PDA

View Full Version : More mai wayal watan k kha ye ma wayl zma mori,



Ubaid
12-30-2017, 03:14 PM
More mai wayal watan k kha ye ma wayl zma mori,
Pa bal watan k ba khafa ye ma wail zma mori,

Duwa kawa prade Watan ta mazdurai la zama,
Nasta che to pa Musala ye ma wail zma mori,

Haghai wail baghair lata ba khushale sang kawom,
Da khushalai zai kho mai to ye ma wail zma mori,

ubaidullah che da kali na shum rawan wai wayal,
Ma shai badrang tal dai khyesta ye ma wail zma mori.

Moona
12-31-2017, 01:16 AM
Ubaid
Halki phulki urdu main translate kar dain main b samjh loon

Ubaid
12-31-2017, 09:32 AM
@Ubaid (http://www.urdutehzeb.com/member.php?u=919)
Halki phulki urdu main translate kar dain main b samjh loon


acha to ye lo janab

"Man kehti thi apnai mulk mai achai ho, mai kehta tha ja rha hon Man
Dosrai mulk mai udas raho gai, mai kehta tha ja rha hon Man

Dua kia karo pardes mai mazdori karnai ja rha hon
Bethi jo tum musallai pai thi, mai kehta ja rha hon Man

Wo kehti ap k bagher kesai khosh rahongi mai
Khoshi ki jaga to tum ho meri, mai kehta ja rha hon Man

Mai Ubaid jab gawon sai rawana hogiya to kehnai lagi
Kabhi badsorat na ho hamesha khobsorat raho, Mai nai kaha Ja rha hon Man"

Ubaid
12-31-2017, 09:35 AM
Moona boht nahi likn thoda kuch ap k smjh mai ajaye ga. pushto k nazam ya ghazal ko urdu ya kisi dosri zuban mai translate karna mushkil hota hai.

Moona
01-01-2018, 11:41 PM
acha to ye lo janab

"Man kehti thi apnai mulk mai achai ho, mai kehta tha ja rha hon Man
Dosrai mulk mai udas raho gai, mai kehta tha ja rha hon Man

Dua kia karo pardes mai mazdori karnai ja rha hon
Bethi jo tum musallai pai thi, mai kehta ja rha hon Man

Wo kehti ap k bagher kesai khosh rahongi mai
Khoshi ki jaga to tum ho meri, mai kehta ja rha hon Man

Mai Ubaid jab gawon sai rawana hogiya to kehnai lagi
Kabhi badsorat na ho hamesha khobsorat raho, Mai nai kaha Ja rha hon Man"



Bohat Umdah
Thank you so Much
Poetry ki apni zuban hoti hai translation main is ka wo maza nahi rehta

Ubaid
01-02-2018, 09:58 AM
Bohat Umdah
Thank you so Much
Poetry ki apni zuban hoti hai translation main is ka wo maza nahi rehta


Sahi kaha ap nai