PDA

View Full Version : lehsan ki do chaar jawe peesne ke liye.



CaLmInG MeLoDy
07-05-2014, 03:14 PM
Baaz ouqaat hamain zaroorat hoti hai lehsan ki sirf do chaar jawe peesne ki.aur is maqsad ke liye ham grinder istimaal nahi kar sakte.

is ka ek aasaan tareeqa ye hai keh ..jab bhi aap ne do char jawe lehsan ki peesni houn.toh koondi sota istimaal karain..

ab aap soch rahe honge ke ye koondi sota kia hai..hamare haan is ko koondi sota kehte hain

http://incdn.ar-cdn.com/recipes/xlarge/eb408d21-a7c3-4639-9291-a6995f07de7c.jpg

haan ji..toh do chaar jawe koondi main daal kar..us main utna namak sath daal dain.jitna namak aap ne is lehsan waali dish ya cheez main daalna hai.aur phir isko sote ki help se pees lain..fine paste taiyaar ho jaye ga.

Ria
07-14-2014, 10:40 AM
AHhahahah CaLmInG MeLoDy hum condi dandy me e pesty haien...:D vrf

CaLmInG MeLoDy
07-14-2014, 10:50 AM
AHhahahah @CaLmInG MeLoDy (http://www.urdutehzeb.com/member.php?u=1) hum condi dandy me e pesty haien...:D vrf
nahi janab..aap samajhi nahi hain..kehne ka matlab hai paste form main laane ke liye aur aasaani se peesne ke liye is main namak daal lain toh fit pista hai.

Ria
07-17-2014, 11:31 AM
nahi janab..aap samajhi nahi hain..kehne ka matlab hai paste form main laane ke liye aur aasaani se peesne ke liye is main namak daal lain toh fit pista hai.

ohhh aachaa..... ;;;;;;;

hir
08-08-2015, 10:25 AM
Nice post... Lehsan to shayad roj use hota hai sab jagah...