bohat khoob baita bohat khoob
Allah aap ko jaza de
aaj is qisam ki haqitatoon ko samnay lanay ki bohat zarorat hai. insan bakao maal sa ho gya hai.
mujhy yaqein hai aap issi tara ki mazeed tehrirain paish kartay rahain ge
Allah se bhar kar jaza dainay wala bhala aur koon ho sakta hai.