PDA

View Full Version : Aaloo Ki Sabzi For Sehri/ Breakfast...!!!



CaLmInG MeLoDy
06-28-2014, 06:19 PM
Cooking Time From Cutting To Cooking 15 Min
http://calmingmelody.com/wp-content/uploads/2014/06/potatoes-610x457.jpg


Aaloo
1/2 Kg


Sookhi Methi
1 Tb Sp


Red Chilli Powder
1/2 Tea Spoon


Red Crushed Chilli Powder
1/2Tea Spoon



Salt
To Taste


Termeric/Halldi Powder
1/4th Tea Spoon


Amchoor/Khattai Powder
1/2Tea Spoon


Onion/Piyaaz cut in medium slices
1 Medium


Tomato/Tamatar cut in fine chopped shape
2 Medium


Green Chillies Cut in thin slices
5


Zeera/Cumin Seeds Crushed
1/2 Tea Spoon


Saboot Dhanniya Crushed
1/2 Tea Spoon


Oil
1 Cup


Sirka/Vineger
1 table Spoon




Method

Cut Potatoes In Fine Medium Cubic Shape
Oil Ko Pressure Cooker Main Garam Kar Ke Us Main Zeera Daaal Dain Sath Hi Piyaaz, Tamatar Daal Kar Do Min Ke Liye Tez Aanch Par Paka Lain. Iske Sath Hi Is Main Tamaam Masaale (Sirf Sirka Aur Sookhi Methi Nahi Leni) Aur Aaloo Daal Dain Tamaam Cheezoun Ko Mix Kar Ke Is Main 1/4 Cup Pani Daal Kar Cooker 2 Min Ke Liye Band Kar Dain.

2 Min Ke Baad Pressure Cooker Khol Kar Is Main Sirka Sookhi Methi Daal Kar Tez Aanch Par Bhoon Lain Oil nikalne tak

Aaloo Taiyaar Hain.
Sehri main desi ghee ki roti ya naashte main paraathe ke sath khoob acha combination.

Garam Garam Ball Wale Paraathe Ya Poori Ke Sath Nosh Farmaaiye.

Shukria

UmerAmer
06-28-2014, 07:59 PM
Zabardastttttttttttt

intelligent086
06-28-2014, 09:31 PM
مزے دار ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔

Mamin Mirza
06-29-2014, 11:41 AM
ye sahar main kha kar sara din rozay ki halat main maine acidity nahi karni,haan isay iftar main zaroor try karon gi
thankoo hai ga ;)

Ria
06-29-2014, 02:39 PM
Mazy daar.......

CaLmInG MeLoDy
06-29-2014, 04:53 PM
Zabardastttttttttttt
shukria umar.

CaLmInG MeLoDy
06-29-2014, 04:55 PM
مزے دار ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔


bohot shukria :)

CaLmInG MeLoDy
06-29-2014, 04:56 PM
ye sahar main kha kar sara din rozay ki halat main maine acidity nahi karni,haan isay iftar main zaroor try karon gi
thankoo hai ga ;)

chalain ji..acidity naa ho us ke liye bhi koi achi si recepie share kar loongi :)

CaLmInG MeLoDy
06-29-2014, 04:56 PM
Mazy daar.......
shukriaa ji..

Arsalan
06-30-2014, 01:36 PM
Mooo mai pani aa gya :( ya you ny khod banaya tha kiya ??????

CaLmInG MeLoDy
06-30-2014, 05:46 PM
Mooo mai pani aa gya :( ya you ny khod banaya tha kiya ??????
jab main shair kar rahi hon recepies toh banaai bhi khud hi hain.

Arsalan
07-01-2014, 09:02 AM
jab main shair kar rahi hon recepies toh banaai bhi khud hi hain.



yaqeen nhi ho rha naa k you itna acha bi kr skti ho kaam .............

T.S
07-02-2014, 12:06 AM
greatooooooo. nice dish will try

CaLmInG MeLoDy
07-02-2014, 09:14 AM
yaqeen nhi ho rha naa k you itna acha bi kr skti ho kaam .............
haan toh naalaiqoun ko kab kuch yaqeen hota hai :P

CaLmInG MeLoDy
07-02-2014, 09:14 AM
greatooooooo. nice dish will try
Thank you T.S

Arsalan
07-02-2014, 09:33 AM
haan toh naalaiqoun ko kab kuch yaqeen hota hai :P


Haan to Nalaiqon ko es liay yaqeen nhi hota kyun k Nalaiqq Itna acha kaam nhi kr skty hyn :P Phr bi kr diya you ny ..... :O

CaLmInG MeLoDy
07-02-2014, 10:52 AM
Haan to Nalaiqon ko es liay yaqeen nhi hota kyun k Nalaiqq Itna acha kaam nhi kr skty hyn :P Phr bi kr diya you ny ..... :O
janab har fann moula mashhoor hain ham apni family main :P. Alhamdulillah.

Arsalan
07-02-2014, 01:27 PM
janab har fann moula mashhoor hain ham apni family main :P. Alhamdulillah.

Mtlb Nalaiqqiiii mai bi TOP :O :O :O

Mamin Mirza
07-07-2014, 10:30 AM
chalain ji..acidity naa ho us ke liye bhi koi achi si recepie share kar loongi :)

kitni achi ho na tum :P

CaLmInG MeLoDy
07-07-2014, 11:26 PM
kitni achi ho na tum :P..hurraaaaaaaaaaaaay