Assalam o Alaikum.Boht he Umda Tareen,ek baat muje be had achi lagi k " RABB REHMAN ki zaat la mehdood hai to os ki zaat se jurne k liye la mehdood hona parta hai" or mai khud yehe sochta ho k Vo la mehdood nawazta hai to insaan ko bhi la mehdood osi ka nawaza howa insaano ko nawazna chahiye RABB REHMAN ka khalifa hone k nate.
Bookmarks