PDA

View Full Version : Main



Miss You
06-06-2015, 03:33 PM
"Main" Ka Kalma
"Main" Ka Dukhray
Darasal Duniya Mein Fasad Ki Jar "Main" He To Hai

intelligent086
06-06-2015, 04:31 PM
"Main" Ka Kalma
"Main" Ka Dukhray
Darasal Duniya Mein Fasad Ki Jar "Main" He To Hai


سچ آکھیا ای ایتھے [میں ای فساد دی جڑ اے

PRINCE SHAAN
06-06-2015, 08:52 PM
Sahi kaha aap ne mager is MAIN ko chorne ko amadah nahi?

Miss You
06-06-2015, 10:31 PM
سچ آکھیا ای ایتھے [میں ای فساد دی جڑ اے


Hhhhmmmm

Miss You
06-06-2015, 10:31 PM
Sahi kaha aap ne mager is MAIN ko chorne ko amadah nahi?

Choray nhi chut'ta ye MAIN

PRINCE SHAAN
06-07-2015, 06:41 AM
choray nhi chut'ta ye main

chorna parega main takabbur ki nishani hai jo Allah ko pasand nahi

Aseer e Wafa
06-07-2015, 11:00 AM
bilkul sahe

Ghulam Farid (GF)
06-07-2015, 07:17 PM
Nice sharing sis

Dr Maqsood Hasni
06-07-2015, 07:17 PM
zabardast my son zabardast
Allah aap ko barkat de

Miss You
06-07-2015, 07:48 PM
chorna parega main takabbur ki nishani hai jo Allah ko pasand nahi

Allah pak hamein takabur se mehfoooz rkn
mgr fitrat e insaani hai
k MAIN chutay nae chut'ta
tabhi to fasad barpa hain

Miss You
06-07-2015, 07:49 PM
bilkul sahe

Shukriyaa

Miss You
06-07-2015, 07:49 PM
Nice sharing sis


Thank You

Miss You
06-07-2015, 07:50 PM
zabardast my son zabardast
Allah aap ko barkat de

Thank U Sir
4 Ur Dua
But a Lili mistake
I am ur daughter

Dr Maqsood Hasni
06-07-2015, 10:37 PM
sorry baitaaap ko bawar rehna chaiay larka ho ya larki baroon ke liay eak se hona chahiaybachay piyaray hi hotay hain.baroon ka piyar oon ka haq hota hai.Allah aap ko shad o shadab rakhe

Miss You
06-08-2015, 11:28 AM
sorry baitaaap ko bawar rehna chaiay larka ho ya larki baroon ke liay eak se hona chahiaybachay piyaray hi hotay hain.baroon ka piyar oon ka haq hota hai.Allah aap ko shad o shadab rakhe

baaja farmya aap ne
es me to koi shaq nae
k baaron ko sb bachay ek se piyary hte

ayesha
06-08-2015, 02:35 PM
so true...

Daniel-7
06-09-2015, 03:26 PM
Ab to main ko hi sudharna hai.

Special.Girl
06-10-2015, 02:15 AM
Mein mukdi ni
gall bandi ni

Roomi
06-18-2015, 02:03 PM
بات "میں" سے نکل کر " ہم اور ہمارے " کے دائرہ میں داخل ہو جائے تو سکون کے پھول کھل اُٹھیں ہر جگہ