Mafhoom e Hadees:
SAFAR (k mahinay main) koi nahusat nahi hai
(Bukhari hadees 5707,
Kitab ut Tib,
Baab:juzam ka bayan,
Ravi:Abu Huraira R.A)
Safar k mahinay ko Manhos samjhna or is may shadi j c Taqribat muna'qid na krna zamana e jahiliat ka aqida ha.Islam me ksi waqt ksi mahinay.ksi makhlooq k manhoos honay ka koi taswwar nahi hai.
( Ashraf ul Fatawa,
Kitab ul Eman,
Page#44)
Similar Threads:
Bookmarks