Re: Ashaar ... 04-02-2016
Quote:
Originally Posted by
Mamin Mirza
حسرت عیاس
Ya
حسرت ویاس
Thank You ..
Corrected , haan mai khud confuse tha k ya kaisay likha jay ga :(
Re: Ashaar ... 04-02-2016
Quote:
Originally Posted by
illusionist
Thank You ..
Corrected , haan mai khud confuse tha k ya kaisay likha jay ga :(
Roman likh likh kar urdu imla bhool jata hai aksar
Koi baat nahi,umer ka taqaza hai aapki :P
Kidding
Pleasure
Ye aik din main itnay ashaar keh dalay
Kiya baat hai aapki....wah wah
Re: Ashaar ... 04-02-2016
Quote:
Originally Posted by
Mamin Mirza
Roman likh likh kar urdu imla bhool jata hai aksar
Koi baat nahi,umer ka taqaza hai aapki :P
Kidding
Pleasure
Ye aik din main itnay ashaar keh dalay
Kiya baat hai aapki....wah wah
Y aik din k nahi hotay ..
haan kubhi kubhi aik sath kafi utar jatay hain ...
:)
haan ji umer to hogayii ... ikhtitam ki janib chul rahay hain ...
Re: Ashaar ... 04-02-2016
Quote:
Originally Posted by
illusionist
Y aik din k nahi hotay ..
haan kubhi kubhi aik sath kafi utar jatay hain ...
:)
haan ji umer to hogayii ... ikhtitam ki janib chul rahay hain ...
Ahaan...jis tarhan say aapne tareekh k saath post kiye mujhe laga ye tabar tor nazul yak musht hua :P
Sab hi ikhtetam ki janib chal rahay hain aur mabadulat aap say agay chal rahay hain :P
Re: Ashaar ... 04-02-2016
bohat zabardasht ashaar hain ap k
Re: Ashaar ... 04-02-2016
Quote:
Originally Posted by
Rana Taimoor Ali
bohat zabardasht ashaar hain ap k
Thank You Bro ///
Re: Ashaar ... 04-02-2016
zabardast
ماضی کیا مستقبل کیا
چلو آئو ابھی ہاتھ تھامیں
دل کا عارضہ تھا جو بڑھتا ہی گیا
جو سراب تھے سبھی سیلاب ہوئے