CaLmInG MeLoDy
07-23-2014, 01:00 AM
Assalam o Alaikum.
ji janab..jab dinning gossips chal hi rahi hain.
toh aik new silsila shroo karte hain on daily basis
aap ne bas ye karna hai.
ke dailiy yahan aana hai.
aur aap ke pas jo taza khabar ho.koi bhi . ghareloo, funny, international, sports jo bhi ho. wo aik khabar share karni hai.
aur aaj konsi dish khaane ka dil kar raha hai wo bataana hai.
toh janab aaj ki taza khabar meri jaanib se ye hai ke
garmi bohot hai . dua karo baarish ki
aur khaane ka mera dil chah raha hai tikka karahi ..