Muhabbat ki replacement nhi hoti (Iqtabas by umera ahmad "eman ,umeed' aur muhabbat")Kaun kahta hai k kisi se ek bar mohabbat ho jane k bad us se nafrat ho sakti hai? jo kahta hai wo duniya ka sab se bara jhoota hai...cycle of replacement mein mohabbat ki replacement nahi hoti...khud ko dhoka dene k bawajood ham jante hain k hamare wajood mein khoon ki gardish ki tarah daurne wala naam kis ka hai...hum us per ek k bad mohabbaton k dher lagae jate hain, kahte jate hain, ab hum is se mohabbat karte hain, ab hum us se mohabbat karte hain....laken jo zyada door hota jata hai wo zyada pass ata jata hai...aur phir wo hamare dil aur dimagh k us kone mein ja puhanchta hai k agar kabhi use wahan se nikalna par jae to phir us k bad hum ek normal zindagi guzarne k qabil nahi rahte....!
usse chorna jis se ziada muhabbat ho (Mann-o-salwa by Umaira Ahmad)Insaan ko agar uss nay chora ho jis say woh sab say ziada mohabbat karta hai tu woh ranj mai uss ko sab say ziada takleef pohnchanay lagta ha jo uss say sab say ziada mohabbat karta hai..Yeh inteqam nahi self mechanism hota hai doobara waisi takleef say bachnay ki koshish..
Woh kachway ki tarah apnay khoal mai band honay ki koshish kar rahi thi.Apnay ird gird deewarain khari karnay ki koshish mai ...
uss nay unn saray ta'alluqat,saaray rishton,saari mohabbaton ko khud apnay haathon say kaatna shuroo kardia tha.Iss khoaf aur adam tahaffuz k ahsaas kay sath k kal koi uss k saath dobara wohi kuch karsakta hai jo Sheeraz nay kia tha..Woh sirf yeh bhool gayi thi k woh saaray uss kay KHOONI RISHTAY thay...
Umera Ahmad k Novel Man-o-Salwa
Aik buhat ajeeb sii baat hay jis sey hum sab sey ziada muhabbat
kartey hain us kay takleef denay par bhi hum kabhi jawaban us ko
takleef nahee detey balkey apnay pyaar karnay walon ko detey hain..
akhir kioun?
woh is liye kay jis sey hamain muhabbt ho us ko hum kisi soorat
khona nahee chah rahay hotey aur aik umeed sii us ki taraf sey
hamesha baaqi rehty hay chahay woh hamari umeedon par
poora utrey ya nahee...
aur jo hum sey buhat ziada muhabbt krtey hain un logon
ko hum for granted laitey hain.
Muhabbat main jub koi dhoka dey aur eitmaad torey toh saari
dunia par sey aitbaar uth jata hay kabhi kabhi waqty tor par
, kabhi kabhi hamesha kay liye..
muhabbt main hara hua insaan us panchi ki tarah hota hay
jis ko is baat sey koi dilchaspi nahee hoty kay us ko azaad
kia jaaye ya qaid main rehnay dia jaaye
woh dono soorton main zindagi sey moun morey rakhta hay.
Khooni rishtey ranjishon, jhagron , narazgion sey nahee toot-tey
balkey kamzor bhi nahee hotey..waqty tor par hamain aisa lagta hay
kabhi kabhi magar aisa hota nahee hay
(man-o-salwa by Umaira Ahmad)
وہا
ں بیٹھے ہوئے زندگی میں پہلی بار میں نے سوچا ۔ ۔ ۔ کیا ضروری تھا کہ میں فوج میں آتا۔ ۔ ۔ اور اس قوم کے لیئے ان پہاڑوں پر اپنے جسم کے حصوں کو باری باری خود سے جدا ہوتے دیکھتا۔ ۔ ۔ جو یہ بھی نہیں جانتی کہ شہید یا غازی کا احترام کیا ہوتا ہے۔
20 سال بعد جب میں بھی ایسے کسی سٹیج پر یہ بتانے جاؤں گا کہ میرے سینے پر ہاتھ کٹوا کر سجایا جانے والا یہ تمغہ میرے لئے کیا معنی رکھتا ہے۔ ۔ ۔ تو شائید میں بھی کریم بخش کی طرح بات کرتے ہوئے لڑکھڑاؤں گا۔ ۔ ۔ اور شائید میرے انٹرویوکے بعد بھی حاضرین اگلے کسی مہمان کی بجائے کسی سنگر کو بلوانے کی فرمائش کریں گے تاکہ اس بوریت کا سد باب ہو سکے جو انھیں پچھلے چند منٹوں کے دوران ہوئی۔ میں کیوں پاکستان کی ان نسلوں کی لیئے اپنا حال قربان کروں جن کے لئے ہر چیز گانے سے شروع ہو کر ناچنے پر ختم ہو جاتی ہے۔ جن کے لئے ہر اہم تہوار چھٹی کا ایک اور دن اور ایک اور میوزیکل ایوننگ سے زیادہ کچھ نہیں ہوتا۔
زندہ قومیں اپنے شہیدوں اور غازیوں کی قربانیوں کو بھلاتی نہیں ہیں مگر ان کے پاس ان قربانیوں کے لئے عزت نہیں ہوتی۔
از عمیرہ احمد
ہلال جراءت
اقتباس عمیرہ احمد کی کتاب '' مات ہونے تک '
مرد ھر بازی دماغ سے کھیلتا ھے کبھی کبھار کوئی ایک بازی ایسی ھوتی ھے جسے وہ دل سے کھیلتا ھے ۔ اورجس بازی کو وہ دل سے کھیلتا ھے اس میں مات کبھی نہیں کھاتا کیونکہ وہ بازی انا کی بازی ھوتی ھے ۔
عورت ھر بازی دل سے کھیلتی ھے مگر کبھی کبھار کوئی ایک بازی ایسی ھوتی ھے جسے وہ دماغ سے کھیلتی ھے اور اس وقت کم ازکم اس بازی میں کوئی اس کے سامنے کھڑا رہ سکتا ھے نہ اسے چت کر سکتا ھے اور وہ بازی بقا کی بازی ھوتی ھے ۔
Muhabat aik tareek jungle ki tarah hoti hai… aik bar iss k under chaley jao phir yeh bahir aaney nahi daiti. Bahir aa bhi jao tu ankhain tareeki ki itni aadi ho chuki hoti hain k roshni mein kuch bhi nahi daikh sakti…who bhi nahi jo bilkul saaf, waziya’h aur roshan hota hai.
Hum Duniya Main Rah Rahay Hain Aur Duniya Main Koi Muktalif Nahin Hota... Baaz Loug Jo Humay Bazahir Mukhtalif Lagtay Hain Wohi Hamaray Liye Sab Say Zayada Azaab Latay Hain..Tab Humay Pata Chalta Hai Woh Kitnay Mamoli Aur Amm Hotay Hain Aur Shayad Beqimat Bhi Balkay Baaz Dafa Amm Lougoun Say Bhi Zayada Baqeemat Sabit Hotay Hain.
~ Amar Bail-- Umera Ahmed ~
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks