maine kaha mera dil kiya hai aur dil ka aisa hai k woh tou bohat kuch karnay ko chahta hai magar
nimmo bi hain nahi tou nobel prize tumhay mil nahi sakta yani ghonsa aur bhosa agar maine tumhay day diya tou apnay kabar khanay ka kiya karon gi main,woh tou bilkul khali hojaye ga
tumharay haan hi hoti hogi shaam suhanai,yahan tou bhar jhonk rahi hai us par tum ne bitha diya hot seat par bina kisi qasoor k,hum tou khair jaisay taisay day hi dain ge jawabat,pehal aap kijiye muhtarma udhar tashreef rakhnay main jawabt k saath
Bookmarks