PDA

View Full Version : ah ko chahiye ik umr asar hone tak

Ali_
09-19-2014, 04:42 PM
ah ko chahiye ik umr asar hone tak
kaun jita hai teri zulf k sar hone tak
dam har mauj mein hai halqa-e-sadkam-e-nahang
dekhen kya guzare hai qatre pe gauhar hone tak
ashiqi sabr-talab aur tamanna betab
dil ka kya rang karun khun-e-jigar hone tak
ham ne mana k taaful na karoge lekin
khak ho jayenge ham tum ko khabar hone tak

Dr Danish
09-12-2015, 01:25 AM

Umda intekhab
Khoobsurat Sharing:Annoucemnet: