PDA

View Full Version : Compt For Shair O Shairi Section March 2016



Mamin Mirza
02-25-2016, 12:10 PM
اسلام علیکم
امیدِ واثق ہے کہ آپ سب اللہ سائیں کے کرم سے بخیر وعافیت ہونگے۔
شعروشاعری کے ماہانہ مقابلے کے اعلان کے ساتھ حاضر ہوں۔

اس ماہ آپ نے جو شاعری پوسٹ کرنی ہے وہ لفظ''مٹی یازمین یا وطن “ سے متعلق ہو۔یعنی آپ جو شاعری پوسٹ کریں اس میں لفظ مٹی یازمین یا وطن کا ہونا لازمی ہے۔

نظم یا غزل کی کوئی قید نہیں۔دونوں ہی شئیر کی جاسکتی ہیں۔


قوانین برائے مقابلہ
١:ایک رکن ایک ہی بار مقابلے میں شرکت کرسکتا ہے۔
٢:پہلے سے شئیر کی گئی غزل یا نظم دوبارہ شئیر نہیں کی جاسکتی۔اگر کسی نے کی تو بناء کسیانتباہکےاسے تلف کردیا جائے گا۔
٣: تمام تراندارجِ مقابلہ یعنی انٹریزاسی تھریڈ میں ہونگی۔
٤: اردو اور رومن دونوں رسم الخط میں شاعری پوسٹ کرنے کی اجازت ہے۔
٥:شاعرکانام بھی ممکن ہوتوساتھ ضرورلکھیں۔
٦: کسی غلطی کی درستگی کی اجازت ہے مگر ایک بار شئیر کر دی جانے والی شاعری کو بدلنے کی نہیں۔
٧:مقابلے کی آخری تاریخ ٢٠ مارچ ٢٠١٦ ہے۔

CaLmInG MeLoDy
03-02-2016, 08:26 AM
Zameen Pey Chal na saka aur Aasman sey bhi gaya
Katwa k par wo parinda uraan sey bhi gaya
Bhula diya to bhulaney ki intaha kar di
Ab main us shaks k wahm-o-guman sey bhi gaya
Kisi k hath sey nikla howa teer hun main
Jo hadaf ko choo na saka aur kaman sey bhi gaya
Tabah kar gai mujhy pakky makan ki khwahish main
apney gaoon k kachy makan sey bhi gaya
paraai aag main kooda to kiya milla Tujh ko WASI
Usey bacha na saka aur apni jan sey bhi gaya.

afaq ali
03-02-2016, 10:39 AM
گر جائیں زمیں پر تو سنبھالے نہیں جاتے
بازار میں دُکھ درد اچھالے نہیں جاتے


آنکھوں سے نکلتےہو مگر دھیان میں رہنا
تم ایسے کبھی دل سے نکالے نہیں جاتے


مجھ سے ان آںکھوں کی حفاظت نہیں ہوتی
اب مجھ سے تیرے خواب سنبھالے نہیں جاتے


جاتے نہیں صحراؤں میں اب عشق گرفتاں
جب تک دلِ مجنوں کی دعا لے نہیں جاتے


جنگل کے یہ پودے ہیں انھیں چھوڑ دو محسن
غم آپ جواں ہوتے ہیں پالے نہیں جاتے


محسن نقوی

Khirman
03-02-2016, 10:52 AM
کرتی ہے انتظار میرے گاؤں کی مٹی
رہتی ہے بےقرار میرے گاؤں کی مٹٰی
وہ نیم کی خوشبو وہ دھوپ وہ ہوا
دیتی ہے اعتبار میرے گاؤں کی مٹی
گھر کے درخت سایہءِ آنچل کے رازمند
مجھ پہ ہے جاںثار میرے گاؤں کی مٹی
بارش کے وہ تالاب اور کاغذ کی کشتیاں
اب تک ہے ایماندار میرے گاؤں کی مٹی
چوکھٹ پر رکھ کے پیر جسے روند آیا میں
اے شمس وہ ہے پیار میرے گاؤں کی مٹی

شمس الحسن

Siraj jan
03-02-2016, 07:14 PM
Ho ker Zameen Ki, Aasmaan Ki Chaah KyunKaroon
Main Tujh ko Paanay Ki Tamanna Kyun Karoon
Mujh ko Khabar Hai Judai Tarpayegi Tujhe Har Pal
Is hi liye Bata de Main Tujh se Wafa Kyun Karoon
Aman Ko Mere Chot Lagay gi Gar Tu Na Mili Mujhe
Tujhe Apna Bana ne Ki Phir Dua Kyun Karoon
Teri Masoomiyat Ko Rab Ne Banaaya Hai Mohabbat Ke liye
Tujhe Na Chahne Ki Phir Main Khata Kyun Karoon
Farishtay Bhi Tadap Jaatay Hain Jab TereeAankh Se Ashk Chalaktay Hain
Yeh Dard Tujhe De ker Main Koi Gunnah Kyun Karoon
Teri Meri Qismat Ki Raahain Hain Judaa Judaa
Main Phir Tera Banjanay Ki Aarzoo Kyun Karoon
Meri Hathoon Ki Lakiroon Mein Nahi Hai Naam Tera
Main Tera Naam Apne Naam Se Milanay KiJustajoo Kyun Karoon
Meri Baatain Tere Dil Mein Hamesha Bass Jaati Hain
Is Baat Ki Khabar Rakh Kar Main Koi Guftagoo Kyun Karoon
Batoon Batoon Main Benaam Fasaanay Banjaate Hain
Aur Aisi Adhuri Kahaani Ko Main Shuroo Kyun Karoon
Joo Bhi Jazbaat Hai Dil Mein Dil Tak Mehfooz Hain
Yeh Bataoo Ke Main Unka Zikar Dubara Kyun Karoon
Mana Ke Mohabbat Bhari Nazar Dil Par Gehra Asar Karti Hai
Usay Pyaar Se Dekh Ker Us Par Koi JaadooKyun Karoon
Mere Liye Yeh Mumkin Nahi Ke Main Tera Banjaoun Kabhi
Lekin Main Tujhse Mohabbat Ka Izhaar Kyun Karoon
Itna Dukhaaya Dil Ko Tunay Mere,
Itna Rulaaya Hai MujheSub Kuch Sahoon Phir Bhi
Tujhse Bay intiha Pyaar Kyun Karoo

Zehra Dawood
03-05-2016, 12:23 PM
!!گر جنگ لازمی ہے تو پھر جنگ ہی سہی۔۔۔۔

ہم امن چاہتے ہیں مگر ظلم کےخلاف
گرجنگ لازمی ہے توپھر جنگ ہی سہی
ظالم کوجونہ روکے وہ شامل ہےظلم میں
قاتل کوجونہ ٹوکے وہ قاتل کےساتھ ہے
ہم سربکف اٹھے ہیں کہ حق فتح یاب ہو
کہہ دو اسے جو لشکرِقاتل کےساتھ ہے
اِس ڈھنگ پر ہے زور تو یہ ڈھنگ ہی سہی
گر جنگ لازمی ہے توپھر جنگ ہی سہی

ظالم کی کوئی ذات نہ مذہب نہ کوئی قوم
ظالم کے لب پہ ذکر بھی اِنکا گناہ ہے
پھلتی نہیں شاخِ ستم اِس زمیں پر
تاریخ جانتی ہے زمانہ گواہ ہے
کچھ کورباطنوں کی نظر تنگ ہی سہی
گر جنگ لازمی ہے توپھر جنگ ہی سہی

یہ زر کی جنگ ہے نہ زمینوں کی جنگ ہے
یہ جنگ ہے بقاء کے اصولوں کےواسطے
جوخون ہم نے نذر دیا ہے زمین کو
وہ خون ہے گلاب کے پھولوں کےواسطے
پھوٹے گی صبحِ امن لہو رنگ ہی سہی
گر جنگ لازمی ہے توپھر جنگ ہی سہی
ساحر لدھیانوی

Arosa Hya
03-06-2016, 12:16 AM
Is daur mein mae aur hai, jaam aur hai jum aur
Saaqi nay bina ki rawish-e-lutf wa sitam aur
Muslim ne bhi tabeer kiya apna haram aur
tehzeeb kay aazar ne tarashwaye sanam aur
In taza khudaaon mein bara sab say watan hai
Jo pairhan is ka hai, woh mazhab ka kafan hai
Ye but keh tarasheeda-e-tehzeeb-e-nawi hai
Gharat gar ka shaana-e-nabawi hai
Bazu tera tauheed ki quwwat se qawwi hai
Islam tera des hai, tu mustafawi hai
Nazzara-e-daireena zamanay ko dikha de
Ay Mustafawi khaak mein is but(idol) ko mila de
Ho qaid-e-maqaami tu nateeja hai tabahi
Reh bahar mein aazaad-e-watan surat-e-mahi
Hai tark-e-watan Sunnat-e-Mehboob-e-Ilahi
De tu bhi nabuwwat ki sadaqat pe gawahi
Guftaar-e-siyasat mein watan aur hi kuch hai
Irshad-e-nabuwwat mein watan aur hi kuch hai
Aqwaam-e-jahan mein hai raqabat tu isi say
Taskheer hai maqsood-e-tijarat tu isi say
Khali hai sadaqat se siyasat tu isi say
Kamzor ka ghar hota hai ghaarat tu isi say
Aqwam mein makhlooq-e-Khuda bat-ti hai isi say
Qaumiyyat-e-Islam ki jarr kat-ti hai isi say
–Allama Muhammad Iqbal

intelligent086
03-09-2016, 07:43 AM
خدا کرے میری ارض پاک پر اترے
وہ فصلِ گل جسے اندیشہء زوال نہ ہو

یہاں جو پھول کھلے وہ کِھلا رہے برسوں
یہاں خزاں کو گزرنے کی بھی مجال نہ ہو

یہاں جو سبزہ اُگے وہ ہمیشہ سبز رہے
اور ایسا سبز کہ جس کی کوئی مثال نہ ہو

گھنی گھٹائیں یہاں ایسی بارشیں برسائیں
کہ پتھروں کو بھی روئیدگی محال نہ ہو

خدا کرے نہ کبھی خم سرِ وقارِ وطن
اور اس کے حسن کو تشویش ماہ و سال نہ ہو

ہر ایک خود ہو تہذیب و فن کا اوجِ کمال
کوئی ملول نہ ہو کوئی خستہ حال نہ ہو

خدا کرے کہ میرے اک بھی ہم وطن کے لیے
حیات جرم نہ ہو زندگی وبال نہ ہو

(احمد ندیم قاسمی )

Moona
03-20-2016, 11:12 PM
watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna
watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna
watan... watan... watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna
watan ki mitti azeem hai tu
azeem tar ham bana rahe hain... gawaah rehna
watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna


tere mughanni ki har sada mein teri hi khushbu mehek rahi hai
har aik sur mein, har aik lay mein, teri mohabbat chamak rahi hai... gawaah rehna
watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna


teri zameen ke yeh chaand, taary, hai jin ki aankhon mein pyaar tera
sadaaqaton ke diye jala kar barha rahe hain waqaar tera... gawaah rehna
watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna


har aik dil mein teri lagan hai, teri hi jaanib har ek nazar hai
teri hifaazat ka azm le kar har aik apne mahaaz par hai... gawaah rehna
watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna
watan... watan... watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna

watan ki mitti azeem hai tu
azeem tar ham bana rahe hain... gawaah rehna
watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna
gawaah rehna... gawaah rehna... gawaah rehna... gawaah rehna....

Mamin Mirza
03-20-2016, 11:37 PM
Thread Closed........................!!!