google.com, pub-2879905008558087, DIRECT, f08c47fec0942fa0
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Results 1 to 3 of 3

    Thread: ********************{ Gunahe Kabira }********************

    1. #1
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 83 Times in 77 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      188

      Eye ********************{ Gunahe Kabira }********************

      ********************{ Gunahe Kabira }********************
      Jin per Waeed-e Aayi Hai, jo Bagair Toba k Muaaf Nahi Hote Aur aik Gunah bhi Jahannam me le Jane k liye kafi Hai.

      1.Hiqarat se kisi pr hnsna.---------2.Ta’an Karna.---------3.Bure Laqab se Pukarna.-------4.Badgumani karna.---------5.Kisi ka Aib talash karna.---------6.Kisi ki Gibat karna.---------7.Bila waje kisi ko bura Bhala khna.---------8.Chogli khana.---------9.Tohmat Lagana.---------10.Dhoke dena.---------11.Aar dilana.---------12.Kisi k Nuqsan per Khush hona.---------13.Takabbur karna.---------14.Faqr Karna.---------15.Zarurat mand k bawajood Khudrat k Madat na karna.---------16.Kisi k maal ka Nuqsan karna.---------17.Kisi ki Aabru per Sadma Pohchana.---------18.Choto per rahem na karna.---------19.Bado ki Izzat na Karna.---------20.Bhuko aur Nango ki Haisiyat k Mua’fiq madat na karna.---------21.Kisi Dunyawi ranj se 3 din se zyada bolna Chhordena.---------22.kisi ki Zameen per Mooursi ka Da’wa karna.---------23.Kisi Jandar ki Tasweer Banana.---------24.Hatte katte ko Bheek mangna.---------25.Dadhi Mundwana ya aik musht se km per Katarwana.---------26.Kafiro aur Fasiqo ka Libas Pahenna.---------27.Mardo ko Aourton ka Libas Pahenna.---------28.Aourton ko Mardon ka Libas Pahenna.---------29.Bdkarikarna.---------30.Chori karna.---------31.Daketi Daalna.---------32.Jhuti Gawahi dena.---------33.Yateem ka maal khana.---------34.Be khata jaan ko qatal karna.---------35.Maa Baap ki Nafarmani karna aur un ko Takleef dena.---------36.Jhuti Qasam khana.---------37.Rishwat Dena.---------38.Rishwat Lena.---------39.Rishwat k mua’mle me Padhna.---------40.Sharab Pina.---------41.Juwa khailna.---------42.Zulm karna.---------43.Kisi ki koi cheez Bagair Ijazat lena.---------44.Sood dena.---------45.Sood Lena.---------46.Sood likhna.---------47.Sood per Gawah Banna.---------48.Jhoot Bolna.---------49.Amanat me Khayant karna.---------50.Wada Khilafi Karna.---------51.Oopher se Pehne huwe Kapdo se Takhno ko Dhakna.---------52.Bagair uzre Sharaie Jamat Chhord dena.---------53.Shar’ie parda na karna.---------54.Shar’ie Tariqa se tarke ko Taqseem na karna bilkusoos Bahno ko miras me se un ka Hissa na Dena.---------55.Riya kari karna yani dikhawe k liye koi kaam karna.---------56.Duniya kamane k liye ilm deen Hasil karna.---------57.Padosi ko Takleef Pohchana.---------58.Qat’a Rahmi karna Yani Qareebi Rishtedaron se kisi Dunyawi ranjish ki wajeh se Ta’aluq todna.---------59.Allah k farayez me se kisi Farz ko Chhordna Masaln Namaz, Roza, Zakat, Haj Farz hone k Bawajood ada na karna.---------60.Paishab k Chinton se Badan aur Kapde ki Hifazat na Karna.---------61.Kisi se kina Rakhna yani Bdla lene ka jazba dil me Rakhna.---------62.Ajab yani apne Aap ko Accha Samajhna.---------63.Bukhal yani Shariyat ne Jaha Kharch krne ka Hukm diya hai Waha Kharch na Karna.---------64.Hirs yani maal jama Karne me Haram aur na Jayez Tariqon se na Bachna.---------65.kisi jaandar ko Aag me Jalana.---------66.Maal ko Gunah per Kharch karna.---------67.Mazdoor se kaam le kr us ki mazduri Na dena ya km dena Ya Dair karna.---------68.Khud kshi karna.---------69.Jadu tona karna ya karana.---------70.Shara’an jo kaam krna zaroori hai ba wajood Khudrat k un ka hukm na karna, Isi tarah jo kaam Haram hai Ba wajood khudrat k us se na rokna.---------71.Allah ki Rahmat se Mayus hona.

      Allah Tala Hame Gunaho se Bachne ki Toufeeq Ata Farmaye, Aye Allah hamare Sagira-o-Kabira Gunah jo Ab tk Jaan Kar Kiye Ya Anjane me Bhool se Hogaye ho To Aye Allah Hamare Guanho Ko tu Apne Fazl-o-karam se Muaf Frmaden..Aameen

      DonT Wanna Say AnythinG!!!
      ​​​​
      Don’t PLAY With Me
      Coz I know
      I Can PLAY Better Than You.

      kayra~

    2. #2
      Administrator Admin intelligent086's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      لاہور،پاکستان
      Posts
      38,411
      Threads
      12102
      Thanks
      8,637
      Thanked 6,946 Times in 6,472 Posts
      Mentioned
      4324 Post(s)
      Tagged
      3289 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: ********************{ Gunahe Kabira }********************

      Quote Originally Posted by ~KAYRA~ View Post

      السلام وعلیکم
      ثمہ آمین یارب العالمین
      ماشا اللہ
      سبحان اللہ
      جزاک اللہ خیر
      Nice Sharing.......

    3. #3
      Family Member www.urdutehzeb.com/public_htmlClick image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 Forum Guru's Avatar
      Join Date
      Sep 2014
      Location
      Pakistan
      Posts
      1,069
      Threads
      232
      Thanks
      0
      Thanked 34 Times in 30 Posts
      Mentioned
      43 Post(s)
      Tagged
      2895 Thread(s)
      Rep Power
      83

      Re: ********************{ Gunahe Kabira }********************

      Jazak ALLAH Khair

    + Reply to Thread
    + Post New Thread

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Gunha ha dadhi pr style bnana

    Dil Todna Kabira Gunah

    Gibat karna quotes

    gunahe kabeera images in urdu quotes

    saghira aur kabeera gunah quotes in english urdu

    Kabira gunah

    maan baap ko bura bhala kehna

    kabira gunah list

    jandar photo khicha na haram hai image

    what is tohmat kabira gunah detail in islam

    sood lena or dena or likhna haram hai

    sadma ka nuqsan

    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •