bismillah padhkar shuru karna chahiye
Albatta Haram wa Najaiz kamse kalb Bismillah Sharif hargiz na padhi jaye







2. Chink aane par "Alhamdulillah" kehna Sunnat Hai
Sunnewale par wajib hai ki Fauran "Yarahmakallah" kahe. Aur itni aawaz me kahe ki chinknewala khud sunle. Agar jawab me takhir kardi to gunahgar hoga. Aur sirf jawab denese Gunah Muaaf nahi hoga Tauba bhi karni hogi
(Bahar-E-Shariat)