PDA

View Full Version : راۓ - دوسری اپروچ - جاوید چودھری



patriot19472001
06-29-2014, 05:07 PM
http://www.javed-chaudhry.com/wp-content/uploads/2013/02/Rai-2.gif

patriot19472001
06-29-2014, 05:10 PM
مجھے کافی باتوں سے اختلاف بھی ہے - لیکن بہرحال شیر کر رہا ہوں تا کہ مزید راۓ سامنے آ سکے

CaLmInG MeLoDy
06-29-2014, 05:43 PM
bohot dil ko lagti sharing. sach kahon toh mujhe bas aik baat se ikhtilaaf hai aur wo ye ke kaarobaari tabqa industrialist and all u discuss about mazloom hain. aisa kuch bhi nahi hai. ye dunia allah pak ne banaai hai.to is dunia ke qawaneen bhi bana diye hain. ab ye ham insan hain, jo muslim bhi hain , ghair muslim bhi, naik aur bad bhi. sab ko apne apne keiye ki saza zaroor mile gi. is dunia ko choonke aarzi kaha gaya hai.lehaaza iska faisla aakhrat main rakha gaya hai.

magar dunia main. dunia daar jin jin cheezoun ke malik bane baithe hain. wo unke qawaaneen kion nahi banaate. gunehgaar ko. ya apne rizq dene waale ke sath ziaadti karne wale ke liye koi saza kion kar nahi rakhi gai. bare bare sarkaari idaaroun main ECL main name daal dia jata hai..kion private idaaroun main aisa system nahi?

idaaroun main bharti karte waqt baqaaida aisa nizam kion nahi keh jis insan ko nokri mill rahi hai. wo kuch khas raqam ka bond bhare. aur pay na karne ki soorat main wo khud yaa uske ghar waale zimmedaar houn. aisa insan jo ye bond bhare baghair pakistan se chupke se faraar ho jaye. uske passport par check kion nahi? aisi soorat main jis mulk main wo faraar hua hai..us mulk ke sath pakistaan ki coordination kion nahi? aise mujrim paise ke ball boote pe faraar kion hain.

mera toh maan na ye hai ke. sarkaari aur neem sarkaari tamaam idaaroun ke liye qawaaneen waazeh hone chaahiye. sab ke liye aik se qawaaneen hone chaahiye. aik idaare se faraar ikhtiyaar karne waale se doosre idaare ki ye pooch gach zaroor honi chaahiye. ke taleem se faraghat ke baad ab tak tum ne kia kya? kahan rahe. aur agar kisi idaare main the..toh uske dues pay kiye ke nahi? agar wahan se bhag gaye ho to yahan se bhi bhag jaow ge. likhne ko to bohot kuch hai. magar yahan bhi wo hi baat laagoo hoti hai keh. aate main namak ke baraabar hai meri hesiyat.

gharz ye ke bohot kuch ho sakta hai..bat sirf qawaaneen banaane aur unko follow karwaane ki hai.

bohot hi achi sharing. mazeed ka initzar rahe ga.

intelligent086
06-29-2014, 11:01 PM
رائے سے اختلاف رائے بھی ہوتا ہے ہم لوگ اسپر بحث کرنے نہیں بیٹھے کل کلاں کوئی آرٹیکل ہی شیئر نہ کرے
Nice Sharing jee........
سدا ہسدے وسدے روو

patriot19472001
06-30-2014, 01:43 PM
رائے سے اختلاف رائے بھی ہوتا ہے ہم لوگ اسپر بحث کرنے نہیں بیٹھے کل کلاں کوئی آرٹیکل ہی شیئر نہ کرے
Nice Sharing jee........
سدا ہسدے وسدے روو



:wc:............Aap ne yeh kaisy guess kiya keh "Behs" se kal kalan ko koi article hi share nhi ho paaye ga :)

intelligent086
06-30-2014, 09:10 PM
:wc:............Aap ne yeh kaisy guess kiya keh "Behs" se kal kalan ko koi article hi share nhi ho paaye ga :)
میں نے طویل عرصہ انٹر نیٹ پہ گزارا ہے بہت سے فورمز کا ممبر ہوں ایسا ہوتے دیکھا ہے۔ میرا مقصد آپ سے اختلاف رائے نہیں میں نے تو عمومی بات کی

Ria
06-30-2014, 11:17 PM
Mjhy to nazr e nai aa rai post...:/

patriot19472001
07-01-2014, 04:18 PM
Mjhy to nazr e nai aa rai post...:/

?????