Assalam o Alaikum.
nice Thread.
shar o neki Dono Insaan mai Rakh di gai hain.
kher Mai zara Detail mai bata do k Shar pe chalna Kese Aasaan or neki pe chalna kese Mushkil hota ja raha hai.
Multan mai Ek Shah janmal Sahb ka darbaar hai or un k bare mai ye baat mash hor hai k vo pedaishi Hifz e Quran the Or Chand Saalo ka hone k bawajood bhi Quran pak Hafizo ki tarhan parha karte the Jab Tehqeeq ki gai k Ye sab kese Mumkin howa to Un Ki walida Ne Bataya k jab Mai Hamal se thi to Billa Naga Ba wuzo ho k Quran paak ki tilawat karti thi or Zikr o Azkaar karti thi To Mere Pak o saaf rehne or qurab pak parhne se mere bete mai bhi vo sab baate aa gai.
sharah mai koi sharam nahe to mai mazeed khul k batana chaho ga
k
ye ek haqeeqat hai k k Parents k Andar jo Jesi baate ho gi vo Geneticaly olaad mai transfer ho gi.
parents Be Haya ho ge to oaad un se do hath be hayai mai age ho gi,parents Shareef un nafs ho ge to olaad un se ziada Shareef un nafs ho gi.
kal Parents Jab Mubashrat karte the to Light off hoti thi Or Sahe Islamic way mai milte the par Zamana Toor tarike badalte ja rahe hain ab Parents Light on kar k milte hain or koi Bhi Tv ya film mai koi romantic scene dekh k osi waqt Romance karna shuro kar dete hain to At the end kia result nikalna k parents jis feelings jis halat mai milte hain vohe koch bache mai transfer ho jata hai or phir hum dekhte hain k bacha peda hone k koch maah baad he Tv on off kar raha hota hai cell phone ko use kar raha hota hai chahe use ns karna aey,matlab vo san baate bache mai os ki pedaish se pehle he geneticaly os mai transfer hoti gai or phir jab Bache ne koi bara galat kaam kar dia tab parents kehte hain ye kis pe gaya hai hum to ese na the hum mai to ye baat na thi banda poche agar ap mai ye sab baate na thi to osme kahaan se aa gai...!!!



Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out

Reply With Quote
Bookmarks